Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

    Roshan Khayal musalmanon k liye aik tehreer
    Attached Files


  • #2
    Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

    Bohhtt hee achhaa likhhha haii aap nayyy
    waqaiiee yehh Lamhaa Fikria ahaii kehh hamm maghrrabb kee andhaa dhunndd
    taqlleedd aoor Namm nihadd Roshann khialee main kisss janibb jaa rahhay hainnn....
    hamm apnaa culture apnee islamic aqdarr takk koo bhulaa chukkayy haiiinnnn...
    Dr younus Butt nayy azadee Niswann kayy ooparr tanziaa andazz main likhaa thhaaa...."aaj kall Khawattenn jiss tarrah appnnay haqqooq kayy lieyy larr rahee hain aissa mehssooss hootaa haii unqareeb mardoo koo bhee appnnay haqqooq kay lieyy aawwaazz uthanee parrayy geeee""
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

      Yar phir kya hua, karney do jo karti haiN. Khud in ka apna ziah hay, Orat ko jo ALLAH ne noor aur Husn dya hay , sab kho dein gi agar aisa karein gi...
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

        bohat acha likha ap ne or ye jo khwateen is tarah ki azaadi chahti hen na in ko de deni chaey kion ke in ke dimagh me jo is naam nihad azaadi ka keera hota he na tab tak theek nahi hota jab tak ye us bhayanak azaadi ke nataej dekh na lein:donno:

        Comment


        • #5
          Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

          بہت ہی زبردست شئرنگ کی جنید بھائی آپ نے آرٹیکل کا ایک ایک لفظ اپنے اندر صداقت لیے ہوئے ہے ۔ ہم ایسی قوم ہیں کہ جنھیں اپنی تہذیب و ثقافت کا تو دور دور تک پتا بھی نہیں اور غیروں کی اندھی تقلید میں ہم نے ان کی تہذیب وثقافت کو یوں اپنا اوڑھنا اور بچھونا بنا لیا ہے کہ اب کوئی اگر ہمیں اس خواب غفلت سے جگانے کی بھی کوشش کرئے تو ہمارے نزدیک ایسا شخص جاہل اجڈ اور گنوار(اور انگریزی میں بیک ورڈ) کے القابات کا مستحق قرار پاتا ہے ۔
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

            Jums Bhai Buhaaat hi zabardast Tehreer share ki :thmbup:
            perh k buhaat accha lga
            or sabse acchi baat ye lgi k AURAT k bary mai ye sach likhny wali ik AURAT hi hai :) warna aksir MARDOON ko taana milta rehta hai k inhy AURTOON k against likhny k siwa kuch nahi aata :)

            Anyhow.......ye sach hai k hum jisko AZAADI tasawwur krty hain wo sirf BE_HAYAI hai.......Pakistan mai Roshan Khyali or Behayai ko coverage deny k lye AZAADI ka word use hoony lga hai or ye ik kerwa sach hai k hmara Muashra din ba din behayae or burai ki janib berh raha hai

            ALLAH TAALA REHEM FARMAEIN AMEEN :rose

            MA'ASSALAM :salam:

            Comment


            • #7
              Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

              yaar main ny to maghrab main aisa kuch nahi dekha...

              Comment


              • #8
                Re: Article: Kia mey rikhsha nahi chala sakti?

                Originally posted by Khalil View Post
                yaar main ny to maghrab main aisa kuch nahi dekha...
                beta tonay abhi magrab dekha hi kitna hy aur khail rahay is magrab se murad maghrabi souch hy jo khuch tary mashraq o magrab aur shamal o junob main hy wo naheen .:khi:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                Working...
                X