Dosto! Aik article nazar se guzra.Chunke rawayati tarz se mukhtalif hai so aapke saath share kar rahi hoon.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Article:Dawat-e-fikr
Collapse
X
-
Tags: None
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
Originally posted by sarfraz_qamar View Postnice sharing janabbbb
yehh sabb kuchh Lamhaieyy fikriaa haii hamm sabb kayy lieyyyy
aissaa kuuunn hootaa haii aakhirrr
aoor iss kaa zimaadarr koon haiii?
Baharhaal is topic per ghor hona chahiay,aur muashray ko khuateen ke hawalay se apnay tarz-e-amal ko badalna chahiay.
Comment
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
Originally posted by zapk7 View PostIske zimmadaar jahalat hai.Log musalamaan kahlanay ke bawajood,dor-e-jahalat ki rasoomaat per amal pairaa hain.Agar aap apnay is muashray ke amal per nazar dorain to aapko khas tor per khuateen ke hawalay se aisi bohat si misalain milain gi,aur is mein takleef dah baat yeh hai ke isko support woh log kar rahay hotay hain jo khud ko mazhabi rahnuma kahalwatay hain.
Baharhaal is topic per ghor hona chahiay,aur muashray ko khuateen ke hawalay se apnay tarz-e-amal ko badalna chahiay."Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
Originally posted by sarfraz_qamar View Postyaaa u saying right ... but main aap kee eikk cheezee sayy agree nahee hoo wohh yehh kehhhh hamm Iss kissamm kaa kammaon kaa saraa Malbaa Our Religoius Ulmaa parr Dall deettay hainnnn ...this is wrong Concept...Islam aisaa kuchh bhee nahee sikhattaa yehh hamarrayy andar mojjod Jahliett kayy siwaa kuchh naheee
Comment
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
Originally posted by zapk7 View PostI agree to you.Iska sara malba kisi aik per nahin dala ja sakta,laikin woh log jo yeh da'wa rakhtay hain ke woh mazhab ki rooh ko samajhtay hain,aur ham jaisay aam logon ko deen ki taleem daitay hain,woh agar is muamlay per khamoshi bhi ikhtiar karain to bhi iskay nuqsanaat bohat ziada hain chaih jaike woh iski bilkul ulat tabeer hamaray samnay rakhtay hain.:rose
aoor joo Khamoosh rehtaa haii yaa ghallat andaaz main peshh karrtaa haiii wohhh iss kaa Zimmaa darr haii aoor Rooz e Qiammat wohh Allahh koo Jawab Dehh hoo gaa"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
Originally posted by sarfraz_qamar View Postyaa yehh zimaa Daree unn Ahll e illamm loogoo kee haii kehh wohh iss koo sahee andaaz main hammarray sammanny pesh karainnnnn...........
aoor joo Khamoosh rehtaa haii yaa ghallat andaaz main peshh karrtaa haiii wohhh iss kaa Zimmaa darr haii aoor Rooz e Qiammat wohh Allahh koo Jawab Dehh hoo gaa
Comment
-
Re: Article:Dawat-e-fikr
agar sab hi loag yeh baat samajhain...tu kia hi baat ho.:)
Comment
Comment