Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

    sallam to all PG members
    Attached Files
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

    Buhat hi zabardast sarfraz bhai :thmbup:
    hamari info mai izafy k lye thx :)
    KHUSH RAHYYE

    Comment

    • #3
      Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      sallam to all PG members
      plz proper reference deen

      every one knows key yeh islamaic naeen hay
      lakin us per ajeeb si ( might be true) kahanian lay ayeh haan

      umeed hay key app proper reference deen gay
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #4

        Assalam-o-alaikum sarfaraz bhai! Aap ne is thread ko stick karnay ki baat ki hai.Infact yeh kahani kisi qism ka tareekhi muqaam nahin rakhti,balke is se mahsoos yeh hota hai ke khas tor per muslims ke jazbaat ko ubharnay ke liay isay banaya gaya hai.
        Is ke baraks ye baat ziada qareen-e-qayas hai ke ghaliban pandharween sadi mein calender ko dobara tarteeb diya gaya tha aur saal ka aghaz 1st jan se kiya gaya tha laikin kai khiton ke log aik arsay tak us se nawaqif rahay ya unhon ne isay accept nahin kiya aur woh pahlay calender ke mutabiq 1st April ko hi saal ka aghaz qaraar dainay per musir rahay,unhi ko April fool kaha jata tha.Chunke yeh calender saint gragory ne tarteeb diya tha so isay gragorian calender bhi kaha jata hai.
        Agar aap samajhtay hain ke jo kahani aap ko maloom hui hai wohi darust hai to thori si zehmat karain aur iske refernce talash karain taake ham sab ko bhi faida ho.Shukriya
        Mind Sciences

        Comment

        • #5
          Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

          bout khoobsurat likha app ne sarfaraz bahi
          achi information di
          Uzair

          Comment

          • #6
            Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

            main to april phoooool manata hun....
            es main ghalt baat hee kia hay tareekh jo b kahee lakin abi ideas to kuch aur hain

            Comment

            • #7
              Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

              Originally posted by Khalil View Post

              Kaisay ho khalil! Aaj kal phir yahan nazar aa rahay ho.Umeed hai tumhari wapasi PG ke liay khushgawar sabit hogi.:dua
              Mind Sciences

              Comment

              • #8
                Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                Originally posted by Shaim View Post
                Buhat hi zabardast sarfraz bhai :thmbup:
                hamari info mai izafy k lye thx :)
                KHUSH RAHYYE

                Thanx janabbb
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #9
                  Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                  Originally posted by zapk7 View Post
                  Assalam-o-alaikum sarfaraz bhai! Aap ne is thread ko stick karnay ki baat ki hai.Infact yeh kahani kisi qism ka tareekhi muqaam nahin rakhti,balke is se mahsoos yeh hota hai ke khas tor per muslims ke jazbaat ko ubharnay ke liay isay banaya gaya hai.
                  Is ke baraks ye baat ziada qareen-e-qayas hai ke ghaliban pandharween sadi mein calender ko dobara tarteeb diya gaya tha aur saal ka aghaz 1st jan se kiya gaya tha laikin kai khiton ke log aik arsay tak us se nawaqif rahay ya unhon ne isay accept nahin kiya aur woh pahlay calender ke mutabiq 1st April ko hi saal ka aghaz qaraar dainay per musir rahay,unhi ko April fool kaha jata tha.Chunke yeh calender saint gragory ne tarteeb diya tha so isay gragorian calender bhi kaha jata hai.
                  Agar aap samajhtay hain ke jo kahani aap ko maloom hui hai wohi darust hai to thori si zehmat karain aur iske refernce talash karain taake ham sab ko bhi faida ho.Shukriya
                  W sallammmm ,,,,,Aprill Phooll kayy Hawallayy sayy joo aapp nayy Likhhaa iss hawally sayy bhee main pichhllay dinoo eik Article main parhh chukaa hooooooooooooo,,,,
                  aoor joo kuchh main nayy Likhaa yehh bheee Main nayy pichhllay Dinoo eik Article main Parhaa thaaa aoorr jahhan tak Refrence kaa talqq haii to sorry main nayy bohht tilashh kiaa but koi Refrence tilashh nahee karr sakaa ................
                  Beharhhall meree tilashh abhee jaree haiiii hoo saktaa haii Refrence Mill hee jaieyyyy........
                  Beharhall eikk batt too Roze Roshann kee tarahh ayyann haii kehh April Fool is wrong......
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #10
                    Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                    Originally posted by Khalil View Post
                    main to april phoooool manata hun....
                    es main ghalt baat hee kia hay tareekh jo b kahee lakin abi ideas to kuch aur hain
                    main nayy apnaa point of view biann kiaa haii aoorr iss sabb kayy bad agarr aap April Fool manantttayy hainn tooo yehh u parr depend karrtta haiiiiiiiii..............
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #11
                      Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                      Originally posted by tauruskhan View Post
                      plz proper reference deen

                      every one knows key yeh islamaic naeen hay
                      lakin us per ajeeb si ( might be true) kahanian lay ayeh haan

                      umeed hay key app proper reference deen gay
                      Khan sahibb jahann takk Proper reference kaa tallqq haii to janabb Proper reference ke tilash main hoo mainn ...main nayy iss hawallayy sayy eik News Paper main article parhaa thaa soo yahahn sharing karr deeeee......
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                        Originally posted by zapk7 View Post
                        Assalam-o-alaikum sarfaraz bhai! Aap ne is thread ko stick karnay ki baat ki hai.Infact yeh kahani kisi qism ka tareekhi muqaam nahin rakhti,balke is se mahsoos yeh hota hai ke khas tor per muslims ke jazbaat ko ubharnay ke liay isay banaya gaya hai.
                        Is ke baraks ye baat ziada qareen-e-qayas hai ke ghaliban pandharween sadi mein calender ko dobara tarteeb diya gaya tha aur saal ka aghaz 1st jan se kiya gaya tha laikin kai khiton ke log aik arsay tak us se nawaqif rahay ya unhon ne isay accept nahin kiya aur woh pahlay calender ke mutabiq 1st April ko hi saal ka aghaz qaraar dainay per musir rahay,unhi ko April fool kaha jata tha.Chunke yeh calender saint gragory ne tarteeb diya tha so isay gragorian calender bhi kaha jata hai.
                        Agar aap samajhtay hain ke jo kahani aap ko maloom hui hai wohi darust hai to thori si zehmat karain aur iske refernce talash karain taake ham sab ko bhi faida ho.Shukriya
                        main ney bi yahi suni hoi hay
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment

                        • #13
                          Re: ARTICLE: April Fool kee Haqeeqattt

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          Khan sahibb jahann takk Proper reference kaa tallqq haii to janabb Proper reference ke tilash main hoo mainn ...main nayy iss hawallayy sayy eik News Paper main article parhaa thaa soo yahahn sharing karr deeeee......
                          atleast us akhbar ka reference hi dey dena chayeh tha

                          Working...
                          X