Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Emergency or Marshal Law

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Emergency or Marshal Law

    salllam friends,
    aaj inn lines kee likhnnay takk yehh khabbar manzerr e aam parr aa chukee haii kehh hakkmat pakistan mojjodda kharrab hootee hoii mulkee soortee hall (Soside attacks and now In Sawat Opperation againt Millitants) koo Madee nazzar rakhttay hoeyy sanjeedgee see amergency yaa Marshall law kayy baree main ghoor karr rahhhee haiiiii..............
    aap kia samjhttay hain kehh kiaa aaj hammary Mukee hallat ittnnay biggar chuukay hain kehh Emergencyy yaa Marshal Law Lagnaa chahiey yaaa naheee ..............
    meree mutabiq hamarry Hallat ittnnay nahe biggrray kehh unn ko Jawaz bannaa karr mulkk main Marshal Law lagayyaa jaieyy kunkeh hamarray passs dniaa main doosray countries kee examples mojjood hain jinn kayy hallat hamm see bhee ziasa kharrab rahee haiin Jaissayy kehh Sirilankaa Main Tamil Bagheee aoorr England main IRA(Irsh Republic Army) iss kayy bawajood wahhan parr Amergency yaa Marshal Law kayy baree main soochhaa bhee nahee giaaaa ..........
    Kuch loog kehhtay hain kehh Marshal Law kayy baad yehh hallat theek hoo jain gayy jabkehhmain samjhtaa hoo marshal law kayy baad hallat sahee hoonay kee bajaiey bigarr sakatay hain kunkehh Jamhooraiat hee meree mutabiq inn massayyall kaa hall haiiiiiiiiii
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Amergensy or Marshal Law

    ager fair n free elections huey to musharaf or us ki chamcha party Q leauge kabhi bhi kamyab nahi ho sakti lehaza musharaf kion chahe ga k elections hon?to is leay ye halaat bana kar marshalaw ya emergency lagai ja sakti he:donno:

    Comment


    • #3
      Re: Amergensy or Marshal Law

      PAKISTAN MAY EMERGENCY LAG CHUKI HAI

      Comment


      • #4
        Re: Amergensy or Marshal Law

        emergency nahi marshal law laga he 1973 ka aien khatam kar dia gya he or parvez mushraf ko adalat ke fesle se dar tha lehaza sab se pehle CJ ko hata dia gya he...afsos aik shaks puri foaj or pure mulk se game kar raha he:fuming:

        Comment


        • #5
          Re: Amergensy or Marshal Law

          Originally posted by hamzad View Post
          emergency nahi marshal law laga he 1973 ka aien khatam kar dia gya he or parvez mushraf ko adalat ke fesle se dar tha lehaza sab se pehle CJ ko hata dia gya he...afsos aik shaks puri foaj or pure mulk se game kar raha he:fuming:
          ap pakistan may rehti ho ?

          .................................................. .

          Suprem-court kay bahir Fuj Tainat....


          8 judges nay kal-adam qaraar diya esay

          .......................

          kuch dair baad Leadrs ko pakraaa jay gaaaaa Hukam jari honay wala hai

          Comment


          • #6
            Re: Amergensy or Marshal Law

            Emergency lagi hay :) Pata nahi kia baney ga :(
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Emergency or Marshal Law

              Yeh Emergency Marshal-law may Chnage ho jay gee cozzz yeh Sadar-e-Pakistan nay nae balke Cheif of Army Staff nay lagai hai this is a Big Big Hint kay Marshal-Law lagay gaaaaa

              Comment


              • #8
                Re: Emergency or Marshal Law

                KHabrain.com se khabar hay ke Mobile phone companies ne SMS service band kar di haiN aur Isb ke mukhtalif ilaqo main Mobile service band ho gayi hay
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Emergency or Marshal Law

                  :(
                  Attached Files
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Emergency or Marshal Law

                    C.J Pakistan Farig.......

                    New C.J is Abdul Hameed Dogar...............

                    ..................

                    Atazaz Ehsan Giriftar.....

                    Comment


                    • #11
                      Re: Emergency or Marshal Law

                      1973 ka aein tor dia gya he lekin musharaf ki kabina or asemblies,prime minister bhi kaam karta rahe ge serf adalton par churi chalai gaei he.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Amergensy or Marshal Law

                        Originally posted by *Roomi* View Post
                        ap pakistan may rehti ho ?

                        .................................................. .

                        Suprem-court kay bahir Fuj Tainat....


                        8 judges nay kal-adam qaraar diya esay

                        .......................

                        kuch dair baad Leadrs ko pakraaa jay gaaaaa Hukam jari honay wala hai
                        jee pakistan me hi hon:blush:jis ka mushraf bera kharak kar raha he:fuming:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Emergency or Marshal Law

                          its means my prophecy comes true,,,,,,
                          aaj mulk main Amergency lagg chuukky haiii ....
                          najannay kia bannay gaa pk kaaaaa
                          pk kaa abb Allah hee hafizz haii
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Emergency or Marshal Law

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            its means my prophecy comes true,,,,,,
                            aaj mulk main Amergency lagg chuukky haiii ....
                            najannay kia bannay gaa pk kaaaaa
                            pk kaa abb Allah hee hafizz haii
                            ager musharaf ke hathon se bach gya ye mulk to shaed is ka kuch na kuch ban hi jaey:tauba

                            Comment


                            • #15
                              Re: Emergency or Marshal Law

                              Mulkk main Amergecy kaa Nifazz ibtadaiee toor parr 3 months kayy lieyy hoo gaaa ......
                              jisss kayy baad 30 days kayy andar yehh faislla kiaa jaieey gaa kehh iss muddat koo barahhayaaaa jaieyy yaa kammm kiaa jaieeyyyy .....
                              Amergency kee muddat ziaddaa see ziadaa 1 years ho saktee haii[/B
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              Working...
                              X