Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: Gareeb Awam Ka Budget

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • CURRENT: Gareeb Awam Ka Budget

    1
    Attached Files

  • #2
    Re: Gareeb Awam Ka Budget

    اس تھریڈ میں بجٹ 2007-2008پر بحث کی جاے گی کہ اُس سے غریب عوام کو کیا فاہدہ پہنچا ہے اور اُسے کتنا نقصان ہوا ہے۔۔۔۔۔میری جانب سے اول قسط پوسٹ ہو چکی ہے انشااللہ مزید ہر پواہنٹ پر ایک قسط پوسٹ کی جاے گی

    Comment


    • #3
      Re: Gareeb Awam Ka Budget

      2
      Attached Files

      Comment


      • #4
        Re: Gareeb Awam Ka Budget

        gareeb aadmi bichara insaan kab hota hay jis k liye hukomat kuch sochay
        un k apnay khazanay bharay rahen
        un k ilaaj mualijay k liye to saholiyat mujod hain na [ andron e mulak bhi v.i.p or beron e mulk bhi ]
        un ko is say kia garz k gareeb ko dispren bhi milti hay ya nahi

        un k apnay bachay to america main parh rahay hain [ yahan taleem ka miyar he kahan jo wo apnay bachon k future ka satyanas maren ]

        to un ko is say kia garz k gareb k bachay ko copy kitaben kesay milen gi .

        un k to apnay mehan banay hoye hain . yahan bhi or wahan bhi

        un ko is say kia garz k gareeb k paas sir chupanay ka aasra hay bhi ya nahi.



        ye wo log hain jo aadha khatay hain aadha phenktay hain
        to un ko rizq ki ahmiyat kia maloom , or unhen is say kia garz k gareb ko roti mil rahi hay ya nahi ...

        gareb k bachay k liye khilono'n ka zikar sun k hansi aagai
        pata nahi kiun :)

        kia gareb k bachay k pas bachpan .. hota bhi hay ?

        in baton or sawalat pay ham jitna kurhna chahen kurh saktay hain .
        kiun k is pay to kam say kam hamara ikhtyaar hay hee.


        budgt jesa bhi aaye
        jitnay bhi khush haali k daway kiye jain
        gareeb ka wohi haal hay
        bas jism o jaan ka rishta barqaraar rahay .

        baqi Allah malik hay .
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • #5
          Re: Gareeb Awam Ka Budget

          hukomat apney faidey dekthi hay aur un ko kia farq parta hay ghareeb maray ya jiyee ghareeb ghareeb ter horahay hay aur ameer ameer ter budget se koi bi farq nahi parney wala jesy pehlay tha wesy hi ab haa ghareeb kay halaat kharaab ter tho hojaingay lakin sahi kabhi nahi hosaktay jab taq aisey leader na ajee jin mai khauf e Khuda na ho aur yeh budget sirf keemato ki hera pehri hay
          wasalaam...

          Comment


          • #6
            Re: Gareeb Awam Ka Budget

            Assalm O Alaikum

            Very Nice The MAsk ... Yaar mujhe yeh samjh nahein aati k hakoomat aur junab Musharaf sahib yeh kahte hain k mulk pahle qarzon main dooba hoowa tha .. khazane khali thay .. ham ne khazane bhar diey hain .... aur bajat main nazar aaya k arbon ka nuqsan hoowa hai bajat main aur aap ne bhi yahi kaha k yeh nuqsan phir kaise hoowa agar khazanay bhare hooway hain.... chalo maan laite hain k khazanay bharay hooway hain....laikin mera sawal yeh hai hakoomat say k un khazanon ka aik ghareeb aadmi ki zindagey ko kia faida pohncha hai???? wo bechara apni roti ko bhi taras gaya hai .... Badget say kuch din pahle main geo per aik program daikh raha tha jis main awam say poocha ja raha tha un ki salaries k bare main aur mangaee k bare main ... aik bank k security guard ne btaya k us ki mahana tankhwa 4000 RS hai...aik hotal per kaam kerne wale larke nay btaya k us ki mahana income 1500 RS hai..aik driver nay kaha k us ki monthly 3000 hai ... ab main soch raha tha k yeh 1500, 3000, aur 4000 wala kaise guzara kerta ho ga .... mere khyal main aik aam admijo akila rahta ho us ka monthly jaib kharch aaj ki mahngaee k mutabiq 4000 say bhi ziyada hota hai ... tu wo apni bivi aur bachon ko kaise palta ho ga....aur us khzane ka us guard , us hotel per kaam kerne wale larkay aur us driver ko kia faida poncha ... yeh tu sirf main in professions k aik aik aadmi ki baat ker raha hooon aur baqi awam kia kerti ho geee....

            wo apne bachon ko roti dain in paison main ??? kapra dain ?? Taleem dilwaien ya phir agar wo Allah na kere beemar ho jaien tu un k ilaj ka band o bast kerain....aakhir yeh badget ghareeb ka badget kaise ho gya hai??????
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Gareeb Awam Ka Budget

              Walikum Assalam!

              100% Agreed with u
              ye jo pays mai izafa hai........n also in pensions
              according to Economics......ye koi izafa nahi hai.....
              uski reason:

              jab inflation (certain increase in prices) economy mai run ker rahi ho or prices mai income se ziada increse ho........yani if income has incresed to 15% but prices have become doubled.......

              is situation mai........apki "Real Income" increase nahi ho rahi hoti........

              n same is the case here!

              anyhow main detailed study k baad INSHALLAH discuss karoon gi :)

              KHUSH RAHYYE!:)

              Comment


              • #8
                Re: Gareeb Awam Ka Budget

                Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                gareeb aadmi bichara insaan kab hota hay jis k liye hukomat kuch sochay
                un k apnay khazanay bharay rahen
                un k ilaaj mualijay k liye to saholiyat mujod hain na [ andron e mulak bhi v.i.p or beron e mulk bhi ]
                un ko is say kia garz k gareeb ko dispren bhi milti hay ya nahi

                un k apnay bachay to america main parh rahay hain [ yahan taleem ka miyar he kahan jo wo apnay bachon k future ka satyanas maren ]

                to un ko is say kia garz k gareb k bachay ko copy kitaben kesay milen gi .

                un k to apnay mehan banay hoye hain . yahan bhi or wahan bhi

                un ko is say kia garz k gareeb k paas sir chupanay ka aasra hay bhi ya nahi.



                ye wo log hain jo aadha khatay hain aadha phenktay hain
                to un ko rizq ki ahmiyat kia maloom , or unhen is say kia garz k gareb ko roti mil rahi hay ya nahi ...

                gareb k bachay k liye khilono'n ka zikar sun k hansi aagai
                pata nahi kiun :)

                kia gareb k bachay k pas bachpan .. hota bhi hay ?

                in baton or sawalat pay ham jitna kurhna chahen kurh saktay hain .
                kiun k is pay to kam say kam hamara ikhtyaar hay hee.


                budgt jesa bhi aaye
                jitnay bhi khush haali k daway kiye jain
                gareeb ka wohi haal hay
                bas jism o jaan ka rishta barqaraar rahay .

                baqi Allah malik hay .
                very nice yaar app ki batain bilkul thik hain

                Comment


                • #9
                  Re: Gareeb Awam Ka Budget

                  Originally posted by Nisa* View Post
                  hukomat apney faidey dekthi hay aur un ko kia farq parta hay ghareeb maray ya jiyee ghareeb ghareeb ter horahay hay aur ameer ameer ter budget se koi bi farq nahi parney wala jesy pehlay tha wesy hi ab haa ghareeb kay halaat kharaab ter tho hojaingay lakin sahi kabhi nahi hosaktay jab taq aisey leader na ajee jin mai khauf e Khuda na ho aur yeh budget sirf keemato ki hera pehri hay
                  wasalaam...
                  thanks..............

                  Comment


                  • #10
                    Re: Gareeb Awam Ka Budget

                    Originally posted by Me Here View Post
                    Walikum Assalam!

                    100% Agreed with u
                    ye jo pays mai izafa hai........n also in pensions
                    according to Economics......ye koi izafa nahi hai.....
                    uski reason:

                    jab inflation (certain increase in prices) economy mai run ker rahi ho or prices mai income se ziada increse ho........yani if income has incresed to 15% but prices have become doubled.......

                    is situation mai........apki "Real Income" increase nahi ho rahi hoti........

                    n same is the case here!

                    anyhow main detailed study k baad INSHALLAH discuss karoon gi :)

                    KHUSH RAHYYE!:)
                    thanks 4 vital information

                    Comment


                    • #11
                      Re: CURRENT: Gareeb Awam Ka Budget

                      ahan ...

                      aur qistoN ka inteyzaar rahey ga inshAllah.

                      bas aik baat, ye hamarey politicians facts and figures key sath itni asaani sey kaisey kheyl jaatey hein.......(alfaaz mey) :mm:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: CURRENT: Gareeb Awam Ka Budget

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        ahan ...

                        aur qistoN ka inteyzaar rahey ga inshAllah.

                        bas aik baat, ye hamarey politicians facts and figures key sath itni asaani sey kaisey kheyl jaatey hein.......(alfaaz mey) :mm:
                        khali dimag shetan ka ghar hota hai.......

                        Comment

                        Working...
                        X