Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: Power Sharing Between PPP and PML(n)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • VIEWS: Power Sharing Between PPP and PML(n)

    Elections kay badd National assebmly main PPP aor PML(N) 2nd Parties kee wazehh aksareet hasell karrnay kay badd Ajeeb o ghareeb soortehall paidaa hoo chukeee haiiiiiii.........PML(N) wallay kehhtay hain hamm PPP kay Mandait kaa aihtrram karrtay hain Lihazaa Markkaz main PPP koo Hakoomat banannay kaa pooraa haqq haii aoor hamm iss koo fully support karain gayyyyy waghairaa waghairaaa aorr hamain Markazz main kisee bhee kissam kee wazzar nahee chahieyyy Lihazaa hamain bhee Punjab main Hakoomat banannay dee jaieyyyyyy its means PML(N) wallay Punjab main Mukamal power chahttay hain.....PPP wallay Bazahar to aissaa hee kehh rahhay hain but PPP wallay abb itnnay bhee bhoolay nahee kehh woh Nawaz Sharref ko Punjab main free hand daiey dain bczz Punjab ke Ahmiat see sabb hee waqif hainnn.........
    2nd tarff Markaz main joo bhee hakoomat banaieyy gaa ussayy ziadaa mushkillat kaa samnaa karnaa parray gaaa kunkehh Chief justice kee bahalee see layy kar Musharraf kee Chuteee takk 2/3 majority chchieyy jabkehh yehh kisee bhee jammat kayy pass nahee haiii lihazzaa joo bhee party markazz main hoonnay kayy bawajood aissaa karrnay main nakkam rahee lazmann uss kee Reputation kamm hooooo geeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee...........
    yehee wajaa hain shayadd PML(N) wallay Markaz main power sharing kee bajaieyy Punjab main mukamal power chahtay hainn jabkehh yehh PPP kayy mafadat kay khillaf baat haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
    dekhhtay hain aagay kiaa hoota haiii:lpop:
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Power Sharing Between PPP and PML(n)

    PPPP = CJ Ko Bahal nae keray ge.....

    PML(N) = CJ ki Bahali chati hai......

    PPPP = Aazad-Adlia chati hai lakin Iftikar-Mohammad-Ch nae chati coz (I.M.Ch) NaY NRO ko Finished kerna hai or Zardari Sahib Grift may aa jain gay......

    es waqt kafi kichri paak rahi hai or PML(N) National Assembely May PPPP say Zaida Seets Hasil ker chuki hai coz ( Aazad + Q League ) walay kafi un k pass Mojood Hain ab dhekoo PML(N) walay yeh News kab Break kertay hain..........

    Comment


    • #3
      Re: Power Sharing Between PPP and PML(n)

      Ye Sab Batain Drust Hai Lakin Pml N Or Ppp Ye Dono Bout Samjh Ker Faisla Ker Rahi Hai Lakin Aik Baat Hai Ye Ye Dono Kabhi Aik Nahi Ho Sakti Hai.in K Dermyan Ab Bhi Ihkitilafat Hai Jis Ki Waja Se Abhi Tak Koi Hakoomat Nahi Ben Saki Or Na Hi Namo Ka Elaan Houa Hai

      Comment


      • #4
        Re: Power Sharing Between PPP and PML(n)

        good work saur sach kaaha aap ne

        Comment


        • #5
          Re: Power Sharing Between PPP and PML(n)

          Mujeh ye poochna hai k Nawaz uncle shareef q Prime Minister nahi ban rahy????
          kiya chahty hain wo? :(
          kiya Zardari ko PM bnana chahty hain......?

          m sach mai worried saary politicians q Pakistan mai kabbaddi khel rahy hain? :(

          Comment


          • #6
            Re: VIEWS: Power Sharing Between PPP and PML(n)

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Elections kay badd National assebmly main PPP aor PML(N) 2nd Parties kee wazehh aksareet hasell karrnay kay badd Ajeeb o ghareeb soortehall paidaa hoo chukeee haiiiiiii.........PML(N) wallay kehhtay hain hamm PPP kay Mandait kaa aihtrram karrtay hain Lihazaa Markkaz main PPP koo Hakoomat banannay kaa pooraa haqq haii aoor hamm iss koo fully support karain gayyyyy waghairaa waghairaaa aorr hamain Markazz main kisee bhee kissam kee wazzar nahee chahieyyy Lihazaa hamain bhee Punjab main Hakoomat banannay dee jaieyyyyyy its means PML(N) wallay Punjab main Mukamal power chahttay hain.....PPP wallay Bazahar to aissaa hee kehh rahhay hain but PPP wallay abb itnnay bhee bhoolay nahee kehh woh Nawaz Sharref ko Punjab main free hand daiey dain bczz Punjab ke Ahmiat see sabb hee waqif hainnn.........
            2nd tarff Markaz main joo bhee hakoomat banaieyy gaa ussayy ziadaa mushkillat kaa samnaa karnaa parray gaaa kunkehh Chief justice kee bahalee see layy kar Musharraf kee Chuteee takk 2/3 majority chchieyy jabkehh yehh kisee bhee jammat kayy pass nahee haiii lihazzaa joo bhee party markazz main hoonnay kayy bawajood aissaa karrnay main nakkam rahee lazmann uss kee Reputation kamm hooooo geeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee...........
            yehee wajaa hain shayadd PML(N) wallay Markaz main power sharing kee bajaieyy Punjab main mukamal power chahtay hainn jabkehh yehh PPP kayy mafadat kay khillaf baat haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
            dekhhtay hain aagay kiaa hoota haiii:lpop:
            sallam.
            hamari awaam bhee bari hee jahil tareen hai....
            62 saal say jin lutaray khandanoo kay hathoon luti unhain phir khud par hukmaran musalat kar liya.........
            logon ko is baat ka gham khay ja rha hai keh vazir-eazam kon banay ga mujhay gham hai keh
            ''islami nizam kon lay ga???''

            ta khilafat ki bana dunia main ho phir istawar
            la kahin say dhondh kar islaaf ka kalb-o-jigar.
            :tauba
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: VIEWS: Power Sharing Between PPP and PML(n)

              merkaz main ovt. ppp benae gi laken punjab main pml(N)

              Comment

              Working...
              X