Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

POEM: Masjid_e_Aqsa.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: masjid_e_aqsa.

    Originally posted by suffard View Post
    kion nahi kar sactay?
    kiya apni zindagi main islam puri tarhan bhee nahi la sactay??

    ho jis dil main sadaqat kay liyae marnay ki tarap
    pehlay apnay paikr_e_khaki main jaan paida karay.
    insha'Allah kiu nahi zaror hum isi lia Islamic studies parahay hay
    aur Allah swt Hidayat dey Ameen
    wasalaam...

    Comment

    • #17
      Re: masjid_e_aqsa.

      Originally posted by Nisa* View Post
      insha'Allah kiu nahi zaror hum isi lia Islamic studies parahay hay
      aur Allah swt Hidayat dey Ameen
      wasalaam...
      :masha Very Nice:thmbup:
      i m also studying FIQH....:)
      ALLAH TAALA hum sab ko amal kerne ki taufeeq de or HIDAYAT ka rasta dikhae AMEEN!:rose

      Comment

      • #18
        Re: masjid_e_aqsa.

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Assalam O ALaikum

        Yaar bhot achinazam hai ... laikin mere khyal main ham is had tak jhuk chuke hain k is ka koee faida nahien ho ga. hamain apni tareekh bhool chuki hai... wo aur log thay jo yeh kah ker aoni jaan day diya kerte thay k shair ki aik din ki zindagey geedar ki so sala zindey say bahtar hoti hai...wo aur log thay jo aik super paower k samne chand hazar ka lashkar lay ker jate aur un ki ankhon main ankhain dal ker kah daite thay Islam Qabool ker ya Jizia day do nahien tu main tumhare muqable main wo qom lay ker aaya hooon jis ko mot utni hi piyari hai jitni k tum ko apni zindagey....ham logon main wo jazba khatam ho gay hai...aur agar kahien yeh jazba mojood bhi hai aur agar wo is k khilaf uth bhi khara hota hai tu ham khud us ko yeh kah ker qaid khane main dal daite hain ya mar daite hain k yeh dahshat gard hai....yehan tak k hamri musalman hakoomtain aur un k saath awam bhi yeh kahte hain k infaradi jihad jihad nahien bal k dasht gardi hai....ab btaow k agar yeh halat hooon tu phir masjid e Aqsa kiun na shaheed ho ,... kiun na kashmeer ki baition ki izat looti jaey....kiun na Iraq k begunahon ka khooon bhaya jaey....

        Aakhir main bas main tu itna hi kahooon ga

        Yeh giri giri see masjidain yeh tabha shuda khanqahain

        Shab o Roz daikhti hain mere ghaziyion ki Rahain
        aap ki baatay bilkul sahi hay aur aap ki baatao sey bilkul 100%itifaaq kia jasakta hay aisi hi horaha hay aaj kal lakin jab andhera bahut gehra hojata hay tho yeh iss baat ki taraf ishara karta hay savera jald honey wala hay kai malom phir sey Saluddin Ayoubi jesy log paida honey lagey.
        wasalaam....

        Comment

        • #19
          Re: masjid_e_aqsa.

          Originally posted by Me Here View Post
          :masha Very Nice:thmbup:
          i m also studying FIQH....:)
          ALLAH TAALA hum sab ko amal kerne ki taufeeq de or HIDAYAT ka rasta dikhae AMEEN!:rose
          masha'Allah masha'Allah
          Ameen :rose

          Comment

          • #20
            Re: masjid_e_aqsa.

            Originally posted by Nisa* View Post
            masha'Allah masha'Allah
            Ameen :rose
            :salam:

            Comment

            • #21
              Re: POEM: Masjid_e_Aqsa.

              no comment
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #22
                Re: POEM: Masjid_e_Aqsa.

                :pagal:

                Comment

                • #23
                  Re: POEM: Masjid_e_Aqsa.

                  Very nice............ab lag raha hai k ye forum kuch kaam ka hai.
                  Gahra andhera ujallay ka paigham hota hai . . . or phir SAlah ud Din Ayubi ne jab command ke muslims ke to us waqt aap ke age to kam the he is kam age k sath aap k saamnay kae mahaaz thay... aik taraf gaddar thay jo bzahar aap k sath thay, Fatimi thy jo Hakoomat mai thay, Sudani thay jin ke army may aksriat the or grouping the un ke, Frika wariat the, har department mai, chahay wo foj the, mazhabi jamat the, parliment the, ya kuch b

                  is k sath sath Saleebi quwattain the jo purchosh b thee...ab k saleebi to bazahar itnay parchosh b nahi jitnay tab thy....

                  or Aap nay in tamam mahaazo per datt kar muqabala kia.....khud dunia se chalay gai lakin...............NAAM abi b zinda hai

                  Hum ne un ko daikha nahi lakin kitni respect hia un k ab b .............Aap k messeges gawah hain.

                  thAnks,

                  Muhammad Imak.

                  Comment

                  • #24
                    Re: POEM: Masjid_e_Aqsa.

                    Originally posted by imak_83 View Post

                    :rose :rose :rose
                    bilkul teek
                    bahut shukriya
                    wasalaam....

                    Comment

                    Working...
                    X