Re: VIEWS: Benazir Per Khud kash Hamla, Inteqaal kar gaen
Gul sahiba
aik insan honay ki hesyat say meri aur aam pakistani ki kia feelings honi chahyen is say main bhi waqif hoon behar haal aaap ki rah numaai ka shukriya :rose
lekin dosri taraf main Gumshuda k khayalat ki taaid karti hoon
as a momin aur insaniyat k natay ham benazir k un aamaal pay b dukhi hotay aay hain
to aik jabir k khatmay pay sakon ka saans lenay walon ko aap insniyat ka dars den
kuch ajeeb sa lagta hay
ye to khair comen se baat hay her koi janta hay k dost ko bhi marna hay dushman ko bhi marna aur ham ko khud bhi marna hay dont kno k ham naik main shumar hongay ya nahi
lekin zati ahsaasat ki base pay aap ya aur koi pabandi nahi laga saktay k ham apnay khayalat ko tabdeel karen
kahir ab wo apnay anjam ko puhanch chuki , jesa kia wesa paya , Allah us k bhi gunahon ko maaf farmaye , yahi keh saktay hain b cuz Allah raheem hay Allah kareem hay :rose hamara zarf bas itna sa he hay k us k mazalim ko yad kar k kahen k us k sath aisa he hona tha .. aur at the end us ko dua bhi day den itna he zarf hay hamara is say aagay expect mat karen .
Originally posted by Gul
View Post

Comment