Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ELECTION SPECIAL: Parliament Watch--Plz check it out

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ELECTION SPECIAL: Parliament Watch--Plz check it out

    Asalam alaikum Members,

    Parliament watch FLP (future leaders of Pakistan) ka aik aeysa project hai jin ka main objective current election candidates aur election commission key baarey mey logoN ko inform kerna hai. Kuch aeysi updates jo aap ko madad kareiN gi key kis ko vote kerna chahiye aur kissey nahi.

    Parliament Watch

    "The goal of this project is to help voters choose the right candidates to avoid corruption, nepotism, and undemocratic ideals."

    Pakistan Zindabad
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Parliament Watch--Plz check it out

    Walaikumsalam

    It is a good effort but i dont think so it will work. Pakistan mein 70% population villages mein rahti hai. Aur loog siraf personal benifits daikhtay hain yeh nahi daikhtay kah Pakistan ka faida kis mein hain. Loog apni marzi se hi vote daitay hain zayada tar lekin unki marzi wohi hoti hai jo unkay area kay taqatwar ameer loogoo'N ki hoti hai.

    Aisi bohat se chezein hain jin se un logooN ko hi faida hota hai. Kisi Ghareeb banday ki ek chori hi ho jai tu wo Police station ja kar sab kuch karwa bi dai tab bi kuch nai ho sakta, Jab tak kisi bara paisay kay lehaz se taqat-war aadmi uski help na karay.

    Ek Ghareeb jisko 2 waqat ka khana nahi milta wo chahay jisko bi vote dai osko faraq nahi paray ga ghair-janab daar ho kar. Lekin gahreeb ki marzi kia ho gi ? wohi jo oskay Baray ki ho gi jiski zameen par wo rah raha ho ga. Jis kay khaitoo'N mein osko kaam milta ho ga.

    Loog ba-Khushi vote daitay hain. Es se unhi ko faida hota hai. Wo kabhi bi yeh sooch kar vote nai daitay kah Pakistan ka faida kis mein ho ga.

    Villages mein kaafi logoo'N ko tu pata bi nahi hota kah oska vote bi cast ho gaya.

    yeh meray saath bi howa mujhe ghar se bahir nikalnay ki zaroorat hi nahi pari thi last time , jab mein asar kay waqat vote cast karnay gaya tu pata chala apka vote tu cast ho chuka hai , mein hairaaN rah gaya :kr:

    Lekin masla yeh hai mein chup kuyn kar gaya ? es lye kah meri jaib mein un sabhi leaders kay cards thay mujhe police waghaira ki kahain rook took nai thi rishwat nai daini parti thi lolzzz kuyn kah lahore mein tu ap motor bike pe bi ja rahay hoon tu police walay rook laitay hain , ya aisay hi kisi banday ko pakar kar os per kisi tarah ka bi case daal dia , ab es sari hassle se bachnay kay lye ... mein kuyn care karooN kah mera vote kis ne kisko cast kar dia ? lols :D

    Loog pakistan mein nahi hotay unkay vote cast ho jatay hain even maray howay logooN kay vote cast ho jatay hain .....

    Its really hard to change the truth, Honestly Pakistan aisi jagah hain jahan per sab ko na sahi lekin bohat saroon ko jo mauqa milta hai acha ho ya bura wo haath se nahi janay daita.

    Kaafi ho gaya i think :D , lets hope for Good , Pakistan mein democracy ka kamyaab hona mushkil hai. latooN kay bhoot batooN se nahi mantay :$
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment

    • #3
      Re: Parliament Watch--Plz check it out

      Nice Sharing Xeni :phool:
      Khush Rahin :rose

      Comment

      • #4
        Re: ELECTION SPECIAL: Parliament Watch--Plz check it out

        nice sharing janab

        Comment

        • #5

          niceeeeeeeeeeeeeeeeee
          sharinggggggggggggggg
          :hii:

          Comment

          • #6
            Re: Parliament Watch--Plz check it out

            Originally posted by GumShuda View Post

            • #7
              Re: ELECTION SPECIAL: Parliament Watch--Plz check it out

              Originally posted by Shaim View Post
              Nice Sharing Xeni :phool:
              Khush Rahin :rose
              Originally posted by wishiswish View Post
              nice sharing janab
              Originally posted by Roshan-ali View Post
              niceeeeeeeeeeeeeeeeee
              sharinggggggggggggggg
              you ppl are most welcome :rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Parliament Watch--Plz check it out

                lols @ Bravo

                waisay un kaafi sari batoon mein se jo thori sari batain sahi nahi wo batao unko bi theek karain :d

                Han ab tu internet kaafi loog istemaal kartay hain ab daikho kitnay faida laitay hain. Bilkul site achi banaii hai effort bohat zabardast hai jo near future mein kaam tu zaroor aye gi. Qatra Qatra hi samundar banta hai. Kia pata yeh ek drop sehra ko samunder mein badalnay kay kaam aa jai.
                Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                Sadly, common sense is not very common..!!

                Comment

                • #9

                  difference ki to ham baat hi nahi kertey :d ta key jang na chiRey :P

                  and inshAllah
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: ELECTION SPECIAL: Parliament Watch--Plz check it out

                    Originally posted by Xenya View Post
                    you ppl are most welcome :rose

                    :blush: :eye:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Parliament Watch--Plz check it out

                      Originally posted by Xenya View Post
                      difference ki to ham baat hi nahi kertey :d ta key jang na chiRey :P

                      and inshAllah
                      Difference ka zikar hi nahi aya kahain per , kaisa difference ?

                      lols acha hai jang Chirnay doo phir jang mein sab kuch jaiz hota hai :P

                      Working...
                      X