Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

% Dad & Son %

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • % Dad & Son %

    Aaj aap sab ke sath yeh share ker rahi hoon, the moment I saw and read it, It really touched me, I was almost

    Main issey snaps main is liyeh share nahi ekr rahi cause the reason behind sharing it here is not images but are the words, the thoughts and the moments. Issey parhiyeh aur is main diya sabaq seekhiyeh.

    Baap ko burhapey main aulad ki shafqat ki kis qadar zarorat hoti hai, ous ki talqeen humarey mazhab main bhi ki gayi hai. Aur issey parh ker aap ko mehsoos ho ga.

    Umer bhar humein paal ker, humari achi perwarish ker ke, humein beshumar pyar dai ker wo badley main kabhi kuch nahi mangtey, kam se kam khuda ke liyeh oun ke buhapey main oun se narmi bartiyeh. Oun per gussa honey ki bajayeh ounhein samajhne ki koshish kijiyeh, jese wo humaray bina kahey humari batein samajhtey htey, humari buhut sari galation ke bawajood humein sabar aur pyar se samjhatey they.............
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: % Dad & Son %

    :rose
    Attached Files
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: % Dad & Son %

      :rose :rose
      Attached Files
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: % Dad & Son %

        :)
        Attached Files
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: % Dad & Son %

          very nice post...:)
          really true all things.
          Khuda Hum sab k parents ko khush rakhy.
          aur humain es kabil bana dain k hum en kee khidmat ker sakain,
          hum en ka aik lamhy ka b ehsan nahi utar sakty.

          aur hum ko yeh b pata huna chayee k
          SHIRAK k baad sab sy bara Gunna parents kee nafermani hay.

          waldain kee tareef main likhny bathy to kabi yeh silsila khatam nahi huga.

          Comment

          • #6
            Re: % Dad & Son %

            v nice n touching posts saima :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: % Dad & Son %

              Originally posted by khl

              Sahi kaha Dear :phool:
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: % Dad & Son %

                Originally posted by shy
                v nice n touching posts saima :thmbup:

                Thnx dear :phool:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: % Dad & Son %

                  WAH WAH WAH VERY NICE .. KIA BAAT HAY APP KI .. KHUSH KAR DIA....... .........WISH WE ALL HAVE BLESSING OF OUR PARENTNS :phool:
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment

                  • #10
                    Re: % Dad & Son %

                    Originally posted by Hala
                    WAH WAH WAH VERY NICE .. KIA BAAT HAY APP KI .. KHUSH KAR DIA....... .........WISH WE ALL HAVE BLESSING OF OUR PARENTNS :phool:

                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: % Dad & Son %

                      Kya kaha jaey.... yeh to waldein ki tarbiyyat ka aik hissah hota hai keh keh aulad unkey bhurapey mein apney faraeez poorey karey. Waldein shayid unsey kuchh na mangein magar phir bhi yeh tabiyyat per bohat munahsir hota hai. Dil mein waldein ki muhabbat bedaar to pedasih sey hoti hai, aur bachey key liye waldein hi pehley ideal hotey hain, magar yeh phir tabiyat hoti hai jo is ideal ko berqrar rakhti hai....

                      touching saima :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: % Dad & Son %

                        Originally posted by Masood
                        Kya kaha jaey.... yeh to waldein ki tarbiyyat ka aik hissah hota hai keh keh aulad unkey bhurapey mein apney faraeez poorey karey. Waldein shayid unsey kuchh na mangein magar phir bhi yeh tabiyyat per bohat munahsir hota hai. Dil mein waldein ki muhabbat bedaar to pedasih sey hoti hai, aur bachey key liye waldein hi pehley ideal hotey hain, magar yeh phir tabiyat hoti hai jo is ideal ko berqrar rakhti hai....

                        touching saima :)

                        Yes it is :rose
                        sigpic

                        Comment

                        Working...
                        X