Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Cigratte Noshi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: Cigratte Noshi

    1
    Attached Files

  • #2
    Re: Cigratter Noshi

    :)
    kuch dino pehle ki baat hai pegham per hi ek saheb keh rahe they k smoking kerne se aadmin jaldi boodha nahi hotaa


    Comment


    • #3
      Re: Cigratter Noshi

      Originally posted by Madiha kanwal View Post
      :)
      kuch dino pehle ki baat hai pegham per hi ek saheb keh rahe they k smoking kerne se aadmin jaldi boodha nahi hotaa
      wo kon sahib hain or un sahib kay pass kia dallil hai es baat ki ????

      Comment


      • #4
        Re: Cigratter Noshi

        Originally posted by TheMask View Post
        wo kon sahib hain or un sahib kay pass kia dallil hai es baat ki ????
        wo aaap ko khud bata dein gay wait karen :)

        Comment


        • #5
          Re: Cigratter Noshi


          Mask Brother ,
          bahut sahi baatay aap ney ki hay aur bilkul yeh sehat kay lia muzer hay
          akhir mai bahut khobsurat baat kahi kay tension mai Allah swt kay khayal mai gum sum hona chahiyee bilkul sahi
          bahut shukriya
          wasalaam..

          Comment


          • #6
            Re: Cigratter Noshi

            nice jannab bohht achhaa likhhaa aap nayy
            meraa aikk dostt joo chain smoker haii kehtaa haii kehh cigrate peenaa jawanoon kaa shughall hotaa haiiii
            jabb aap kisee bhee cheezee koo afsanvee andazz main pesh karain gayy jaisaa kehh cigrate Commercials main pesh kiaa jataa haii to aisaa too honaa hee haii hakoomat kee wazzehh pabandee kayy bawajood kehh 18 saal see kamm age wally koo cigrate na bechee jaiee pherr bheee bachee jaa rahee haiiiiiiiiiiii
            najannay hamm kiss simat main jaa rahhay hain
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #7
              Re: Cigratter Noshi

              Originally posted by TheMask View Post
              wo kon sahib hain or un sahib kay pass kia dallil hai es baat ki ????
              jee tu cigrate peenay ka aik faida hai k insaan boora nahi hota:D
              q k woh boora hone say pehlay he ooper poncha jata hai:khi: :khi: :khi:
              ab mil gayee na aap ko daleel:D
              waise main be pehlay smoking karta tha..lakin kisi k kehne per hum ne chor di hai...ab hum ko cigrate k naam say be nafrat hai:D

              Comment


              • #8
                Re: Cigratter Noshi

                Buhat acha kaam hay lakin main nahi peeta.....

                Comment


                • #9
                  Re: Cigratter Noshi

                  Originally posted by Madiha kanwal View Post
                  :)
                  kuch dino pehle ki baat hai pegham per hi ek saheb keh rahe they k smoking kerne se aadmin jaldi boodha nahi hotaa

                  meray Kayal say main nay kaha tha aur sahi kaha tha aur main nay jaldi bora nahi kaha tha main nay kaha tha kabi borha nahi hota
                  تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                  تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                  لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                  ~Mujay Vote Dain~
                  پاکستانی کا خواب

                  Comment


                  • #10
                    Re: Cigratter Noshi

                    Originally posted by BUS U HE View Post
                    jee tu cigrate peenay ka aik faida hai k insaan boora nahi hota:D
                    q k woh boora hone say pehlay he ooper poncha jata hai:khi: :khi: :khi:
                    ab mil gayee na aap ko daleel:D
                    waise main be pehlay smoking karta tha..lakin kisi k kehne per hum ne chor di hai...ab hum ko cigrate k naam say be nafrat hai:D

                    main nay b yahi kahnay ka Plan keya howa tha lakin jan booj kar end wali line chor di/...
                    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                    ~Mujay Vote Dain~
                    پاکستانی کا خواب

                    Comment


                    • #11
                      Re: Cigratter Noshi

                      i am waseem akram q k main Cigratter Noshi nahi karta

                      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                      Comment


                      • #12
                        Re: Cigratter Noshi

                        Originally posted by TheMask View Post
                        1
                        hhhhmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm:mm:
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Cigratter Noshi

                          Originally posted by champion_pakistani View Post
                          i am waseem akram q k main Cigratter Noshi nahi karta
                          ees liay app ko Sugar ho gie hay
                          تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                          تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                          لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                          ~Mujay Vote Dain~
                          پاکستانی کا خواب

                          Comment


                          • #14
                            Re: Cigratter Noshi

                            yupz........Nice to listen k abhi bhi young generation mai kuch log hain jo isko FASHION nahi balky ZEHER samajhty hain:thmbup:
                            i wud like k hamari nation se ye lanat bhi khatam ho jae
                            ik wo zamana tha jab ciggrette ko utna hi bura tasawwur kiya jata tha jitna k herion,chars n alchohol waghera ko samjha jata hai....per ab zamana badal raha hai.......or shaid tehzeeb bhi
                            ya shaid hum tehzeeb ko choorty ja rahy hain

                            anyhow my msg 4 all n specially to peghamianz!

                            kabhi cigrette k qareeb mat jayye ga or ager KHUDANAKHASTA ap is mai mubtila hain to isko choor dijiye........chorna mushkil lagy to ik bat sochye ga k ap HUMAN BEING hain.........apse taqat warr atleast ciggrette to nahi jo ap per hawi ho jae:)

                            KHUSH RAHYYE
                            n thx 4 ur nice stuff! :salam:

                            Comment

                            Working...
                            X