Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

    Homeopathy pay sab say zeyada yay aiteraz hota hay kay is ke dawaein neri pani hoti hain.Yane dawa mein itna Pani milaya jata hay kay bas Pani he bachta hay.Dunya ko 50 gunna barra karlein,ab samjhein is mein pani bharra hay.Ab eik qatra dawa dalein.Yay 30x dilution hay.
    Dossra aetraz yeh hay kay homeopath diagnosis sahe nahe kartay.Agar eik condition key 200 symptoms milna zarore hon tu,aj kal doctor bas eik ya do symptomps par dawa dey datay hain.
    Teesra Aetraz ye hay kay Homepathy mein nae research nahe hote balkay naye research ney Homeopathy ko ghalat sabit keya hay.
    Phir keya Alchol,jo in dawaon mein istemal hota hay,eik musalman kay leyay jaez hay?:cc:
    http://www.quackwatch.org/01Quackery...ics/homeo.html
    ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

  • #2
    Re: Keya Homeopathy Fraud Hay?

    Without search i cant say anything..........:)
    pr apni info k mutabiq itna hi kahoon gi k "FRAUD" ka word use krna sahee nahi hai........q k Medical Sciences ki tarah ye bhi ik field hai or logoon ko is se faeda bhi hooa hai :)

    Comment


    • #3
      Re: MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

      Sahe kaha Shaim Sahiba,par yay Lafz us Link ney istemal keya tha.I just copied it.:)
      Waisay homeopathy ka faida Placebo effect kehlata hay.Yane agar kese ko khle sugar ke gole bhe do tu us ko nafsaiate tor par behtar lagta hay.
      Hosakta hay Homepathy ka kuch faida ho par is ka Pakistan mein istemal qatae ghalat hay.Sirf chand symptom par dawa dena Homeopathy nahe Hay.:cc:
      ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

      Comment


      • #4
        Re: MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

        Originally posted by MUTFANIN View Post
        Sahe kaha Shaim Sahiba,par yay Lafz us Link ney istemal keya tha.I just copied it.:)
        Waisay homeopathy ka faida Placebo effect kehlata hay.Yane agar kese ko khle sugar ke gole bhe do tu us ko nafsaiate tor par behtar lagta hay.
        Hosakta hay Homepathy ka kuch faida ho par is ka Pakistan mein istemal qatae ghalat hay.Sirf chand symptom par dawa dena Homeopathy nahe Hay.:cc:
        Acha topic he. Lekin mein yeh kahon ga ke yeh dekhnay walay ki nazar he jo isay fraud kehta he, halanke aisa kuch nahi he.

        Mere kidney mein stone bun jatay hein aur mein homeopathic medicine se he ub tak chalta aa raha hoon...bohat asar he homeopathic medicine mein. mera personal experience he.

        pacebo medicine usay di jati he jo apnay aap ko bemaar samajta he lekin asal mein wo hota theek he. Yeh bhi acha tareeka he I think, no harm in it.

        baki jahan tak symptoms ki baat aati he to yeh baat personal practice ki he, jo achi practice kerta he wo achay tareekay se diagnose ker leta he.

        homeopathic medicine mein paani nahi hota bulke us ki base Methyle alchohol hoti he...yeh medicine ke effects ko preserve kerne ke liye hoti he...but I don't know ke medicine mein alchohol ka istamaal islami nukta'e'nazar se kesa ho sakta he...albata yeh aitraaz kabi uthtay dekha nahi mein ne
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

          dont know............
          ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
          372-haha372-haha372-haha

          Comment


          • #6
            Re: MUBAHISA: Keya Homeopathy Fraud Hay?

            Waissay tu yay bat Passand apni apni ke Hay.Meri bat scientific studies ke thein jinhon ney sabit kardeya hay kay homeopathy ka faida eik placebo effect hay.
            http://www.thelancet.com/journals/la...71772/abstract

            Jahan tak Baat hay Recurrent renal stone disease ke tu 5 mm say chotay stones urine say nikal jatay hain baghaer kese dawa kay.

            Alcohol kay baray mein alag alag fatway hain par homoeopathic drugs are banned in soudi arabia the reason being, some dilutions are alchohol based !!Agarchay tablets mil jate hain par liquid is banned.
            ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

            Comment

            Working...
            X