Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

open letter to Ibrar ul Haq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: open letter to Ibrar ul Haq

    Originally posted by Me Here View Post
    dekhin uni level per education mostly CO hi hai
    main jis uni mai hoon wo CO nahi per poori koshish ki ja rahi hai usko CO kerne ki
    ijtemae taur per hamara buss bhi to nahi chalta na:)
    hamara buss apni zaat tak hai

    bus ALLAH hum sabko HIDAYAT de AMEEN

    or saza dene se wo sudharty ya nahi......per unko kuch suffer to krna perta na
    unhe ehsaas to hoota k unho ne ghalti ki:)
    tekh hai keh uni level per co..edu hai ..lakin insaan khud per control kar sacta hai ager karna chahay too..
    main nay jis institute say apna bechlor kiya hai wahan bhee too co..edu thi lakin main nay apna rawaya aisa rakha tha keh wahan ki koi larki mujh say kalam tak nahi kar sacti thi.....
    yeh alag baat hai keh
    mujhay ''sarruu'' khud garz....aorr bhee buhat kuch kaha giya lakin i was success full.
    2.....yahi too baat hai keh hum saza day daitay hain lakin yeh nahi dhaikhtay keh woph sudrah keh nahi sudrah....
    ihsaas kay liyae aik rastah aor bhee hai....
    dua per
    ameeeeeenn
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: open letter to Ibrar ul Haq

      bhaya achay bhalay aqalmand nazar atay ho aap..
      jo lafaz aap nay istemaal kiya hai ibraar bhai kay liyae woh buhat bara galat lafaz hai
      waisay muaaf karna dada geeri aap kar rahay ho..
      Last edited by Shaim; 28 May 2007, 21:12. Reason: no hard feeings
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: open letter to Ibrar ul Haq

        Originally posted by suffard View Post
        tekh hai keh uni level per co..edu hai ..lakin insaan khud per control kar sacta hai ager karna chahay too..
        main nay jis institute say apna bechlor kiya hai wahan bhee too co..edu thi lakin main nay apna rawaya aisa rakha tha keh wahan ki koi larki mujh say kalam tak nahi kar sacti thi.....
        yeh alag baat hai keh
        mujhay ''sarruu'' khud garz....aorr bhee buhat kuch kaha giya lakin i was success full.
        2.....yahi too baat hai keh hum saza day daitay hain lakin yeh nahi dhaikhtay keh woph sudrah keh nahi sudrah....
        ihsaas kay liyae aik rastah aor bhee hai....
        dua per
        ameeeeeenn
        dekhin ager saza zaroori nahi hooti to ISLAM bhi punishements nahi rakhta
        insaan saza kaat'ta hai to kuch seekh leta hai

        or DUA to must hai
        per mujeh ghussa is baat ka hai k us girl ko nikalna para apni education adhoori choorni pari.......un boys per ya ibrar bhai per kiya effect aya?
        ibrar bhai per to chalo case hai as punishment
        per wo boys ko to koi fark hi nahi para na?

        Comment


        • #19
          Re: open letter to Ibrar ul Haq

          Originally posted by Me Here View Post
          dekhin ager saza zaroori nahi hooti to ISLAM bhi punishements nahi rakhta
          insaan saza kaat'ta hai to kuch seekh leta hai

          or DUA to must hai
          per mujeh ghussa is baat ka hai k us girl ko nikalna para apni education adhoori choorni pari.......un boys per ya ibrar bhai per kiya effect aya?
          ibrar bhai per to chalo case hai as punishment
          per wo boys ko to koi fark hi nahi para na?
          dhaikhain g islam punishment ka hukam daita hai lakin us kay bhee kuch adaab hain.
          mujhay aik baat ki samajh nahi ati keh woh larki pehlay too islam kay hukam kay khilaaf co...edu main parhati hai aorr ooper say phir islam kay hukam kay khilaaf namehram larkoon say ganay kay baray main poochti hai ...aor phir apni perhai chor daiti hai...aor us ka qasoorwaar ibraar sahib ko aor un larkoon ko tehrati hai..kia us ka apna koi qasoor nahi hai????
          perhai chorna us ki be,aqli thi woh uni ver.... bhee too badal sacti thi lakin nahi.................us nay nahi badli..
          larkonn ko kiya faraq parna hai.??jab kisi larki ko koi faraq nahi parta too??
          waisay ibrar bhai bhee hamari wajah say hee yeh kam kartay hain...
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: open letter to Ibrar ul Haq

            Originally posted by suffard View Post
            bhaya achay bhalay aqalmand nazar atay ho aap..
            jo lafaz aap nay istemaal kiya hai ibraar bhai kay liyae woh buhat bara galat lafaz hai
            waisay muaaf karna dada geeri aap kar rahay ho..
            sorry yaar pora letter delete hoa dehk ker zara ghoom gia tha :tauba
            kher apney words to edit ker deya haan
            and letter in words key sath upload ker dia hay key
            jin jin words per moderators ko iteraz hay us ko red line sey cross ker dain
            because yeh meray words to haan naeen
            source internet and email haan
            ager main edit karoon ga to wo ghalat ho ga
            yeh kam moderators ka hay na key mera
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment


            • #21
              Re: open letter to Ibrar ul Haq

              Originally posted by tauruskhan View Post
              yeh to dada geeri hay
              app ko jis sentence per etaraz hay app wo batateen
              this is wrong
              yeh moderator honey ka najaiz faid hay
              main dobara upload ker raha hoon
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: open letter to Ibrar ul Haq

                deer sis !
                golo molo si , cheeko cheeko si sis
                yeh kam moderators ka hay key jin ilfaz per iteraz ho un ko red line sey cross ker dain
                na key delete
                its not my words key main delete karoon
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #23
                  Re: open letter to Ibrar ul Haq

                  Originally posted by suffard View Post
                  dhaikhain g islam punishment ka hukam daita hai lakin us kay bhee kuch adaab hain.
                  mujhay aik baat ki samajh nahi ati keh woh larki pehlay too islam kay hukam kay khilaaf co...edu main parhati hai aorr ooper say phir islam kay hukam kay khilaaf namehram larkoon say ganay kay baray main poochti hai ...aor phir apni perhai chor daiti hai...aor us ka qasoorwaar ibraar sahib ko aor un larkoon ko tehrati hai..kia us ka apna koi qasoor nahi hai????
                  perhai chorna us ki be,aqli thi woh uni ver.... bhee too badal sacti thi lakin nahi.................us nay nahi badli..
                  larkonn ko kiya faraq parna hai.??jab kisi larki ko koi faraq nahi parta too??
                  waisay ibrar bhai bhee hamari wajah say hee yeh kam kartay hain...
                  ager sab unis hain hi CO to ik lerki proper cover kary or studies proceed kary ager separate education ki koi option hi nahi to
                  .........
                  i dont know us ne wasa q kiya
                  per un situation ka humin pata nahi hai so we cant say anything
                  ho sakta hai wo just reason pata kerna chah rahi ho........mayb n surely uska behaviour rude hi ho ga
                  wasy behter tha ager ignore kerti ya dean se shikayat kerti

                  is letter se lag raha hai k wo lerki kaafi irritated thi us song ki wajah se
                  mujeh itna ghussa ibrar bhai per nahi a raha jitna un boys per a raha hai

                  Comment


                  • #24
                    Re: open letter to Ibrar ul Haq

                    Originally posted by tauruskhan View Post
                    dear sis !
                    golo molo si , cheeko cheeko si sis
                    yeh kam moderators ka hay key jin ilfaz per iteraz ho un ko red line sey cross ker dain
                    na key delete
                    its not my words key main delete karoon
                    maine apko cross ker k diya hai plz check it out

                    Comment


                    • #25
                      Re: open letter to Ibrar ul Haq

                      Originally posted by Me Here View Post
                      maine apko cross ker k diya hai plz check it out
                      main ney app ko reply kia hay check that out as well
                      second
                      i have no problem ager app us ko khud upload ker dain, un ilfaz ko red line sey cross ker kay jin per iteraz hay
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment


                      • #26
                        Re: open letter to Ibrar ul Haq

                        2 times delete ho chuka hay and edit ker kay upload naeen hoa abi tak
                        :(
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment


                        • #27
                          Re: open letter to Ibrar ul Haq

                          Originally posted by tauruskhan View Post
                          2 times delete ho chuka hay and edit ker kay upload naeen hoa abi tak
                          :(
                          wo poora letter hi edit honey key qabil hai. open letters likhey jatey hein magar her aik kaam ka apna aik tareeqa hota hai, iss liye mujhey uss poorey letter pey hi eteyraaz hai, anyways this is now upto Moderators of this sec. Me Here and The Mask

                          btw aap mujhey sirf Yellowsky keh saktey hein
                          Last edited by Z.; 28 May 2007, 22:15.
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #28
                            Re: open letter to Ibrar ul Haq

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            wo poora letter hi edit honey key qabil hai. open letters likhey jatey hein magar her aik kaam ka apna aik tareeqa hota hai, iss liye mujhey uss poorey letter pey hi eteyraaz hai, anyways this is now upto Moderators of this sec. Me Here and The Mask

                            btw aap mujhey sirf Yellowsky keh saktey hein
                            sorry i don't understand kia main nay app ko kuch ghalat kaha yellowsky hi kay sis app ko yahi app ki id hay , kaheen ghalti ho gai hay kia

                            and thanx key thread ko open ker dia hay
                            lets see me here and the mask kia kehtay haan
                            Last edited by tauruskhan; 29 May 2007, 00:17.
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment


                            • #29
                              Re: open letter to Ibrar ul Haq

                              سپریم کورٹ نے معروف گلوکار ابرار الحق کو ان کے متنازعہ گانے’پروین تو بڑی شوقین‘ میں ترمیم کرنے کی ہدایت کرتے ہوئے کہا ہے کہ اس حکم کی پندرہ دن کے اندر تعمیل کی جائے۔

                              http://www.bbc.co.uk/urdu/entertainm...ng_sc_zs.shtml

                              thanx supreme court for this action
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment


                              • #30
                                Re: open letter to Ibrar ul Haq

                                Originally posted by Me Here View Post
                                ager sab unis hain hi CO to ik lerki proper cover kary or studies proceed kary ager separate education ki koi option hi nahi to
                                .........
                                i dont know us ne wasa q kiya
                                per un situation ka humin pata nahi hai so we cant say anything
                                ho sakta hai wo just reason pata kerna chah rahi ho........mayb n surely uska behaviour rude hi ho ga
                                wasy behter tha ager ignore kerti ya dean se shikayat kerti

                                is letter se lag raha hai k wo lerki kaafi irritated thi us song ki wajah se
                                mujeh itna ghussa ibrar bhai per nahi a raha jitna un boys per a raha hai
                                dhakhain g akhar main yahi bahana reh jata hai keh ager.............sab main co.
                                ho..
                                pakistan main is waqat buhat hee ziadah tadad main idaray hain jahan co..edu nahi hai.
                                chalain khair chorain woh larki pagal thi
                                larkoon ka bhee qasoor hai bilkul hai.
                                main nay khaas tor per aap ko kitni dafa kaha hai keh
                                burai koi chez nahi hoti asal wajah us burai ki bunyaad ya woh wajah hoti hai jis say burai phaili...
                                larkoon par gussa na hon larkay becharay bhee majboor hain .......larkiuon ki mojodah halat per....
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X