:fuming: :(
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Collapse
X
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
:clap: Aap ki himmat ki daad doon ga.
Main baar haa yeh baat dohraa chuka hoon keh hamara moashraa khokhla aur kamzor moashraa hai. Hamari ana is qadar majrooh ho chuki hai keh hamein apney ghalt simat uthney waley qadam burey nahin lagtey, balkey ham apni maflooj aur mareez soch ko yeh btaa kar samjhaa letey hain keh "... kon sa main akela hoon jo yeh kaam kar rha hai". Yeh us qom ki nishani hai jo tabahi key dhaney per khari hai. Aisi khawateen aur in jaisey adoosri jo pardey key peechey kya kya gul khilatee hain, intihaee nafrat key laeeq hain. Aisi khawateen na apney ghar ko rehti hain na ghaat ki. Allah ka khof to hai hi nahin, agar khof hai to is baat ka keh kisi ko patah na chal jaey keh ham kon hain, aur bad'nami na ho jaey. Khuda ki lanat hai aisi soch rakhney waliyon per!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Originally posted by shy:fuming: :(
Assalaam o alekum,
:thmbup: :thmbup: :thmbup: Bahooot khoob shy aapki tehreer mien woh sab baatien likhi huee hain jo kam az kam aaj ki larkiyaa naa hi sunna chaahati hain naa kehnaa aur yeh bare afsooos kaa muqaam hai ke chand logon ki wajeh se aaj perdah itnaa badnaam huaa hai ke Allaah rahem kare Allaah aisi lerkiyoon ko aql dein aur perdah ko badnaam hoonien se bachaayien ameen summa ameen khush rahien:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Great post really great
sab sy pehly to aap ka buhat buhat shukeria k aap ny humary munh kee baat chen lee
yes its fact now a day...
ager aap jaisa sab larkian sochy to i hope k kuch burai b na rahy....
aur koi aap kee baat maany ya na maany
lakin i hope k pegham comunity lazmi many gii
aur at last mera to khiyal hay
yeh boy friend k chaker sy b nika jay....:hathora
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Originally posted by Masood:clap: Aap ki himmat ki daad doon ga.
Main baar haa yeh baat dohraa chuka hoon keh hamara moashraa khokhla aur kamzor moashraa hai. Hamari ana is qadar majrooh ho chuki hai keh hamein apney ghalt simat uthney waley qadam burey nahin lagtey, balkey ham apni maflooj aur mareez soch ko yeh btaa kar samjhaa letey hain keh "... kon sa main akela hoon jo yeh kaam kar rha hai". Yeh us qom ki nishani hai jo tabahi key dhaney per khari hai. Aisi khawateen aur in jaisey adoosri jo pardey key peechey kya kya gul khilatee hain, intihaee nafrat key laeeq hain. Aisi khawateen na apney ghar ko rehti hain na ghaat ki. Allah ka khof to hai hi nahin, agar khof hai to is baat ka keh kisi ko patah na chal jaey keh ham kon hain, aur bad'nami na ho jaey. Khuda ki lanat hai aisi soch rakhney waliyon per!
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Originally posted by khurram_shaikhAssalaam o alekum,
:thmbup: :thmbup: :thmbup: Bahooot khoob shy aapki tehreer mien woh sab baatien likhi huee hain jo kam az kam aaj ki larkiyaa naa hi sunna chaahati hain naa kehnaa aur yeh bare afsooos kaa muqaam hai ke chand logon ki wajeh se aaj perdah itnaa badnaam huaa hai ke Allaah rahem kare Allaah aisi lerkiyoon ko aql dein aur perdah ko badnaam hoonien se bachaayien ameen summa ameen khush rahien
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Originally posted by khlGreat post really great
sab sy pehly to aap ka buhat buhat shukeria k aap ny humary munh kee baat chen lee
yes its fact now a day...
ager aap jaisa sab larkian sochy to i hope k kuch burai b na rahy....
aur koi aap kee baat maany ya na maany
lakin i hope k pegham comunity lazmi many gii
aur at last mera to khiyal hay
yeh boy friend k chaker sy b nika jay....:hathora
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
waooo shy jiii......... boht hii nice topic ap ni share kia haiii ........ thanks
jii bilkul sirf nam si hum muslim nahii agar dosrii batoo ka khial na rahkii..... kuch logoo ki waja sii sab ki naam un logo ki sat lagya/joor dia jata haiiii jo apni izat or dosro ki izat ki khaial nahi raktii .......... Allah ta Llah sab ko naik or sahee rasti pe hedayat atta farmyee. Ameen :duau can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Zabardast baat ki hai shy.....aur yeh sab sach hai... yahan aisa hota hai ..... pakistani nahi arab lerkian bhi...ghar se burqay main nikalti hain dosto ke sath .. maan baap yahi samajhtey hain ke wo dost ke haan hai..magar wo bfrd ke sath moll main ghoom rahi hoti hain yaan ksi restaurant mai......... aisa main ne yahan khudh dekha hai.... is main oun parents ka bhi kasoor hai jo aulad ko beshumar paisa aur ouse kharj keren ki khooli choot detey hain, magar oun ki saheeh tarbiyat nahi kertey. Aur duniya mai dikhawey ke liye parda lazmi rakhna hai...is tarah aulad is baat ka galat faida outhati hai.
Khuda humein is rayakari se mehfooz rakehy, Ameen.sigpic
Comment
-
Re: ~*~Parda Ya Dhoka ~*~
Originally posted by khlher banda apni jaga per theek hu jay personaly
then i am sure k poori society change hu sakti hay....
bus shoroohat kerny kee dair hay....
.....................................
bakee sab sy buhat achy comments day hain..
agreee.....:thmbup:u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
Comment