Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

14th AUG Special DEBATE: Azadi....Kiya Hum Azad Hain.....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: 14th AUG Special DEBATE: Azadi....Kiya Hum Azad Hain.....?

    Originally posted by A.h.khan View Post
    AZADI
    phle to ye samjhna zarori hae ke azadi hae kiya
    60 salon main ham ne kiya hansil kiya ham log beshak azad nazar ate hain magar mhkom hain ahm unn ledronke jo ham par azab ban ke ajate hain oe is main kisi or ka kasor nahi hota ye hamari hio galti hoti hae ke ham azmaye hoye ko kion ajmate hain azad sirf kisi hise ko azad kar walene ka nam nahi hae.
    1183 MAIN JAB SULATAN SALHAOWDIN AYUBI
    NABSIBA KE MAKAM PAR KHEMA ZAN THA TO APNE SALARON SE AJ KI HAQIQAT KE DAOR KI BATIN KAR RHA THA;;;;;
    ``ISLAM par jo bhi daor aye ga who ALLAH ke sipahi ka daor ho ga''
    SULTAN NE KHA `` jab tak ISLAM zinda he kufar ISLAM ke dushman hi rahe gain aj hamare sallaron ke dilon jaho hasmat ki jo khawahis payda ho gai hae who kisi bhi waqat ISALAM ko le dobye ga. mujhe nazar arha hae ke ISALAM zinda rahe ga magar us ser ki trha zinda rahe ga jis ko sudha liya gaya ho ga or us ko faramosh kara diya gaya ho ke who badsha hae ye ser bakriyon se bhi darta rahe ga musalman kufar ki anglion par nachin ge ALLAH ka sipahi maojod ho ho ga magar us ke hanth main talwar nahi ho ho gi agar talwar ho gi to who kisi salebi ki dee hovi ho gi jisye who niyam se nikalne ke liye selebi se izazat le ga...................... to dosto ketni sachi batin ki thi sultan salaowdin ayubi ne ham jab apne etraf main nazar dalte hain to ye hi sab kuch nazar ata hae..;;;;[/quote]


    bus ALLAH TAALA humin or hamare DEEN ko apni nighibaani mai ly AMEEN
    waqai jo daur hai wahan kuffar to chorye.....MUSLIMS ka bhi bura hal hai.......coz hum interested hi nahi hain.....k kiya ho raha hai or hum kahaan ja rahy hain

    thx 4 ur precious n detailed comments :thmbup:

    KHUSH RAHYYE :salam:

    :welcome: n KHUSH AMDEED @ PEGHAM PLATFORM! :welcome:
    MA'ASSALAM!

    Comment


    • #32
      Re: 14th AUG Special DEBATE: Azadi....Kiya Hum Azad Hain.....?

      Originally posted by wshahid View Post
      abhi tak to seenay par aik chhota pakistani parcham lagakar office main betha hoon haan magar shaam mian Pakistani embassy jaaon ga wahan par jashn-e-azadi kay kafi saray programs hain, woh attend karoon ga.

      :) :)
      kesa raha apka function?

      Comment


      • #33
        Re: 14th AUG Special DEBATE: Azadi....Kiya Hum Azad Hain.....?

        Originally posted by nnawab33ali View Post
        Walaykum Assalam our yaom-e-Azadi Mubarak ho Ap sabko our on logo ko jo Pegham sy kuch na kuch wasta rakta hay.Bohot housh huwa apka Massege padkar kioki koi to hay jo Pakistan my reh kar bi humy yad karty hy jo humy janty tak nahi pir bi is hushi k muqay par itna kuch lik kar bayj diya.
        Darasal may dubai may hoo qareeban ak sal hochuka hay Pakistan sy aya huay.

        Lakin jistarah Pakistan k halat banty jarahy hay to man nahi karraha kih Pakistan aye kal on logo ki Jishn ti jin ki hamasha huwa karti ti yane on SIYASATDANO ki jo apny awam ky Khoon sy rangy hatoon sy Parcham chadaty ty our kal myny bi TV par dhykha o log kitny khoush ty jo sirf apny liye samajty hy dosro ki sirf bagawat samajty hay our apni Gaddari ko mulk ki mohabbat ka nam dyty hay our sirf apny siyasat ka rang dekhaty hay. koi siyasat dan aj tak kisi bi dhamakhy my nahi mara sirf Ghareeb our bygunah log mary jaty hay our ye har koi samajta hay kih waja kiya hay kih is tarah hota hay. Bas har jaga par awam ko ruswah our badnam karty hay koi aty hay midiya par to bas yahi farmaty hay kih bas SADAR MUSHARRAF SAB har koi oska wafadar kutta sabit karna chahty hay kioki onko panch waqt ka khana sirf Musharaf k ghar sy milta hay agar ye na kahy to on ka kon banyga humdard. our dosri taraf musharaf ko har waqt sirf apni Wardi ka apni Eqtedar ka our apny Dhanday ka fikar hota hay our ye sary siyasatdan hum sy betar janty hay chahy o musharraf ka koi wafadar o ho ya koi oska bilmukabi ho.

        Assalam o Alikum Bhai

        :welcome: KHUSH AMDEED @ PEGHAM NETWORK :welcome:

        jo kuch apny kaha wo darost hai......yahi wo feelings n thoughts hain jinho ne mujeh ye sochny n poochny pr majboor kiya k "KIYA HUM WAQAI AZAD HAIN?"

        well hamari ik member "bloo" ne bhi acchy points raise kiye k hum azaad hain pr phir bhi jo halaat hain wo din ba din kharab ho rahy hain.....hamary politicians mai zara bhi insanyat ager zinda hai to wo zaroor ik pal k lye humanity k lye sochin gy......pr aisa kabhi nahi hoota

        bus ALLAH TAALA KARAM KARY HUM SAB PR AMEEN

        or ap MASHALLAH buhat accha likhty hain :thmbup: to keep visiting us :salam:
        or
        KHUSH RAHYYE :)
        MA'ASSALAM!

        Comment


        • #34
          Re: 14th AUG Special DEBATE: Azadi....Kiya Hum Azad Hain.....?

          Originally posted by zapk7 View Post
          Yeh bara nazik topic hai jis ke peechay kai awamil hain jo aik doosray se juray huay hain.Ham ne ghulami se to azadi hasil kar li laikin hamari soch abhi tak azaad nahin ho saki.Soch is liyay azad nahi hui kiyunke hamaray muashi halaat darust nahin hain,muashi halaat is liyay darust nahin hain ke hakoomatain darust policies nahin banati hain.Hakoomatain darust policies is liyay nahin banati hain ke awam unka aihtisaab nahin karti hain.Awam is liyay aihtisaab nahin karti kiyunke min hais-ul-qoum ham khud gharz hain,agar hamari pasand ki hukoomat hai to ham usay har kaam ki khulli chutti daitay hain aur agar is ke baraks hai to ham tanqeed baray tanqeed kartay hain so hamari raye ki value nahin rahi hai.
          Agar ham zindagi ke har maidaan main khud gharzi chor dain,aur qana'at ke islami usool per amal paira hoon to ham apnay mahdood wasail main survive karain gay jis se corruption khatam hogi,corruption khatam honay se economy mazboot hogi aur mazboot economy hamain azaad aur bawaqar zindagi de gi.
          sis jo apny economy ka point raise kiya......wo ik factor to ho sakta hai soch ki ghulaami mai per wo basic factor nahi hai
          wat i think iz......basic factor ye hai k humny apny DEEN ko ik mazak samjha hai hum is se door ho rahy hain.......hum ISLAMI qadrinn bhool rahy hain jiski wajah se corruption ko ab hum ik legal cheez samajhty hain

          ap note kijiye ab hum burae krty hain or usko ACCHAI samajh kr
          is hi lye ager hum "AWAM" hain to humin ehtisaab ki hosh nahi or ager "HAKIM" hain to apny faraiz se na ash'na hain......

          ager hum mai kahiin ISLAM jag jae to ye muash'ra ik khoobsoorat or qabil e misaal muash'ra ban jae ga INSHALLAH

          or jab hamara inner khoobsorat hoga to sirf mulk ki siysat hi nahi economy society sab sanwar jae ga
          this is wat i think

          KHUSH RAHYE :rose
          MA'ASSALAM!

          Comment

          Working...
          X