Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Afsos Afsos Afsos

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Afsos Afsos Afsos

    1
    Attached Files

  • #2
    Re: Afsos Afsos Afsos

    Aik aeysa idara hona cahhiye jo koi bhi kitab shai kerney sey pehley uss per nazar saani karey aur uss key bad ussey approve ya disapprove karey .......ta key "tareekh" key sath kuch insaaf bhi ho sakey.

    ya aeysa aik idara maujood hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Afsos Afsos Afsos

      sub kuch mojood hai ..but jub zabardasti ki hukmrani ki ja rahi ho to har cheez ko peeron talay ronda jaata hai...!

      Comment

      • #4
        Re: Afsos Afsos Afsos

        Originally posted by sher ali View Post
        sub kuch mojood hai ..but jub zabardasti ki hukmrani ki ja rahi ho to har cheez ko peeron talay ronda jaata hai...!
        khuram bhai afsoos ki kaya bata hy (waday sharan wich enj e honda ay.) bary sheron main aysa hi hota hy..:khi:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: Afsos Afsos Afsos

          :)

          Comment

          • #6
            Re: Afsos Afsos Afsos

            Originally posted by bloo View Post

            yeh acha idea hai aisa hona chaye bus ab koi hamare hukamranoon ko samja day

            Comment

            • #7
              Re: Afsos Afsos Afsos

              bari gal aye

              Comment

              • #8
                Re: Afsos Afsos Afsos

                Originally posted by sher ali View Post
                sub kuch mojood hai ..but jub zabardasti ki hukmrani ki ja rahi ho to har cheez ko peeron talay ronda jaata hai...!
                sahi kaha ap nay b jab iktidar per qabza ho to baqi sab kuch kesay Azad ho sakta hai :)

                Comment

                • #9
                  Re: Afsos Afsos Afsos

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  khuram bhai afsoos ki kaya bata hy (waday sharan wich enj e honda ay.) bary sheron main aysa hi hota hy..:khi:
                  q q hamare zameeer murda q ho chukay hain

                  Comment

                  • #10
                    Re: Afsos Afsos Afsos

                    Originally posted by Madiha kanwal View Post
                    :)
                    :tasali:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Afsos Afsos Afsos

                      Abhi no afsoos:blush:
                      abhi sirf khushi.........wo bhi dhaaaaaaaaaar saari:lpop:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Afsos Afsos Afsos

                        Originally posted by TheMask View Post
                        q q hamare zameeer murda q ho chukay hain
                        mary bhai murda qoomon k zameer murada naheen honagy tur kaya khaak honagy... hamari tabahai ki sab se bari waja mary nazdeek hamari qoom ki behisi hy main hameesha se kehta aya hon k 60 baras hogay is qoom ko amriat wadera shahi beuro crecey aur is kisam ki degar razalton se jotay khaty huay magar majal hy k is qoom k kan par joon tak bhi reengi ho kabhi hum sab ki souch hamary paite tak mehdood hy us say aagy ka ham nay kabhi soucha hi naheen to phir zameer to murda hi honagy na....bahar hal main nay apnay pehly waly alfaz main tanz kiya tha laikin ab ki baar apny dil ki barhas nikal de ab aap kaya kehty hain..?
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Afsos Afsos Afsos

                          Originally posted by bloo View Post
                          Aik aeysa idara hona cahhiye jo koi bhi kitab shai kerney sey pehley uss per nazar saani karey aur uss key bad ussey approve ya disapprove karey .......ta key "tareekh" key sath kuch insaaf bhi ho sakey.

                          ya aeysa aik idara maujood hai?
                          jee bilkul takey , aenda ager koi book jo key gov key khilaf ho , govt us ko ba asani disaprove kerwa sakee

                          sky jee app keeon , azadi rahey per pabandi lagwana chati haan
                          ager koi book main ghalat likhta hay to dosray fareek ko chayeh key wo
                          court main jaey and sue ker day us book author ko, yahi tareeqa raij hay dunia main
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #14
                            Re: TAJZIYA: Afsos Afsos Afsos

                            Originally posted by TheMask View Post
                            1
                            court main ja ker herjana ker dain , ager wo book wakey ghalat hay
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #15
                              Re: Afsos Afsos Afsos

                              Originally posted by tauruskhan View Post
                              jee bilkul takey , aenda ager koi book jo key gov key khilaf ho , govt us ko ba asani disaprove kerwa sakee

                              sky jee app keeon , azadi rahey per pabandi lagwana chati haan
                              ager koi book main ghalat likhta hay to dosray fareek ko chayeh key wo
                              court main jaey and sue ker day us book author ko, yahi tareeqa raij hay dunia main
                              ye baat to mey ney sochi hi nahi thi .... :donno:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X