Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

    Current Affairs per bohat muddat baad qalamdrazi ki hai....

    Kabhi Main Sochta Hoon 01
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Kabhi Main Sochta Hoon

    Kabhi Main Sochta Hoon 02
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Kabhi Main Sochta Hoon

      Kabhi Main Sochta Hoon 03
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Kabhi Main Sochta Hoon

        itna kuch app apni is tehreer main keh chukey hian k mazeed kuch bhi kehney ko nahi
        pr shayed lafz tu mil jaye mager wohi app wali baat kuch bhi likh loo,keh loo koi asr nahi honaa...
        Over all mukhtalif news channels pr yehi awaam dikhai jarahi hai jo benazir k khilaf comments dey rahi hai phr bhi yeh jeet jayee gii,phr bhi 18oct ko us k soo called deedar k lyaa 30lakh ki awaam wahan mojoud thi ...!

        Comment


        • #5
          Re: Kabhi Main Sochta Hoon

          Assalam o Alikum

          kaafi arsy baad "Halaat e Hazra" mai ik baar phr KHUSHAMDEED :thmbup: :salam:

          Bhai main apk nazaryaat se muttafiq hoon,pr ik baat hai jo k zaahir hai k Pakistan ki awam jitni bhi sada loh thi.....jitni bhi reality se ankhin meechy hoe thi phr bhi AJ k dour mai thoora hi sahee per log realize kr rahy hain.

          Mera masla hamesha yahi raha hai k hum reality janty hain.......apny siyasatdaanon se bilkul na-ummid hain janty hain k koi mukhlis nahi or jo hai to wo sirf apny "UHDY" k sath...apni "ZAAT" k sath or bus........!

          per itna kuch janty hoe bhi hamary iqdaam kiya hain?
          ager ye kahin k "KHUD KASH HAMLY"..........to wo bhi ik BEWAQOOFI........wo bhi ik ZULM......leaders pr nahi "AAM AWAM" pr........or kiya maloom wo Pakistan Awam mai se hi koi hai ya nahi

          afsoos sirf itna hai k hum tamasha been bany hoe hain jo khamoshi se roz bomb blasts mai kitny hi masoomon ko yateem hooty dekh rahy hain kitny hi sarparaston ka khoon dekh rahy hain phr bhi khaamosh hain........?

          shaid hum bedaar to hain lakin SAKIN BEDAAR jo apni jagah pr bethy bethy sab dekhy pr koi step na uthae........or is bedaari ka koi faida nahi.....!
          Last edited by Shaim; 20 October 2007, 09:24.

          Comment


          • #6
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

              ap se bilkul mutafik hon ye awaam hi hen jo ankhen band kar ke ese logon ke peeche bhage jate hen:(akser to kuch peson or aik din ka khana ki peshkash par in jaluson me chal parte hen

              Comment


              • #8
                Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                i think so

                mera to dill karta hay keh saray k saray siyastdanon ko aikk line main khara kar k goli say ura doon
                phir secnd step main un logon ko goli say uraaon jo siyastdanon say zara braber bhi hamdardi rakhtay hain
                phir hoga aman .
                warna to ....shayed wo waqt door nahi jab hamen bad qismati say is say bhi ziada buray haalat ka samna hoga , aur jo is k zimeydar hongay , unhen koi farq na kal para tha na bad main paray ga , goliyan khaaye gi awaam bichaari [ jo in jeson k liye khoon baha deti hay apnay ghar walon ko khoon k aanso rula deti hay , wo BICHAARIIII bay waqoof awaam]
                bohat acha likha hay Masood
                likhtay rahiye
                Regards
                Mariam.
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #9
                  Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                  AAp k iss article ko deykh kar .....Qasmi Sahib ki ek poem yaad aa rahi hai ...
                  Attached Files

                  Comment


                  • #10
                    Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                    Originally posted by Gul View Post
                    AAp k iss article ko deykh kar .....Qasmi Sahib ki ek poem yaad aa rahi hai ...
                    good addition ... :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                      Aslamo alikum !!

                      ye saaal karachi k liyee bohat he bura raha.. not just karachi but hum sab pakistani's k liyee.. jo kuch howa meri to samjh mai nahi a raha main kya kahun... Per Really mujh m3i himat nai thii k woh manzar tv pe dekh sakun
                      ALLAH zakhmion ko shifa ata farmaye or unk3 ghar walon ko saber ata farmaye
                      or Allah Pak humsab ki hifazat farmaye or pure mulk ko apne hifz o amaan mai rakhai Ameen.

                      beshak: islam zinda hota hai har karbala k baad !!

                      Comment


                      • #12
                        Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                        Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                        i think so

                        mera to dill karta hay keh saray k saray siyastdanon ko aikk line main khara kar k goli say ura doon
                        phir secnd step main un logon ko goli say uraaon jo siyastdanon say zara braber bhi hamdardi rakhtay hain
                        phir hoga aman .
                        warna to ....shayed wo waqt door nahi jab hamen bad qismati say is say bhi ziada buray haalat ka samna hoga , aur jo is k zimeydar hongay , unhen koi farq na kal para tha na bad main paray ga , goliyan khaaye gi awaam bichaari [ jo in jeson k liye khoon baha deti hay apnay ghar walon ko khoon k aanso rula deti hay , wo BICHAARIIII bay waqoof awaam]
                        bohat acha likha hay Masood
                        likhtay rahiye
                        Regards
                        Mariam.
                        bohat acha idea he

                        Comment


                        • #13
                          Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                          Originally posted by hamzad View Post
                          bohat acha idea he


                          :ghug: to chalo mil k koi laayeha e amal banain :D
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                            Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                            :ghug: to chalo mil k koi laayeha e amal banain :D
                            haan theek he me tyar hon lekin ye shetan hamari pohanch se bohat door hen ye to ghareeb awaam ki sheild bana kar khud ko attacks se bachate hen ta ke ager kuch ho to pehle ghareeb log hi maren or khud hamesha bach jate hen

                            Comment


                            • #15
                              Re: ARTICLE: Kabhi Main Sochta Hoon

                              asee ghnawnee tasweer kashee ki he jo ke 100 feesed such he
                              MSHAFEEQM

                              Comment

                              Working...
                              X