Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

UPDATES: Bharat Main

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • UPDATES: Bharat Main

    بھارت میں کمرہ امتحان میں داخل ہونے کی اجازت نہ ملنے پر 15 سالہ طالبہ نے خودکشی کر لی جس پر مشتعل شہریوں نے کمرہ امتحان کے باہر محکمہ تعلیم کے خلاف احتجاجی مظاہرہ کیا۔ ذرائع ابلاغ کی رپورٹس کے مطابق بھارتی ریاست کرناٹک کی دسویں جماعت کی طالبہ شانتالا کمرہ امتحان میں داخلہ کا اجازت نامہ گھر بھول آئی جس پر ممتحن نے طالبہ کو کمرہ امتحان میں داخل ہونے سے منع کر دیا۔ شانتالا نے اس صورتحال پر دل شکستہ ہو کر خودکشی کر لی۔ ذرائع ابلاغ کا کہنا ہے کہ شانتالا غریب فیکٹری ورکر کی بیٹی تھی جس کی خودکشی پر علاقہ کے لوگوں نے مشتعل ہو کر کمرہ امتحان کے سامنے شدید احتجاج کیا اور محکمہ تعلیم کے حکام کے خلاف نعرے بازی کی۔ بعد ازاں پولیس کے اعلیٰ حکام نے مظاہرین کو واپس گھروں کو جانے پر آمادہ کیا۔ شانتالا کی ماں اوما دیوی کا کہنا ہے کہ اس کی بیٹی کمرہ امتحان میں داخلہ کا اجازت نامہ کسی کتاب میں رکھ کر بھول گئی جس کی سزا اسے موت کی صورت میں ملی۔

  • #2
    Re: Bharat Main

    so saddd
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: Bharat Main

      very sad....itni bari saza ...............
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Bharat Main

        aisa to hota rehta he sub continent me....
        lekin khudkushi kurna galut he....


        mere sath bhi howa tha...15 min reh gae thay mein ne teacher se board k paper mein k mujhay xtra sheet chahie...TSUNAMI pe essay likhna tha .....mein ne 14 page ka tyar kia thay .....unho ne mana kur dia k 15 min pehle sheet nahi milti...aur mujhay mujboorun 4 page ka likhan para essay......

        Comment


        • #5
          Re: Bharat Main

          Originally posted by MSA View Post
          aisa to hota rehta he sub continent me....
          lekin khudkushi kurna galut he....


          mere sath bhi howa tha...15 min reh gae thay mein ne teacher se board k paper mein k mujhay xtra sheet chahie...TSUNAMI pe essay likhna tha .....mein ne 14 page ka tyar kia thay .....unho ne mana kur dia k 15 min pehle sheet nahi milti...aur mujhay mujboorun 4 page ka likhan para essay......


          Aaj Kal Ke Teacher Bhi ..........................

          Dil Chahta Hai Jaan Se Maar Di Inhein


          Lekin Hazrat Ali Ka QOL Hai Na


          Jis Ne Mujhe Ek Lafz Bhi Sikhaaya Wo Mera Aaqa Hai


          Bus Isi Liye Izzat Karni Chahiye

          Comment


          • #6
            Re: Bharat Main

            :donno: how is this possible?

            Comment


            • #7
              Re: Bharat Main

              Originally posted by Silent.Tears View Post
              Aaj Kal Ke Teacher Bhi ..........................

              Dil Chahta Hai Jaan Se Maar Di Inhein


              Lekin Hazrat Ali Ka QOL Hai Na


              Jis Ne Mujhe Ek Lafz Bhi Sikhaaya Wo Mera Aaqa Hai


              Bus Isi Liye Izzat Karni Chahiye
              Pehle tu Ham rona rotay hain k koi rullz ko faollow nahien kerta aur agar koi follow kerta hai tu phir us ka rad e amal kuch aur hi hota hai.....agar un teachers ne apne rullz ko follow kiya tu kia is main bura kiya???
              ghalti us larki ki thi jo k apni slip ghar bhool aaie,,, ab exmination haal walon ko khwab tu nahien aaiee k us ki waqi reegistration hoi hai ya nahien??? us k pass kiya saboot tha k wo apna hi exam denay aiee thee???
              unhon ne sirf apne rullz ko follow kiya...aur us larki ne negitive rad e amal dikhaya....aur apni jaan per khail gai ...halan k ghalti us ki apni thi

              Yahan yahi museebat hai k agar rullz ko follow kero tu tab bhi ahtijaj,,aur na agar rullz ko follow na kero tab bhi ahtijaj
              ab banda kithay takar maray
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: UPDATES: Bharat Main

                Bohat dukh hua - bachi thi aur na samjh thi jo KHUD KUSHI ki - aur teachers ko maaf kar dena chahye aik ghalti per - agar woh ussay paper de lene dete to kuch na hota
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Bharat Main

                  Originally posted by Shaim View Post
                  :donno: how is this possible?
                  Ho sakta hai uss pey bohot ziada pressure ho aur stress bhi aik reason ho sakti hai. Akser Parents apney bachoN ki perhai pey un ko out of goodwill theek thaak pressurise kertey heiN... key Perhai bas end of the world key misdaq hi ban jati hai...

                  so it's possible
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  Working...
                  X