Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

    Khalil Bhii kal KHUDA ham sa Islam ka baray ma pochay ga ya PAKISTAN ?

    ..............

    AWo Abi bhii kya Abb bi saray Dalel Jhotay lagay app ko.....

    Ha Manta hu Sheya awo Barvleu ke Ketab Sesatay hogay Lakan

    such KHUDA ke QASAM un ma nehi ha

    Comment


    • #17
      Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

      Assalaam o alaikum
      wah wah wah kya baat hay maza aa gya.... aisi DhiTaaee aisi bay ghairati k maza aa gya... ham nahi jantay thay k aaj kal k daur k ulma yazeed ko ameer ul momineen sabit karnay ki koshish karaiN gae... kya baat hay... aur jitnay b haq parst haiN unn ko ghalat sabit karaiN gae aur firqa parasti ka ilzaam laga daiN gae.... wow g.... aap bike pay niklaiN ya bilkul paidal aap nay agar zehen maiN aik target bana lia hay to aap uss ko kaafi hadd takk poora kar hi laiN gae... aur wo aap nay poora kar liaa... aur janaab aik do dinoN maiN hi aap ka kaam ho gya.. maashaalaah... saaniha laal masjid ka gham hay... uss k zimmay daar jahannami qaraar paa rahay haiN razeel qaraar paa rahay haiN aur shehzaada e rasool SAW aik taraf hairat say khaRa munaafiqat ki intehaa ko daikh raha hay k ghazi abdul rasheed kaheeN mujh say baRa shaheed to declare nahi ho jayai ga ?? (baeed b nahi).

      janaab e wala shaitaan rajeem b bohat bazurgi wala tha farishtoN ko paRhaanay wala intehaa say zyada ibadat guzaar harr waqt ALLAH ALLAH karnay wala laikin aik harkat say rajeem hua. hua k nahi, koi kusht o khoon k daryaa nahi bahay harmaiN e shareefain pay koi hamla nahi kia, aisa to kuch b nahi hua laikin phir b RAJEEM... aur yazeed kuch arsa takk agar uss nay apnay nifaaq ko zaahir nahi honay dia to kya wo saari umar k liay maaf Tehraa k ab kuch b karay koi poochnay wala nahi??? kya logic hay...

      jabb hazrat umar apnay daur maiN aik kuttay ki fikr karnay walay thay aur kehtay thay k agar bhook say kutta b mara jayai ga to sawal umar RAU say ho ga... baaqi karbalaa aap k saamnay sawal kar raha hay k kahaaN hay wo haakim jis k daur maiN ahle bait e rasool SAW apnay pooray gharanay k saath bhook o pyaas k aalam maiN shaheed kia jatay haiN... naizoN pay sarr chaRhtay haiN bibioN ko bay parda shaam maiN phiraya jata hay laikin uss k kanooN pay jooN b nahi reengti aur baad maiN kaisi latafat aur mulaaemat...

      aur kuch nahi to uss k nana ki hi sharam rakh lo aik kaseer tadaad musalmaanoN ki tamam dunia maiN hussain ko yaad rakhti hay apnay namoN ka hissa banaati hai, laikin aik b yazeed naam bandaa pakistan maiN aap ko nahi milay ga... haan agar aap ko bohat pyara hay to apnay naam k saath rakh laiN taa k aap k amli pyaar ka namoona ban sakay...

      taareekhi haqaiq nahi haiN tareeki k haqaaiq haiN...

      Baykamal

      kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

      Comment


      • #18
        Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

        @baykamal

        Walaikumsalam
        Bhai I agree with u lekin baat bohat agay chali gai hai :S .



        @ Topic

        Meray Muslman bhayoo ap kin chakroon mein parh gai ho kia baat sabat karna chahtay ho ???

        Agar kisi ka dil Yazeed ko Ameer-ul-MomeNeen Keh kar Mutm'in hota hai tu Humain koi masla nahi. Mera tu Nahi hota kamz'km.

        Lekin saath hi Gaali Galooch ka sabaq islaam mein nahi aya... Mera dil kisiko gali galooch karnay ko tu nai karta malamat karna alag baat hai ya Koosna ...........

        Barhaal yeh jo ap loog le kar baithay ho ahl-e-ilam waloon ki batain hain humaray oper se guzar jati hain ..

        Allah ap sab ko Khush Rakhain Aameen ..Dua..

        Wasalam


        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
        Sadly, common sense is not very common..!!

        Comment


        • #19
          Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

          Ghuma Shuda ....Bay Kamal bhii

          Hum kese ko bura nehi kehtay........awo na hey Galey datay hay

          Per SACH tu Bulna paray ga na..........

          ka Baralvey awo Sheyao ka ketab such nehi ha........

          Abi2cool and Bay Kamal bhii .............

          Kuch Ehsas nehi hota ka Asay ULAMAO Ke Bat ka TUkratay

          Ab hamarey bat tu Bekar eslay hay ka ab ULAMA ke Bat nehi mantay

          hum KETAB ka Hawala dak kar bta tay hay Laken App ber bi

          usay Tukray hay awo Barlvvey awo Sheya ke Ketabay Par kar

          app ku Sukun Melta hay ka SUch yahi ha

          Comment


          • #20
            Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

            Originally posted by Nokia_Afridi View Post
            Khalil Bhii kal KHUDA ham sa Islam ka baray ma pochay ga ya PAKISTAN ?

            ..............

            AWo Abi bhii kya Abb bi saray Dalel Jhotay lagay app ko.....

            Ha Manta hu Sheya awo Barvleu ke Ketab Sesatay hogay Lakan

            such KHUDA ke QASAM un ma nehi ha
            khuda yehi pochy ga k main ny jis maksad k liy tumain pida kia tha wo to kia nahi aur aaps main hee lar kr wakat barbaad ker dia hay

            mery khiyal main aisy topic nahi huny chayee
            kiun jo nahi manta wo kabi b nahi many ga
            aur aabid ko b pata hay k pichly 5 saal sy hum her forum per yehi kerty ain hain likh likh
            lakin rassi terri hee rahi hay

            Comment


            • #21
              Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

              Salam alaikum

              janab kitab agar barailvi ki ho to aap yai kehtay huay sahi haiN agar barailvi maktaba e fikr say pehlay ki baat byaan ki jaayai to ???

              ab aap iss say andaza lagayaiN k jahaaN jahaaN refernce quote huay haiN wahaN wahaaN yai hi bataya gya hay k yai uss barailvi aalim k nahi haiN...aur bilkul unhi kitaboN say yazeed k chahnay waloN nay b quote kia... phir hamaiN q dosh dia gya...

              uss say b mazay ki baat yai hay k taurus khan nay jabb zakir naik k difaa maiN post ki to wahaaN DARUL ULOOM BARAILVI aur IMAM AHMAD RAZA KHAN BARAILVI ka naam b dia... k hamaiN inn logoN nay by phone bataya k aap jo baat keh rahay haiN wo Theek hay...

              HADEES hay k SARKAR SAW nay farmaya k " meri ummat gumrahi par ikaThi nahi ho sakti" aaj kitnay haiN jo yazeed ki yaad maiN aik din b manatay hoN aur shahdat e imam HUSSAIN kitnay log manatay haiN?? aur ALLAH nay b yai hi farmaya hay k " maiN apnay mehboob logoN ki muhabbat logoN k diloN maiN Daal daita hooN"... ab iss k baad hamaiN kisi kitab ki kisi taareekh ki zaroorat nahi rehti... q k HUSSAIN Huzoor say haiN aur Huzur Hussain say... kya hi pyaari baat irshaad farmaayi Nabi paak SAW nay.... ab mera nahi khyaal k kisi k dil maiN yazeed k liay koi jagah honay ki ummeed rakhi jaa sakti hay... laikin aaj kal ilm nay logoN maiN bohat takkabbur bhara hay bohat baRaaee bharr di hay do teen kitaabaiN paRhnay wala b apnay aap ko hujjat ul islam samajhta hay.... aur logoN ki dictate karaata hay k unhoN nay kya karna hay...

              mujhay kya kisi b saahib e dil ko HUSSAIN RAU ka saath dainay k liay kisi kitaab ki zaroorat nahi hay.. sirf aur sirf do raastay haiN yaa HUSSAIN say muhabbat ka ya yazeed say muhabbat ka agar hussaiN ki muhabbat hay to dil say yazeed ki ulfat nikaal daiN.. agar nahi to phir ALLAH aap ko sahib e dil karay... q k yazeed ki chahat kisi sahib e dil ka shaiva nahi...

              ALLAH hamaiN HUSSAIN RAU ki muhabbat maiN zinda rakhay wagarna uThaa lay....

              Baykamal

              kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

              Comment


              • #22
                Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                Ap na ULAMA ke Bat kU TUKRAYA tu muj behas Fazol hoga.....

                Serf ak Swal ka Jwab ........

                HUSAIN sa hamay bi Pyar hay Per (PEGMBAR) kaha sa aya Kes ketab na kaha

                Ketna Zulm ha ?.......

                Comment


                • #23
                  Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                  Originally posted by Khalil View Post
                  khuda yehi pochy ga k main ny jis maksad k liy tumain pida kia tha wo to kia nahi aur aaps main hee lar kr wakat barbaad ker dia hay

                  mery khiyal main aisy topic nahi huny chayee
                  kiun jo nahi manta wo kabi b nahi many ga
                  aur aabid ko b pata hay k pichly 5 saal sy hum her forum per yehi kerty ain hain likh likh
                  lakin rassi terri hee rahi hay
                  aap theek keh rehay hain ager ye log yazeed ko apna sab kuch man rehay hain to mantay rehain jehan wo jae ga wehan in kay liye bhi jega ho gi akthay mezay karain gay
                  aur mezay ki bat hay keh wehan in ko serdi bhi nahain legay gi:kr::kr::kr:

                  Comment


                  • #24
                    Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                    Main nay 2nd side kee tahreerr koo nihaiiayy ghhoorr see parhaa aoorr iss nateejaa parr poohnchhaa hoooooooooo Suufarrdd bhaiii aap kaa point of view balikoll ghallattt haii aoorr Aaabid bhai balikoll right likhh rahhayy hainnnnnnnnnnnnnnnnnn
                    Yazeeddd nayy joo Mazallimm Imammm Husainn parr dhaayyy unn kayy badd yazeedd kooo LAEENN AOOR MALOONN kehnnaa meree mutabiq balikoll righttt haiiiiiiiiiii ..............
                    Meree samjh main yehh batt nahee aa rahee aap Yazeedd kaa itnaa Difaaa kiss khooshee main karr rahaayy hainn ....
                    yehhan parr eikk sahib nayy bohhttt hee khoobb baat kahheee joo jiss kayy sathh mohabbatt rakhhayy gaa uss kaa anjamm usee kayy sathh hee hoo gaaaaaaaaa,,,, soo hamm too Imamm Husainn kee mohabbatt kaaa Damm bharrnnayy wallayy hainnn Wohh Imamm Hussaiinn Jinnhain Hazzoor Akramm(PBUH) nayy Jannatt kayy Sarrdarrr karaarr diaaaa........
                    abb aapp aagayy khood samjhdarr hainnnn .........


                    Qattal e Hussain asal main marg e Yazeed haiii
                    Islamm zindaa hootaahaii harr karbalaa kayy baad
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #25
                      Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      Main nay 2nd side kee tahreerr koo nihaiiayy ghhoorr see parhaa aoorr iss nateejaa parr poohnchhaa hoooooooooo Suufarrdd bhaiii aap kaa point of view balikoll ghallattt haii aoorr Aaabid bhai balikoll right likhh rahhayy hainnnnnnnnnnnnnnnnnn

                      okey
                      Yazeeddd nayy joo Mazallimm Imammm Husainn parr dhaayyy
                      first prove this from authentic source key yazeed ney zulam wakey kia
                      not from berlive or shia alif lelawi kahanian

                      unn kayy badd yazeedd kooo LAEENN AOOR MALOONN kehnnaa meree mutabiq balikoll righttt haiiiiiiiiiii ..............
                      if you will prove it , then ok
                      Meree samjh main yehh batt nahee aa rahee aap Yazeedd kaa itnaa Difaaa kiss khooshee main karr rahaayy hainn ....
                      sirf app ko ghalat kam sey rok rahey haan
                      yazeed ney jo kamana tha , accha bora , apni kabar main lay gia

                      kaheen ghalat kahaniooon ki waja sey app bi apni kabar kharab na ker lain

                      yehhan parr eikk sahib nayy bohhttt hee khoobb baat kahheee joo jiss kayy sathh mohabbatt rakhhayy gaa uss kaa anjamm usee kayy sathh hee hoo gaaaaaaaaa,,,, soo hamm too Imamm Husainn kee mohabbatt kaaa Damm bharrnnayy wallayy hainnn Wohh Imamm Hussaiinn Jinnhain Hazzoor Akramm(PBUH) nayy Jannatt kayy Sarrdarrr karaarr diaaaa........
                      abb aapp aagayy khood samjhdarr hainnnn .........


                      Qattal e Hussain asal main marg e Yazeed haiii
                      Islamm zindaa hootaahaii harr karbalaa kayy baad
                      peace for all
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment


                      • #26
                        Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                        :jazak:TK Bohat Achay Alfaz sa sajmaya app na..:salam: :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                          first prove this from authentic source key yazeed ney zulam wakey kia
                          not from berlive or shia alif lelawi kahanian
                          aap ko kitni baar samjhaya hy k jo haqaieq bayan kiye gay hain wo tareekhi hain us main kisi barilvi aur degar maktbae fikar ka dakhal naheen laikin aap najany kis mitti k banay huy hain ? k aik sedhi se baat aap ko samjh main naheen aati
                          if you will prove it , then ok
                          prove kisay kehtay hain aap zara us ki tareef bhi kardeen tak hameen pata to chaly k akhir aap ko kis prove ki talash hy?
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #28
                            Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            aap ko kitni baar samjhaya hy k jo haqaieq bayan kiye gay hain wo tareekhi hain us main kisi barilvi aur degar maktbae fikar ka dakhal naheen laikin aap najany kis mitti k banay huy hain ? k aik sedhi se baat aap ko samjh main naheen aati

                            prove kisay kehtay hain aap zara us ki tareef bhi kardeen tak hameen pata to chaly k akhir aap ko kis prove ki talash hy?
                            salam aabi bahi !
                            umeed hay key app kheriat sey hoon gay

                            aarz sirf itna kerna hay , key ilm e hadees or tareekh ka ik nukta yeh bi hay key wo waqia , hadees etc us wakat authentic mana jata hay , jab ravi ney us ko apney samney dehka ho and wo us ka gawa ho

                            suni sunai batoon ko chayeh kitni hi sachi lagaeen zaeef gardana jata hay
                            in most most simple words

                            yazeed key khilaf jitnay bi wakiat darj hoey wo "qias" ki base per haan
                            and jitno ney yazeed ko kareeb paya us ko pareez gar , nimazi paya (chayeh wo dunia ko dehkanay key liya ho and andar kuch aur ho , wo Allah janey)

                            jis ki waja sey in wakiat main doubt, shak peda hota hay
                            jis ki waja sey yazeed ki zindagee hamesha iktalafi masla rahi hay

                            haqeeqat main us ney accha kia ya bura , us ka sila us ko mil ker rahey ga

                            aik muslim honey ki waja sey , jub bi app tumam muslim key liya dua mangey gay wo us main shamil ho ga ( sorry to say )
                            lakin ager wo hakeekatan ghalat tha , to dua kabool naeen ho gi , otherwise kabool ho jaey gi

                            tha second us key dor main Hazrat Hussain R.A ko shaheed kia gia jis ki waja sey muslim intashar ka shikar hoey (is per us ka mohasba ho sakta hay lakin is ka faisla Allah hi karey ga)

                            third wo us laskar main majood tha jis key liya Hazoor PBUH ney janat ki basharat ki thee
                            ( lakin naeen maloom wo direct jannat main jaey ga , ya saza pori honey kay baad , Allah ko maloom )

                            ab in last we must think of our self key ahadees key motabik ager kisi per lanat beji jaey and wo haqdar na ho to lanat wapis bejnay waley ko a lagti hay

                            itna shak honey key baad ager hmm lanat bejain , and Allah key haan wo kasoor war na ho , to wo hmm ko aa ker lagey gi
                            aik hamary amal itnay kharab haan key janant ka sirf soch hi saktay haan , pir to confirm ho jay ga and hmm jo chance shayed milta wo bi gunwa deen gay

                            so behtar hay key lanat malamat na ki jaey
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment


                            • #29
                              Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....

                              اسلام علیکم بھائی بات آپ کی درست ہے مگر علم حدیث اور تاریخ دونون جدا جدا علوم ہیں اور دونوں کے اصول بھی جدا جدا ہیں حدیث میں تو ہر اس بات کا خاص التزام کیا جاتا ہے کہ راوی واقعہ متصل بیان کرے اور روایت کرنے والے جتنے بھی راویان حدیث ہوں وہ سب متصل ایک دوسرے سے روایت کریں پھر ان سب کا حافظہ، ضبط ، اتقان ، عدالت ، ثقاہت اور دیگر سب چیزیں مد نظر رکھی جاتیں ہیں اور اس کے علاوہ بھی بہت سے اصول و قواعد ہیں جو کہ حدیث کی صحت کو جانچنے کے لیے محدثین نے وضع کیے ہیں لیکن تاریخ جو کہ ایک الگ موضوع ہے اس کے اُصول بھی جدا ہیں تاریخ میں ان سب لوازمات کا خیال نہیں رکھا جاتا اسی لیے تاریخ میں رطب و یابس سب کچھ ملتا ہے ۔لیکن یہاں مسئلہ کچھ اور زیر بحث ہے دیکھیے اس حقیقت سے کوئی انکار نہیں کرسکتا کہ حضرت حسین رضی اللہ عنہ کو یزید کے دور میں شہید کیا گیا اور یہ بات احادیث سے اور تاریخ سے اور دیگر تمام عقلی و نقلی علوم و فنون سے ثابت ہے اور مجھے تو حیرت ہوتی ہے ان لوگوں پر جو بر ملا یہ کہتے ہیں کہ یزید واقعہ کربلا کا زمہ دار نہیں ارے بھلے لوگو یزید اس وقت کا حاکم تھا اور اس کے دور میں حضرت حسین اور انکے سارے کنبے رضی اللہ عنھم کو تین دن تک بھوکا پیاسا رکھ کر شہید کردیا گیا مگر اس کے کان پر جوں تک نہ رینگی ہائے افسوس کیا ہوگیا ہے آپ لوگوں اور آپ تو بھائی عقل و منطق کے بھی خاصے دلدادہ ہیں پھر آپ کی یہ منطق مجھے سمجھ میں نہیں آئی کے یزید اس واقعہ اک زمہ دار نہیں کیا یزید خود جاکر تلوار لیکر شہید کرتا تب ہی آپ نے ماننا تھا
                              پوری امت میں یہ بات متفقہ طور پر مانی جاتی ہے اور کوئی ایک بھی اس حقیقت کا انکار نہیں کرسکتا کہ یزید کے دور میں امام پاک کو شہید کیا گیا اور تاریخ کی تمام کتابیں اس پر بھی متفق ہیں کہ یزید نے واقعہ کے زمہ دران کو کوئی سزا نہیں دی ۔
                              اگر بعض کتابوں میں صرف چند ایسے اقوال ملتے ہیں کہ جس سے یہ ثابت ہوتا ہے کہ یزید اس واقعہ سے نادم ہوا مگر وہ سب مگر مچھ کے آنسوؤں کے سوا کچھ نہیں میرے بھائی ممجھے سمجھ میں نہیں آتا آپ کس دلیل کی بنا پر یزید کو بے گناھ ثابت کرنا چاہتے ہیں ؟ اگر بات تاریخی خوالہ جات کی ہے تو تاریخ ان واقعات سے بھری پڑی ہے کہ جن سے یہ بخوبی ثابت ہوجاتا ہے کہ یزید ہی اس واقعق کا زمعہ دار ہے اور اس نے گناھ گاروں سے کوئی باز پرس نہیں کی لیکن مجھے سمجھ نہیں آتی کہ آپ کس اصول کے تحت تاریخ کے ان بے شمار واقعات پر کے جن سے تاریخ بھری پڑی ہے ان واقعات کو ترجیح دیتے ہیں جو کہ اکا دکا ہیں ایسا نہ تو عقلا جائز ہے اور نہ ہی نقلا۔
                              باقی رہی حدیث کی بات تو میں بارہا کہہ چکا کہ یزید حدیث قسطنطنیہ کا مصداق نہیں ہے اور یہ بات خود علم حدیث اور تاریخ دونوں کی رو سے ثابت ہے۔
                              Last edited by aabi2cool; 21 January 2008, 13:50.
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #30
                                Re: VIEWS: waqia_e_karbala aor tareekhi haqaiq....


                                plz roman bi sath likh dia kareen , mujeh machine shift kerni perti hay for reading this
                                اسلام علیکم بھائی

                                wassalam
                                بات آپ کی درست ہے مگر علم حدیث اور تاریخ دونون جدا جدا علوم ہیں اور دونوں کے اصول بھی جدا جدا ہیں حدیث میں تو ہر اس بات کا خاص التزام کیا جاتا ہے کہ راوی واقعہ متصل بیان کرے اور روایت کرنے والے جتنے بھی راویان حدیث ہوں وہ سب متصل ایک دوسرے سے روایت کریں پھر ان سب کا حافظہ، ضبط ، اتقان ، عدالت ، ثقاہت اور دیگر سب چیزیں مد نظر رکھی جاتیں ہیں اور اس کے علاوہ بھی بہت سے اصول و قواعد ہیں جو کہ حدیث کی صحت کو جانچنے کے لیے محدثین نے وضع کیے ہیں لیکن تاریخ جو کہ ایک الگ موضوع ہے اس کے اُصول بھی جدا ہیں تاریخ میں ان سب لوازمات کا خیال نہیں رکھا جاتا اسی لیے تاریخ میں رطب و یابس سب کچھ ملتا ہے ۔لیکن یہاں مسئلہ کچھ اور زیر بحث ہے دیکھیے اس حقیقت سے کوئی انکار نہیں کرسکتا کہ حضرت حسین رضی اللہ عنہ کو یزید کے دور میں شہید کیا گیا اور یہ بات احادیث سے اور تاریخ سے اور دیگر تمام عقلی و نقلی علوم و فنون سے ثابت ہے اور مجھے تو حیرت ہوتی ہے ان لوگوں پر جو بر ملا یہ کہتے ہیں کہ یزید واقعہ کربلا کا زمہ دار نہیں

                                sirf ager is base per ilzam lagaya jaey to
                                Hazrat Usman R.A ki shahdat ka ilzam Hazrat imam Hussain R.A per bi lagta hay
                                jo key bi ghalat hay (just take it for and example)
                                ارے بھلے لوگو یزید اس وقت کا حاکم تھا اور اس کے دور میں حضرت حسین اور انکے سارے کنبے رضی اللہ عنھم کو تین دن تک بھوکا پیاسا رکھ کر شہید کردیا گیا مگر اس کے کان پر جوں تک نہ رینگی ہائے افسوس کیا ہوگیا ہے آپ لوگوں اور آپ تو بھائی عقل و منطق کے بھی خاصے دلدادہ ہیں پھر آپ کی یہ منطق مجھے سمجھ میں نہیں آئی کے یزید اس واقعہ اک زمہ دار نہیں کیا یزید خود جاکر تلوار لیکر شہید کرتا تب ہی آپ نے ماننا تھا

                                just look at example , kia app Hazrat Usman R.A ki shadat ka ilzam isi tarah Hazrat Ali R.A and Hazrat Hussain R.A per laga saktay haan

                                پوری امت میں یہ بات متفقہ طور پر مانی جاتی ہے اور کوئی ایک بھی اس حقیقت کا انکار نہیں کرسکتا کہ یزید کے دور میں امام پاک کو شہید کیا گیا اور تاریخ کی تمام کتابیں اس پر بھی متفق ہیں کہ یزید نے واقعہ کے زمہ دران کو کوئی سزا نہیں دی ۔
                                اگر بعض کتابوں میں صرف چند ایسے اقوال ملتے ہیں کہ جس سے یہ ثابت ہوتا ہے کہ یزید اس واقعہ سے نادم ہوا مگر وہ سب مگر مچھ کے آنسوؤں کے سوا کچھ نہیں میرے بھائی ممجھے سمجھ میں نہیں آتا آپ کس دلیل کی بنا پر یزید کو بے گناھ ثابت کرنا چاہتے ہیں ؟ اگر بات تاریخی خوالہ جات کی ہے تو تاریخ ان واقعات سے بھری پڑی ہے کہ جن سے یہ بخوبی ثابت ہوجاتا ہے کہ یزید ہی اس واقعق کا زمعہ دار ہے اور اس نے گناھ گاروں سے کوئی باز پرس نہیں کی لیکن مجھے سمجھ نہیں آتی کہ آپ کس اصول کے تحت تاریخ کے ان بے شمار واقعات پر کے جن سے تاریخ بھری پڑی ہے ان واقعات کو ترجیح دیتے ہیں جو کہ اکا دکا ہیں ایسا نہ تو عقلا جائز ہے اور نہ ہی نقلا۔

                                باقی رہی حدیث کی بات تو میں بارہا کہہ چکا کہ یزید حدیث قسطنطنیہ کا مصداق نہیں ہے اور یہ بات خود علم حدیث اور تاریخ دونوں کی رو سے ثابت ہے۔
                                can't read this due to shortage of time
                                inshallah will do in future
                                take care
                                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                                Comment

                                Working...
                                X