Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*Personality Of the Week*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*Personality Of the Week*~

    assalam alekum

    osama bin laden koi farzi shaksiyat ya novel ka kirdar nahe bal k saudi arab ki 1 arab pati family ka fard hai. is k walid Mohammed bin ladin apna abai watan yemen chor k mojuda saudi arab me a kar bas gaye. us waqat saudi arab k pehlay badshah abdulaziz k khas admi thay. abdulaziz k 1 shahi farman ki roo se dono Haram ki tameer o tosee ka kam siraf binladin ki tameerati company Mohammed binladin organization (jo ab saudi bin company k nam se jani jati hai) ko diya jayega jis me mina, arafat aur muzalifa bi shamil hain. aj kal jamarat k pul (bridge) ka contract bi isi company k pas hai aur kam baray zor o shor se chal raha hai. na siraf tameer bal k dono Haram ki safai ka contract bi isi company k pas hai aur ap ko yeh sun k yaqenan herat hogi aur khushi bi k contract ki value siraf 1 saudi riyal hai.

    osama apnay walid Mohammed bin ladin ki 45 olad me se 1 hai. is ki shahriyat saudi hakumat ne 1993 ya 1994 me mansukh kar di thi. us waqat k badshah marhoom fahad bin abdul aziz ne osama se kaha tha k woh saudi wapis ajaye aur apni ghalt harkaton se taib ho jaye to usay mafi di jayegi lekin osama ne inkar kar diya.

    agar ap logon ko yad ho to ghaliban 1996 me clinton k dor e sadarat me pakistan k paniyon se is k thikanay par hamla kiya gaya tha jis me 1 rocket balochistan me bi gira tha aur 1 rocket thek us jagah jahan se siraf 15 min pehlay osama ja chuka tha.

    ab koi america bahadar se puchay k ap 1996 me osama k thikanay pe rocket dagh saktay thay to usay kyu nahe pakar saktay jab k ap dunya k sab se taraqi yafta mulak hain.
    Last edited by zahid; 4 August 2007, 17:18.
    jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
    yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

    Comment

    • #17
      Re: ~*Personality Of the Week*~

      may be

      Comment

      • #18
        Re: ~*Personality Of the Week*~

        Originally posted by NEO View Post
        may be
        maybe nahe ji mai ne jo kuch likha hai baray ikhtsar se likha hai aur is ka aik aik lafaz haqiqat pe mabni hai.

        agar kisi k dil me yeh ghalt fehmi ho k mai osama ki traf dari kar raha hun to esi koi bat nahe hai aj jo kuch bi dunya me ho raha hai agar waqai osama karwa raha hai to usay foran goli mar deni chahiye.
        Last edited by zahid; 3 August 2007, 21:52.
        jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
        yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

        Comment

        • #19
          Re: ~*Personality Of the Week*~

          Originally posted by Yaaram View Post
          Theek kehte hain aap Sher ALi
          Main ne jitna is bande ke bare main parha hay aur dekha hay shayd hi kisi ne dekha ho....Real mian Usama mojood nai.lekan is ke naam pe Islam ko dehshat gard mazhab qrar dya ja raha hay aur dunya main musalmano ka khoon ho raha hay...Bohat si Jamaatein ban gayi hain....main unka naaam nai lena chahoN ga....Jihaad ka naam leti hain...Asal jihaad ka kisi ko pata nai....Rotey hain jihaad ko.....Apne nNafs se jihaad karein..APni Islah karien.....KHidmat e khalq karien aur sache dil se karein....Jihaad ke naam pe log aik doosre ko qatal kar rahe hain.....Muslims vs Non Muslims ki jung jari hay.......au is mamle main har koi infirai tor par shamil ho raha hay..Koi ijtimai faeda nai dekhta.....So there is no usama now.....Bus Kaafir Islam ko us ke naam p mitane ki koshish kar rahe hian.....taaliban ke naam pe aur un se jure logoN ka qatl e aam ho raha hay.....Har kisi ko chahaye ke apni Islah kare aur kuch nai..
          Main is thread main is se zada aur kuch nai kehna chahoN ga
          :thmbup:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #20
            Re: ~*Personality Of the Week*~

            Originally posted by zahid View Post
            assalam alekum

            osama bin laden koi farzi shaksiyat ya novel ka kirdar nahe bal k saudi arab ki 1 arab pati family ka fard hai. is k walid Mohammed bin ladin apna abai watan yemen chor k mojuda saudi arab me a kar bas gaye. us waqat saudi arab k pehlay badshah abdulaziz k khas admi thay. abdulaziz k 1 shahi farman ki roo se dono Haram ki tameer o tosee ka kam siraf binladin ki tameerati company Mohammed binladin organization (jo ab saudi bin company k nam se jani jati hai) ko diya jayega jis me mina, arafat aur muzalifa bi shamil hain. aj kal jamarat k pul (bridge) ka contract bi isi company k pas hai aur kam baray zor o shor se chal raha hai. na siraf tameer bal k dono Haram ki safai ka contract bi isi company k pas hai aur ap ko yeh sun k yaqenan herat hogi aur khushi bi k contract ki value siraf 1 saudi riyal hai.

            osama apnay walid Mohammed bin ladin ki 45 olad me se 1 hai. is ki shahriyat saudi hakumat ne 1993 ya 1994 me mansukh kar di thi. us waqat k badshah marhoom fahad bin abdul aziz ne osama se kaha tha k woh saudi wapis ajaye aur apni ghalt harkaton se taib ho jaye to usay mafi di jayegi lekin osama ne inkar kar diya.

            agar ap logon ko yad ho to ghaliban 1996 me clinton k dor e sadarat me pakistan k paniyon se is k thikanay par hamla kiya gaya tha jis me 1 rocket balochistan me bi gira tha aur 1 rocket thek us jagah jahan se siraf 15 pehlay osama ja chuka tha.

            ab koi america bahadar se puchay k ap 1996 me osama k thikanay pe rocket dagh saktay thay to usay kyu nahe pakar saktay jab k ap dunya k sab se taraqi yafta mulak hain.
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21

              Walikum Assalam!

              MASHALLAH very Nice Info

              KHUSH RAHYYE!:thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: ~*Personality Of the Week*~

                Walaikum u Salam
                :masha sub na boht acha particpate kia . sub ka khyalat jaan kar acha laga
                well at last is ek week pora hona ka baad ma sirf itna kahonga ka Osama
                mujhay nahi lagta yeh koi sirf ek nam hia ..naam agar hota tu sirf osama hota itni bara background ... ma na last time Osama ki pora life family background ka bara ma ek video dekhi thi ...khair this is not the final .......... kuch b hosakta hai
                WALLAH YALLAM.
                :jazak:

                Comment

                • #23
                  Re: ~*Personality Of the Week*~

                  Assalam u alaikum
                  Well doston EK week hamara last personality ka pora hochuka hai.
                  so ab next personality ka wakat agaya hai .. well ma chahta tha ka
                  kisie or personality ki pic lagao but Halat ko dekhta ho ..hum
                  sub ek dosra ki raye ek shakhs ka bara ma janna chahenga .well in ka
                  bara ma aap boht achi tarah janta hai ....and jaan raha honga ,....
                  ji tu dosto ma baat kar raha ho >
                  Islamic Republic of Pakistan
                  ka -President
                  General Pervez Musharaf
                  Click image for larger version

Name:	General_Musharaf.jpg
Views:	1
Size:	28.1 KB
ID:	2377259
                  ji tu doston yeh hamara is week ki personality
                  mazeed interesting banana kalia ma ek or personality ko b shamil karonga
                  JI tu hamara dosri personality jin ko aap kafi achi tarah janta honga .
                  JI tu dosto ma baat kar raha ho
                  Iran ka Prime minister
                  Mr. Mahmoud Ahmadinejad
                  Click image for larger version

Name:	ahmadinejad0508.jpg
Views:	1
Size:	16.9 KB
ID:	2377260

                  well hum sub in dono shakhsiat ka bara ma janna kalia baiqarar
                  hai. aap dono ko compare kara .. in ka bara ma hama thori boht
                  Xtra maloomat faraham karain.
                  Thanks

                  faraham karai .

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~*Personality Of the Week*~

                    :cc:

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~*Personality Of the Week*~

                      Originally posted by ummid View Post
                      comment... hum is shakhs per comment dena bhi nahi pasnd kareinge.... i dont want to critic any one's point.. but simply... I dont like his idelogy of spreading Islam...

                      Very good

                      Osama bin ladan ager acha musalman tha to Musalmano mein taleem ke faroog ke liye ikdaam kerta, unhein jahalat aur pasti ke gata-toop andheeray se nikaalta, hamaray paas militry he, hamein militants ki zaroorat nahi...Osama Bin Ladan ki ghalat palicies ki waja se America Afghanistan aur Iraq per kabiz bana betha he...kia faida aisi policies ka :donno:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~*Personality Of the Week*~

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Very good

                        Osama bin ladan ager acha musalman tha to Musalmano mein taleem ke faroog ke liye ikdaam kerta, unhein jahalat aur pasti ke gata-toop andheeray se nikaalta, hamaray paas militry he, hamein militants ki zaroorat nahi...Osama Bin Ladan ki ghalat palicies ki waja se America Afghanistan aur Iraq per kabiz bana betha he...kia faida aisi policies ka :donno:
                        meray cheetay really impressive thoughts:thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~*Personality Of the Week*~

                          Originally posted by sher ali View Post
                          meray cheetay really impressive thoughts:thmbup:
                          Thank you mere shair :D
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~*Personality Of the Week*~

                            Jab Soviet Union ney Afghanistan per hamla kiya aur Afganistan ko tehs nehas kar diya to us waqt America ki aankhein khulin aur CIA ney aik aisa agent pedah kiya jo Afghanistan mein Gorila War larr sakey, woh agent tha Osama Bin Laden.

                            CIA sey tarbiyat paa ker Osama ney Afghanistan mein Russians key khilaaf aik kamyab jang larri, us waqt ussey aur uski tanzeem ko America ki janib sey Ghazi ka laqab mila.

                            Afghan jang key baad Osama "retire" kar diya geya aur apney native country Saudia mein rehney laga. Magar issey ahl-e-islam ki bigarti hui halat aur America key barrtey huwey asar-o-rasookh sey dukh honey laga. Arab shehanshahon key gandey kridaron ney issey aik baar phir aslah uthaney per majboor kiya aur apni aik tanzeem bnaa daali....

                            Chunkeh CIA ka sabiqa agent tha, CIA ki is per gehri nazar thi, America ki Soviet Union ki COLD WAR mein fatah keh baad siraf aik taraf nazar thi jo America ki nazar mein uska aik hi hareef baqi tha.... Udher Osama ki soch mein tabdeeli aai aur aik naik maqsad aik ghalat soch ki nazar charhney laga - khud'kush hamley, torr phorr, begunah logon ka qatal yeh kabhi Osama ko hero nahin bnaa sakta tha - zulm phir bhi zulm hota hai!

                            America ko aik bahaney ki zaroorat thi aur jo Osama kabhi unka Ghazi tha woh ab terrorist ban geya. Osama ney bhi jalti per tail dala aur apney kirdaar ko mashkook tareen honey mein taqweeyat di - khaas ker jab Bush ko re-elect honey key liye kisi compaign ki zaroorat thi, ain us waqt Osama ka TV per aana is baat ka saboot tha keh woh abhi bhi CIA ka bandah hai.

                            Baqi rah gaey lakeer key faqeer musalmaan to hamari to fitrat mein shamil hai jo Islam ka na'ara laga dey, America dushmani ka izhar kar dey wohi hamara hero hai!

                            Osama ki soch ghalat nahin thi, uska andaaz ghalat tha aur uskey andaaz hi ney ussey duniya mein terrorist bnaya hai!
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: ~*Personality Of the Week*~

                              Originally posted by Masood View Post

                              Your point is quite agreeable :eye:

                              wo apni sooch ko kisi musbat jadojahad mein dhaalta to aaj yeh duniya bohat mukhtalif hoti musalmanon ke liye
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30

                                hmmm right

                                Comment

                                Working...
                                X