Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamha e Fikr: Yeh hai mera mulk

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lamha e Fikr: Yeh hai mera mulk

    Last edited by Shaheen; 28 September 2007, 20:16.

  • #2
    Re: Yeh hai mera mulk

    Dekh ker Dil rota hai , ankhain bhar ati hai ..
    kabhi socha hia hum kaisa rehta hai , hum kya pehnta hia , kya khata hai
    din ma kitna paisa zaya karta hai agar on ma sai thora inhai dai dai tu
    kya fark hamain parhna hai balka zindagi ma sukoun aur Allah b razi hota :blush:

    Comment

    • #3
      Re: Yeh hai mera mulk

      Agreed.........!

      jo kuch bhi apny kaha......pr main kuch little add krna chahoon gi.......hamari qom ki aksaryat kehti hai k Beggers n child labour jo k signals pr yuunhi kuch sell kr rahy hooty hain.........inky baary mai "Professional" ka word use kiya jata hai

      or kaha jata hai k ik hi signal pr poori poori Families ka theeka hoota hai......like behn/bhai/Ammi/Abbu every1.......iz there,or kise dosri family ko woo aany nahi dety....

      May b u ve noticed.......aise bachy aksar buhat peechy bhi parr jaty hain....cheezin bech'ny k lye........

      pr........beside this......mera nazarya hai.....k ager ye professional bhi hain.....to bhi koi majboori to hai jo unhy roads pr garmi mai nangy pair aany pr majboor krti hai.........koi majboori to hai k wo logoon se mangny pr majboor hain......n i remained v much confused q k mujeh ye bhi kaha gya tha k bachoon ko dy kr tum unki adatin bigaar rahi ho as well as unhy pakka begger bana rahi ho

      then i listened to 1 HADEES.....

      "HAZRAT MUHAMMAD SAW k paas ik shakhs aya n poocha k RASOOL SAW main zakat or kheraat krna chahta hoon pr ye kese pata chaly ga k kon haq dar hai?

      RASOOL SAW replied: tum unhy bhi do jo haqdar hain or unhy bhi jo nahi.....q k ALLAH jab tumhy deta hai to wo ye nahi dekhta k tum haqdar ho ya nahi....."

      or is HADEES k baad mujeh lgta hai k jo bhi kise majboori k tehat roads pr aye usy zaroor dena chahye.......

      MAY ALLAH GUIDE US TO THE RITE PATH AMEEN!

      Comment

      • #4
        Re: Yeh hai mera mulk

        Originally posted by Shaim View Post

        Aap ki soch or mere soch ma ek paisa ka bhi fark nahi Totally Agreed Shaim :jazak:

        Comment

        • #5

          Oh Thank u sister aap ne meri aik bhot bari confusion khatam ker dee main aksar logon ko daitay daitay ruk jata hooon....jab kisi per shak hota hai tu....aur main aksar yeh poochta bhi hoon aur sochta hoon k kaisay main yeh jaan loon k haqdar ko us ka haq phonch raha hai ya nahien..thank u very much
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Lamha e Fikr: Yeh hai mera mulk

            dostoo
            bilkul theek kehtay ho.

            hamian apney mulak ko is buhran say nikalney k liey apna hisa zaroor dainay chahye.

            Comment

            • #7
              Re: Yeh hai mera mulk

              Originally posted by Saahir View Post
              Aap ki soch or mere soch ma ek paisa ka bhi fark nahi Totally Agreed Shaim :jazak:

              :jazak:
              Originally posted by sccorpion81 View Post
              Oh Thank u sister aap ne meri aik bhot bari confusion khatam ker dee main aksar logon ko daitay daitay ruk jata hooon....jab kisi per shak hota hai tu....aur main aksar yeh poochta bhi hoon aur sochta hoon k kaisay main yeh jaan loon k haqdar ko us ka haq phonch raha hai ya nahien..thank u very much

              :salam: :jazak: :salam:
              KHUSH RAHYYE

              Comment

              Working...
              X