Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

POEM: Masjid_e_Aqsa.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • POEM: Masjid_e_Aqsa.

    sallam.
    kuch dinoo pehly meray samnay aik poem guzri socha aap sab ko bhee suna don
    yeh meri nahi hay.
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: masjid_e_aqsa.

    parahh karr dill khoon kaayy aanssoon roo rahaa haiii aaj waqee muslamanoo koo kiseee Salahodin ayuobi jaisee jarnail kee zaroorat haii jiss ke qiaddat main Masjid Aqsaa koo yahoodion kayy qabzaa see churaiaa jaa sakeyyyy
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: masjid_e_aqsa.


      Comment


      • #4
        Re: masjid_e_aqsa.

        hum afsos kay siwa kuch nahi kar saktay
        bahut shukriya poem share karney kay lia
        wasalaam...

        Comment


        • #5
          Re: masjid_e_aqsa.

          well..........this is sad.........
          per mujeh poori tarah samajh nahi ai.....as i m not good wid urdu:(

          KHUSH RAHYYE!

          Comment


          • #6
            Re: masjid_e_aqsa.

            Originally posted by suffard View Post
            sallam.
            kuch dinoo pehly meray samnay aik poem guzri socha aap sab ko bhee suna don
            yeh meri nahi hay.
            Assalam O ALaikum

            Yaar bhot achinazam hai ... laikin mere khyal main ham is had tak jhuk chuke hain k is ka koee faida nahien ho ga. hamain apni tareekh bhool chuki hai... wo aur log thay jo yeh kah ker aoni jaan day diya kerte thay k shair ki aik din ki zindagey geedar ki so sala zindey say bahtar hoti hai...wo aur log thay jo aik super paower k samne chand hazar ka lashkar lay ker jate aur un ki ankhon main ankhain dal ker kah daite thay Islam Qabool ker ya Jizia day do nahien tu main tumhare muqable main wo qom lay ker aaya hooon jis ko mot utni hi piyari hai jitni k tum ko apni zindagey....ham logon main wo jazba khatam ho gay hai...aur agar kahien yeh jazba mojood bhi hai aur agar wo is k khilaf uth bhi khara hota hai tu ham khud us ko yeh kah ker qaid khane main dal daite hain ya mar daite hain k yeh dahshat gard hai....yehan tak k hamri musalman hakoomtain aur un k saath awam bhi yeh kahte hain k infaradi jihad jihad nahien bal k dasht gardi hai....ab btaow k agar yeh halat hooon tu phir masjid e Aqsa kiun na shaheed ho ,... kiun na kashmeer ki baition ki izat looti jaey....kiun na Iraq k begunahon ka khooon bhaya jaey....


            Aakhir main bas main tu itna hi kahooon ga

            Yeh giri giri see masjidain yeh tabha shuda khanqahain
            Shab o Roz daikhti hain mere ghaziyion ki Rahain
            Last edited by sccorpion81; 11 June 2007, 10:32.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: masjid_e_aqsa.

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              parahh karr dill khoon kaayy aanssoon roo rahaa haiii aaj waqee muslamanoo koo kiseee Salahodin ayuobi jaisee jarnail kee zaroorat haii jiss ke qiaddat main Masjid Aqsaa koo yahoodion kayy qabzaa see churaiaa jaa sakeyyyy
              meray dost woh sallah_ul_din ayoobi tum bhee ho sactay ho.
              zara khud ko tatolo too sahi.
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: masjid_e_aqsa.

                Originally posted by Madiha kanwal View Post
                ronay ka koi faida nahi.
                kuch karnay ka jazbah paidah karoo.
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: masjid_e_aqsa.

                  Originally posted by Nisa* View Post
                  hum afsos kay siwa kuch nahi kar saktay
                  bahut shukriya poem share karney kay lia
                  wasalaam...
                  kion nahi kar sactay?
                  kiya apni zindagi main islam puri tarhan bhee nahi la sactay??

                  ho jis dil main sadaqat kay liyae marnay ki tarap
                  pehlay apnay paikr_e_khaki main jaan paida karay.
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: masjid_e_aqsa.

                    Originally posted by Me Here View Post
                    well..........this is sad.........
                    per mujeh poori tarah samajh nahi ai.....as i m not good wid urdu:(

                    KHUSH RAHYYE!
                    acha ...
                    chaloo afsoos too hua.
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: masjid_e_aqsa.

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Assalam O ALaikum

                      Yaar bhot achinazam hai ... laikin mere khyal main ham is had tak jhuk chuke hain k is ka koee faida nahien ho ga. hamain apni tareekh bhool chuki hai... wo aur log thay jo yeh kah ker aoni jaan day diya kerte thay k shair ki aik din ki zindagey geedar ki so sala zindey say bahtar hoti hai...wo aur log thay jo aik super paower k samne chand hazar ka lashkar lay ker jate aur un ki ankhon main ankhain dal ker kah daite thay Islam Qabool ker ya Jizia day do nahien tu main tumhare muqable main wo qom lay ker aaya hooon jis ko mot utni hi piyari hai jitni k tum ko apni zindagey....ham logon main wo jazba khatam ho gay hai...aur agar kahien yeh jazba mojood bhi hai aur agar wo is k khilaf uth bhi khara hota hai tu ham khud us ko yeh kah ker qaid khane main dal daite hain ya mar daite hain k yeh dahshat gard hai....yehan tak k hamri musalman hakoomtain aur un k saath awam bhi yeh kahte hain k infaradi jihad jihad nahien bal k dasht gardi hai....ab btaow k agar yeh halat hooon tu phir masjid e Aqsa kiun na shaheed ho ,... kiun na kashmeer ki baition ki izat looti jaey....kiun na Iraq k begunahon ka khooon bhaya jaey....


                      Aakhir main bas main tu itna hi kahooon ga

                      Yeh giri giri see masjidain yeh tabha shuda khanqahain
                      Shab o Roz daikhti hain mere ghaziyion ki Rahain
                      meray dost aik baat bataon patay ki.
                      aap kisi bhee tehreek main shamil ho jao aor pura pura waqt do.
                      aik baat aor
                      aaj kal kay door main agar koi islam ki khidmat karna chahat hai too pehlay ilam hasil karay.agar ilam hasil nahi kar sacta too apni zindagi ko puri sunnat kay aur shariat kay mutabiq dhaal lay.
                      aap main curant lagta hai aap buhat kuch kar sactay ho.
                      Last edited by suffard; 11 June 2007, 15:14.
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: masjid_e_aqsa.

                        Originally posted by suffard View Post
                        meray dost woh sallah_ul_din ayoobi tum bhee ho sactay ho.
                        zara khud ko tatolo too sahi.
                        bhaii kuunn sharmindaa karr rahe hoo hamm main aisee Guts kahaan kehh hamm aissaa karr sakian
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • #13
                          Re: masjid_e_aqsa.

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          bhaii kuunn sharmindaa karr rahe hoo hamm main aisee Guts kahaan kehh hamm aissaa karr sakian
                          yhi too bat hai meray dost
                          aik ansan buhat kuch kar sacta hy.
                          agar sallah_ul_din ayobi banna chahtay ho too usi kay is qool kw thaam lw.
                          sallah_ul_din ayobi nay farmaya keh

                          ''aorat,moosiqi(music),aor sharab say bacho''
                          phir dikhna kiya hw ga.
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: masjid_e_aqsa.

                            Originally posted by suffard View Post
                            meray dost aik baat bataon patay ki.
                            aap kisi bhee tehreek main shamil ho jao aor pura pura waqt do.
                            aik baat aor
                            aaj kal kay door main agar koi islam ki khidmat karna chahat hai too pehlay ilam hasil karay.agar ilam hasil nahi kar sacta too apni zindagi ko puri sunnat kay aur shariat kay mutabiq dhaal lay.
                            aap main curant lagta hai aap buhat kuch kar sactay ho.

                            Yahan jin logon k pass power hai wo agar kuch nahien ker sakte tu main kia ker sakta hoooon....
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: POEM: Masjid_e_Aqsa.

                              :mm:

                              Comment

                              Working...
                              X