Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: ~ Taleem ya Terbiat ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: ~ Taleem ya Terbiat ~

    Taleem ya Terbiat
    Attached Files

  • #2
    Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

    v nice topic aik larki or taleem or tarbeyat dono bohat ehem hen.

    Comment


    • #3
      Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

      Buhut acha topic hai Komal dear



      Taleem aur tarbiyat dono hi apni jaga zarori hain, Ager taleem na ho aur ghar se achi tarbiyat achi parwarish miley to aisi soorat main ek insan buhut ikhlaqi lehaz se buhut buhut mohazab ho ga, magar jab duniyadari se anjan ho ga, aaj kal taleemi maidan main buhut taraqi ho gayi hai Is tarah wo shaks talimi aitebar se ous mayar per poora nahi reh payeh ga.

      Ek kamyab shaksiyat ke liyeh Taleem ke sath Tarbiyat bhi behad zarori hai.
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

        nice topic..........................


        Tarbia is good than taleem because
        1. i have seen most of the people they are uneducated but thy have good family tarbia so theri behavoir is very good with peopleand the same some of taleem yafta people that they dont have family tarbia their behavoir is also not good in societyso the first thing is Tarbia and the second thing is Taleem and the person who has good tarbia he can learn and use his talemm in good waysand the one who doesnt have Tarbia he dont know the value of talem and can not use it in right waysso ...........that is all........:rose
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #5
          Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

          Originally posted by shy
          v nice topic aik larki or taleem or tarbeyat dono bohat ehem hen.
          Thankx shy :)
          Umm haan mery khayal main bhe dono apni apni jaga bohat aham hain aur zarori hain.

          Comment


          • #6
            Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

            Originally posted by Saima Shaheen
            Buhut acha topic hai Komal dear



            Taleem aur tarbiyat dono hi apni jaga zarori hain, Ager taleem na ho aur ghar se achi tarbiyat achi parwarish miley to aisi soorat main ek insan buhut ikhlaqi lehaz se buhut buhut mohazab ho ga, magar jab duniyadari se anjan ho ga, aaj kal taleemi maidan main buhut taraqi ho gayi hai Is tarah wo shaks talimi aitebar se ous mayar per poora nahi reh payeh ga.

            Ek kamyab shaksiyat ke liyeh Taleem ke sath Tarbiyat bhi behad zarori hai.
            Thankx Saima :)
            haan i m agree with u ky dono he bohat zarori hain aur hum kise aik ko bhe dosry per prefer nahe ker sakty..

            Comment


            • #7
              Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

              Originally posted by Hala
              nice topic..........................


              Tarbia is good than taleem because
              1. i have seen most of the people they are uneducated but thy have good family tarbia so theri behavoir is very good with peopleand the same some of taleem yafta people that they dont have family tarbia their behavoir is also not good in societyso the first thing is Tarbia and the second thing is Taleem and the person who has good tarbia he can learn and use his talemm in good waysand the one who doesnt have Tarbia he dont know the value of talem and can not use it in right waysso ...........that is all........:rose
              Thankx Hala :)
              aur apni ra'ay deny ka bhe bohat sara thankx:rose

              Comment


              • #8
                Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                Mera khayal to ye hai ky taleem aur terbiat dono ko he aik dosry sy alahda nahe kiya ja sakta.Aik taraf terbiat insaan ky rawayon ki tameer kerte hai so dosre taraf taleem insaan ko sha'or dete hai aur mash'ry main ala maqaam dilate hai

                Insaan ki shakhsiyat mukammal tour per taleem aur terbiat dono sy he bante hai.

                Taleem humko moloomat ki dunya sy roshnaas kerate hai taleem kay baghair mashry main acha maqaam ka hasool mumkin nahe aur terbait bhe aise he bohat zarori hai .koi aisa shakhs jis ky pas maloomat ka bohat dhair sara khazana mojod ho wo achi taleem to hasil ker leta hai mager ager wo tamez o tehzeeb say aare hai to us ki shakhsiyat na mukamal kehla'ay ge

                To mery khayal main dono he lazim o malzoom hain :)

                Comment


                • #9
                  Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                  hummm...........
                  kia taleem aur terbiyat main b koi farak hay
                  i dont think soo,,

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                    ^jee khl ye dono mukhtalif hein...

                    aik lerki beyshak ye dono cheezein lazim o malzoom hein magar i agree with Hala ...tarbiyat ziada aeyhmiyat rakhti hai ... agar shuru hi sey aap ko achi tarbiyat milti hai tabhi aa gey ja ker jo taleem aap hasil kertey hein us ki aap ko true sense mey qadr hoti hai ya phir yun keh lein key
                    aap jitna bhi ilm hasil kar lein magar asal cheez aap ka attitude aur behaviour hai agar ye bura hai to aap chahey jitney bhi educated kyoo na ho --kya faida?--- aur agar ye acha hai to ye zahir kerta hai key waqai aap aik taleem yaafat hein ab ye do cheezein aap ko obviously tarbiyat sey milti hain.....
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                      Originally posted by aik_lerki
                      Thankx Hala :)
                      aur apni ra'ay deny ka bhe bohat sara thankx:rose
                      wellcome dear sis aik_lerki...... thanks from your nice ideas too..........:clap:
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                        Originally posted by barg.e.gul
                        ^jee khl ye dono mukhtalif hein...

                        aik lerki beyshak ye dono cheezein lazim o malzoom hein magar i agree with Hala ...tarbiyat ziada aeyhmiyat rakhti hai ... agar shuru hi sey aap ko achi tarbiyat milti hai tabhi aa gey ja ker jo taleem aap hasil kertey hein us ki aap ko true sense mey qadr hoti hai ya phir yun keh lein key
                        aap jitna bhi ilm hasil kar lein magar asal cheez aap ka attitude aur behaviour hai agar ye bura hai to aap chahey jitney bhi educated kyoo na ho --kya faida?--- aur agar ye acha hai to ye zahir kerta hai key waqai aap aik taleem yaafat hein ab ye do cheezein aap ko obviously tarbiyat sey milti hain.....
                        Umm achaa
                        mai education ko prefer nahe ker rahe NA but ye keh rahe hon ky yae bhe utne he important ha jitny ky terbiat ..
                        Well Thank u so much Gul apni ra'ay deny ka :eye:

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                          Originally posted by Hala
                          wellcome dear sis aik_lerki...... thanks from your nice ideas too..........:clap:
                          Ur Alwayz WelCome Hala sis :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                            dono chezein count karti hain

                            i think pehle tarbiyat aur fir taleem :x


                            Comment


                            • #15
                              Re: ~ Taleem ya Terbiat ~

                              buhat acha topic hai :thmbup:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X