Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Kya khoya kya paya? by Nazeer Naji
Collapse
X
-
Re: ARTICLE: Kya khoya kya paya? by Nazeer Naji
Nazeer Naji Jesay loog Hotey Hain Jinhoon nay ( Nazriya-e-Zaroorat ) Ejaad ker rakha hai..........Ager Aisee He Baat Hai Too Aik Waqt Aey gaa es Mulk kay Tamam Qatil,Chor,Dako,Zani,Sharabi Yeh Kahain Gay kay Hamare Kilaf Faisla Aaya too Hum Pakistan may Kehram Macha Dain gay or Nazeer Naji ki 2 Takay ki Soch k mutabiq un k Haq May Faisla Hona chaye or Adlia ko Hamesha Hamesha k liye in 2 takay ki logoon k Nichay laga rahna chaye jab Faislay Nazriya-e-Zaroort k Tehat he kernay hain to Aadaltain Baand Kerooo or kud Faislay kerooo ....................................
Comment
-
Re: ARTICLE: Kya khoya kya paya? by Nazeer Naji
Originally posted by Shaim View PostAssalam o Alikum Xeni :)
Thx 4 sharing this article wid us
jo hoona tha wo to ho hi chuka hai......or i hope k accha hi hooa hai.....bus ALLAH TAALA hr pal hum sab pr REHEM kary AMEEN!
KHUSH RAHYYE
MA'ASSALAM!
Hopes....hi heiN.....InshAllah sahih ho ga..... deykho kahani ab kahan ka rukh kerti hai...
Originally posted by *Roomi* View PostNazeer Naji Jesay loog Hotey Hain Jinhoon nay ( Nazriya-e-Zaroorat ) Ejaad ker rakha hai..........Ager Aisee He Baat Hai Too Aik Waqt Aey gaa es Mulk kay Tamam Qatil,Chor,Dako,Zani,Sharabi Yeh Kahain Gay kay Hamare Kilaf Faisla Aaya too Hum Pakistan may Kehram Macha Dain gay or Nazeer Naji ki 2 Takay ki Soch k mutabiq un k Haq May Faisla Hona chaye or Adlia ko Hamesha Hamesha k liye in 2 takay ki logoon k Nichay laga rahna chaye jab Faislay Nazriya-e-Zaroort k Tehat he kernay hain to Aadaltain Baand Kerooo or kud Faislay kerooo ....................................
jahan tak baat supreme court ki hai to ..... Pakistan mey koi bhi kisi bhi daur mey kisi bhi adliya ney aeysey koi bold faisley nahi diye heiN kyun key wo nahi dey sakti simply... Nazir naji ka sirf yahi point hai key faisley waqt aur halaat ko deykhtey huye honey chahiyeiN to iss mey aeysa kya ghalt hai??'" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment