Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • VIEWS: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

    yeh sirf o sirf study point of view sey hay

    hmm Hazrat Hussain R.A key sath word Imam use keeon kertay haan
    and Hazoor PBUH key sath keeon naeen

    muslmaoon key true imam to sirf o sirf Hazoor PBUH haan
    lakin kabi bi un key sath imam ka word use naeen hota

    kia waja hay is ki

    peace to all
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

    Originally posted by tauruskhan View Post

    is ka jawab main aap ko dey sakta hon magar us se pehly aap ko mery chand sawalon ka jawab dena hoga.
    1:hum hazrat abu bakar ko siddique akbar kion kehtay hain? halank sab se baray siddique nabi paak saw hain.
    2:hum hazrat umar raz ko farooq e azam kion kehtay hain? halank nabi paak saw sab se baray adil aur haq o batil k darmian farq karnay waly hain.
    3:hum hazrat usman rez ko ghani kion kehtay hain? halank sab se baray ghani khud nabi paak saw hain.
    in sawalon ka jo jawab aap daien gay wohi jawab hazrat imam hussain k baray main bhi samjh lijiye ga.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

      Abid bhii ya Laqab tu unhay

      RasululALLAH saw na dey ta........Kya Husain Ra ko bi...RasululALLAH saw na

      ya Laqab deya ta ?

      Comment

      • #4
        Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

        Assalaam o alaikum

        charoN fiqh k baRoN ko b IMAM kehtay haiN

        IMAM ABU HANIFA
        IMAM AHMAD
        IMAM MALIK
        IMAM SHAFI"EE

        to yai fiqh k imam haiN wo sadaqat , shujaat, sabar, istiqaamat, aur shahaadat k imaam haiN aur iss k liay itna sochna b zaroori nahi hota... itna baRa insaan hay kuch b seekhna chahaiN unn say seekh laiN ab agar hamaaray imam harr masjid maiN haiN jin k peechay hamm namaz ada kartay haiN aur imam saab imam saab kehtay nahi thaktay kabhi uss taraf b dhyaan daiN.

        Regards
        Baykamal

        kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

        Comment

        • #5
          Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

          Originally posted by Nokia_Afridi View Post
          Abid bhii ya Laqab tu unhay

          RasululALLAH saw na dey ta........Kya Husain Ra ko bi...RasululALLAH saw na

          ya Laqab deya ta ?
          afreedi bhai hum yahaan jo guftgu kartay hain wo aap k feham se bala tar hy lehaza aap se nihayat adab k sath guzarish hy k aap is kisam k mubahis main hissa na hi liya kareen to behtar hy aap nay yaqeenan note kiya hoga k is se pehly main nay aap ki kisi repply ka jawab naheen diya wajh yehi thi jo main nay biayn kardi:rose shkriya
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

            if mera reply bi afridi wala hi ho to
            kia jowab ho ga
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment

            • #7
              Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

              Originally posted by tauruskhan View Post
              if mera reply bi afridi wala hi ho to
              kia jowab ho ga
              to us ki liye pehlay aap ko suboot dena parayt ga k nabi kareem saw ki kon se hadeeth hy k jis main unhoon hazrat abubakar kiliye siddique akbar hazrat umar k liye farooq aur hazrat usman k liye ghani k alqaab farmay.
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                Originally posted by aabi2cool View Post
                afreedi bhai hum yahaan jo guftgu kartay hain wo aap k feham se bala tar hy lehaza aap se nihayat adab k sath guzarish hy k aap is kisam k mubahis main hissa na hi liya kareen to behtar hy aap nay yaqeenan note kiya hoga k is se pehly main nay aap ki kisi repply ka jawab naheen diya wajh yehi thi jo main nay biayn kardi:rose shkriya
                Respected Aabi Bhai!

                Nokia BHai ny ager ye baat reference k sath ki hooti to ye baat kaafi wazan rakhti hai regarding ur Question

                Mujeh abhi sirf itna kehna hai k kisy member ko yuun discourage krna hamara Pegham phelana nahi....
                hr insaan apny ander buhat c salahiyatin rakhta hai or hamara farz hain hum un salahiyatoon ko ujager karin......i hope u ve got me :)

                KHUSH RAHIN!

                Comment

                • #9
                  Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  to us ki liye pehlay aap ko suboot dena parayt ga k nabi kareem saw ki kon se hadeeth hy k jis main unhoon hazrat abubakar kiliye siddique akbar hazrat umar k liye farooq aur hazrat usman k liye ghani k alqaab farmay.
                  theek kaha aap ne.
                  wesay aap logon se poochna chahon ga aap ko imam aur RA ka diff pata ha.
                  agar pata chal jaye tu yeh sab muskil he hal ho jaye.
                  Gadeer ko yad karo wahan Mola Kon?
                  Jawanan-e-Jannat k Sardar Kon?
                  Bagh-e-Fidak yad karo?
                  Sab sawalon ka jawab mil jaye ga.
                  Inshallah

                  Comment

                  • #10
                    Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                    Originally posted by Nokia_Afridi View Post
                    Abid bhii ya Laqab tu unhay

                    RasululALLAH saw na dey ta........Kya Husain Ra ko bi...RasululALLAH saw na

                    ya Laqab deya ta ?
                    ager waqai aisa hai to thumbs up 4 ur knowledge! :thmbup: :)
                    Nokia Bhai ap koi event quote kr sakty hain is silsily mai???

                    Comment

                    • #11
                      Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                      yeh buhat hasass Topic hai plz ..jo b baat karay pooray elm se karay thanx alot for
                      the person who rose the question...and I REALLY WANT TO KNOW the answer

                      Comment

                      • #12
                        Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                        Originally posted by Shaim View Post
                        Respected Aabi Bhai!

                        Nokia BHai ny ager ye baat reference k sath ki hooti to ye baat kaafi wazan rakhti hai regarding ur Question

                        Mujeh abhi sirf itna kehna hai k kisy member ko yuun discourage krna hamara Pegham phelana nahi....
                        hr insaan apny ander buhat c salahiyatin rakhta hai or hamara farz hain hum un salahiyatoon ko ujager karin......i hope u ve got me :)

                        KHUSH RAHIN!
                        w/salaam behan aap k tawaju dilanay ka shukriya aur agar meri baat main koi shidat thi to main afreedi bhai se moazrat karta hon laikin haqeeqat ye hy k afreedi bhai k aap jitnay b hi repplies hain shabbir o yazeed par aap agar un ka baghoor jaiza lain to apa par ye haqeeqat munkashif hogi k baat khuch aur horahi ho aapo jawab khuch aur dety hain issi liye main nay un k kisi repply ka jawab n aheen diya ab majbooran aysa likhna para magar phir bhi sorry:rose
                        Last edited by aabi2cool; 21 January 2008, 21:28.
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                          theek kiya

                          Comment

                          • #14
                            Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                            jazak ALLAH
                            buhat he acha swal kia hay
                            ----------------------------
                            aur kia hee acha reply hy
                            mujy abid ny mana kia huwa hay werna main yehan buhat achy jawabat daita..

                            Comment

                            • #15
                              Re: why we use word Imam with Hazrat Hussain R.A

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              w/salaam behan aap k tawaju dilanay ka shukriya aur agar meri baat main koi shidat thi to main afreedi bhai se moazrat karta hon laikin haqeeqat ye hy k afreedi bhai k aap jitnay b hi repplies hain shqabbir o yazeed par aap agar un ka baghoor jaiza lain to apa par ye haqeeqat munkashif hogi k baat khuch aur horahi ho aapo jawab khuch aur dety hain issi liye main nay un k kisi repply ka jawab n aheen diya ab majbooran aysa likhna para magar phir bhi sorry:rose

                              :salam: :salam:
                              Jeety Rahyye!

                              Comment

                              Working...
                              X