Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Masomiyat kay Shikareee

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Masomiyat kay Shikareee

    ............................
    Attached Files

  • #2
    Re: Masomiyat kay Shikareee

    Assalam o Alikum Roomi!

    Muash'ry mai kitna kuch hoota hai.......!
    main hamesha ik cheez sochti hoon k nae zindagion ka dunya mai aana itna mushkil nahi roz kitny hi log peda hooty hain pr buhaaat buhaaaat ziada mushkil hai to unki terbiyat krna........unhy burayoon se bachana specially aj kal k daur mai jahaan media bhi buhaat azaad hai

    kuch Parents apni hi lives mai itna bz ho jaaty hain k phr unky bachy aisy hi suffer krty hain or dukh bhi un Parents ko hi sehna perta hai......

    ALLAH TAALA sab hi Parents ko "ACCHI TERBIYAT" krny ki taufeeq dy or poori "TAWAJJU" deny ki bhi.....bacchy to hamesha hi tawajjju chahty hain or is beta or beti k darmiaan k fark ny kae gharon ko buhaat barbaad kiya hai
    jo bhi ALLAH dy us pr khush hoona chahye.....or uski zaaat ka shuker adaa krna chahye

    SADA KHUSH RAHYYE
    MA'ASSALAM!

    Comment


    • #3
      Re: TAJZIYA: Masomiyat kay Shikareee

      Nice jee nice
      achee Story haiiiii
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #4
        Re: TAJZIYA: Masomiyat kay Shikareee

        Thora sa mey kuch add kerna chahun gi...Agar ham ye baat maan bhi leiN key ghar mey agar aik insaan ko attention na miley to wo ye cheez bahar talash kerta hai khas ker larkiyaN iss maamley kuch ziada hi sensitive hoti heiN ...leykin doosri taraf ham sari zimmeydari ghar waloN pey nahi daal saktey kyun key achey bhaley ki tameez aik insaan key ander hoti hai...aap ye bhi nahi keh saktey heiN key "muhabbat" mey insaan andha ho jata hai kyun key .... agar waqai koi aap sey sachi muhabbat kerta hai to wo kabhi bhi aap ko ghalt kaam kerney key liye nahi kahey ga......... yaheeN sey hi aap her cheez judge ker saktey heiN

        overall aik achey topic pey aap ney likha hai.... keep your writings coming inshAllah.
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: TAJZIYA: Masomiyat kay Shikareee

          Bohat achi tahreer hai.Roomi bhai aap is tahreer to nasri adab section mein kiyun nahin shamil kartay.Is tahreer mein apka adabi style hai.Kiya khiyal hai.Umeed hai aapki aur bhi aisi tahreerain parhnay ko milain gi .:rose
          Mind Sciences

          Comment

          Working...
          X