Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

    Assalaam o alekum,


    Dil Dil hai koee sheeshaa to nahin ek thes lagi aur toot gayaa

    100 yaar miliengey aur yehaan 1 yaar jo hum se chhooot gayaa
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #47
      Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

      Originally posted by shy
      itni kamzor yadashat :cc:

      hmmm baat yaadash ki nahi .. baat ye hai ke dil itni bar toota ke yaad rakhna hi chor diya:)




      Zindagii mein sada muskaratay raho
      Baant'ni hai agar baant lo har khushi
      Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
      Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
      Zindagii mein sada muskaratay raho

      Comment


      • #48
        Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

        Kabhi nahi toota :)
        Allah

        Comment


        • #49
          Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

          Originally posted by shy
          aap kiun dil torte hen dusron ke :hathora or dil bekaar cheez nahi hoti
          meri hooby hey Dil torna...:salam: dil si beekar bhi koi cheez hua karti hey???:eek:

          Comment


          • #50
            Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

            hmmm dil to toot hi jata hai har chooti chooti baat pay jo dil ko nagawaar guzrey :(
            lekan main usay buhat jald joor laiti houn :eye: ... :D: gum apnay paas reakhti houn :lol
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #51
              Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

              Originally posted by Aanchal
              hmmm dil to toot hi jata hai har chooti chooti baat pay jo dil ko nagawaar guzrey :(
              lekan main usay buhat jald joor laiti houn :eye: ... :D: gum apnay paas reakhti houn :lol
              lol sirf "glue" sey ya koi khas kisam ki glue use kerti ho :P

              shy hamesha ki tarhan bohot payyara topic...
              meyra dil aksar barhi baaton per to theek rehta hai magar un per jo saamney waley ko pata hi na hon key is sey kisi ka dil toot bhi sakta hai ...toot jata hai ...
              aur kafi time lagta hai issey jhorney mey :)

              waisey meyri dua ho gi key kam sey kam science aeysi koi cheez na deryafat karey jis sey dil key tootney ki waja daryafat ho :thmbup:
              inshAllah.
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #52
                Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                Originally posted by Adi
                Hayeeeeee mella palla sweet bacha :rose
                Sadqee jaooon :eye:
                :cc:

                Comment


                • #53
                  Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                  Hmmm......... Shy ji baat to buhut sahi kahi aap en , Dil ek tootney ka silsila to janey humarey hosh sanbahlne se pehley hi shuroo ho chuka hota hai, bachpan mei ager apni pasand ki koi cheez na miley ro ker is ka izhar kertey hai aur wo mil jati hai, magar barey honey k esath sath insan ki khahihsein , chahatein badal jati hain, to aadatein bhi badal jati hain, barey ho ker jab kisi apne se dukh pohanchey, to dil toot'ta hai, koi pana bewafayi karey to dil toot'ta hai.

                  Rahi baat scientist ki taraqi ki to yeh chahey luch bhi ker lain, kabhi yeh daryaft nahi ker sakein gai ke insan ka dil kaisey toot't ahai aur phir jab yeh nahi jaan payein gai to jorne ka tareeqa daryaft kerna to buhut door. Kiu ke Dil ka mamla khoon, vains se nahi jazbat se hota hai, jazbat dikhayi nahi detey, mehsoos hotey hain is tara Dil ka tootna bhi dikhayi nahi deta mehsoos hota hai "Insan per jab kisi dukh yaan bewafayi ki chot parti hain to Dil main ek tees outh'ti hai, aankhein bhar aati hain ous waqt insan ka Dil bina kisi awaz ke kirchian ho ker bikherta hai, aur waqt ke sath kudh hi sanbhal bhi jata hai " Yeh Dilon ke mamlay hain sainsdano ka is mei koi kaam nahi dear.
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                    Originally posted by barg.e.gul
                    lol sirf "glue" sey ya koi khas kisam ki glue use kerti ho :P
                    han na dil toot jaye to joor leena chaye ..woh hamarai cheez hai ...jab tak ham apni cheez ki hifazat nahi kaarainay gay to kisi doosray ko is ka ehsaas kabhi nahi hoo ga :rose :)
                    Last edited by .; 11 September 2005, 09:30.
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                      Dil ka kya hai mint bhi nahi lagta is ko tootne main aur torne main :D
                      Allah

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                        haan janab ye to dastoore hai donia ka dil toor dena pher pochna







                        Comment


                        • #57
                          Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                          Originally posted by shy
                          g dil kaanch se bhi nazuk hota he wese kiisi kisi ka dil patrher ka v hota he :blush:
                          hain accha jin kay dil kanch sya nazuq hotay hay phir to wo insan hi nahi hotay kun kay insano kay dil to Gosht say banay hotay hay wesay jin kay dil nazuq hotay hain on ko chhaiya kay wo khana ziada khaya karina is terha on kay dil healthy ho jain gay :eye:
                          http://www.genericviagra2015shop.com/

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                            Alfi say/slap or kis say jory gi

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                              Sub se pehle to mein appreciate karon ga ke aap ne choota sa essay likha, lekin mazay ka likha

                              Well...dil ka choot khana, toot jana aur toot ke phir se jur jana aik lagataar amal he, insaan apni zindgi mein is process se sainkron baar guzarta he...Tootay huay dil ko mehsoos kerne wali koi machine aijaad nahi hui siwaye aik dar rakhnay walay dil ke. Aik naram aur sensitive dil hi aik tootay huay dil ki tarap ko mehsoos ker sakta he. Khair hum bhi beesiyoon baar apna dil turwa chukay hein aur turwa ke jurwa bhi chukay hein...lekin zindgi ka yeh pahiya tootay huay diloon se be-khabar chalta rehta he...kisi ne kia khoob kaha he

                              In three words i can sum up everything i have learnt about life. IT GOES ON.
                              Last edited by Mr. Sialkoty; 12 September 2005, 07:48.
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~*~Itna Piyara Dil Kese Toot Giya??~*~

                                Originally posted by munda_sialkoty

                                In three words i can sum up everything i have learnt about life. IT GOES ON.
                                Well said :thmbup:


                                U ki koi koi baat sahi hoti hai, jo samajh aati hai :lol
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X