Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Masail-e-Pakistan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Masail-e-Pakistan

    1
    Attached Files

  • #2
    Re: Masail-e-Pakistan

    Walikum Assalam

    :masha Nice Sharing!:thmbup:
    apki sharings din ba din asar pakar rahi hain:thmbup:
    Nice work.....:clap:

    or ab kiya kahoon?:)
    Paki buhat accha hai per koi ik single stateman bhi isk saath honest nahi
    n thiz iz the pathetic thing n approach in Pakistan!

    Afsoos hoota hai ye sab dekh ker...........jitna probs Musharraf Uncle ne create kaary kise ne bhi nahi kary.......bcoz he attacked on our Relegion

    Bus ALLAH TAAL:A se uski Rehmat n Hidayat maangte hain qul alam k lye

    KHUSH RAHYYE!
    WASALAM

    Comment

    • #3
      Re: Masail-e-Pakistan

      sahi kaha.
      lakin is main hamara hee qasoor hai
      allah ki kasam jab tak hum apnay aap ko islami lihaaz say nahi badal latay tab tak hum per musharaf jaisay hee hukmaran ain gay.
      yeh meray aaqa (pbuh) ka irshad hai.
      ''keh jaisay tum ho gay waisay hee tum per hukmaran musalat kiyae jain gay''
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Masail-e-Pakistan

        pakistan kay saath pakistan ki awaam khud hee honest nahi hai.so u can,t blame only 1 person.:tasali:

        hum sab nay apnay religion per khud attack kiya hai phir us nay kiya hai hum us say pehlay qasoorwar hain.
        :tasali:
        khushi??
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Masail-e-Pakistan

          Originally posted by suffard View Post

          100% Agreed!:thmbup:
          KHUSH RAHYYE!

          Comment

          • #6

            Sahee....!:thmbup:
            per apny kabhi soocha k ik individual mai n aggregate level mai kiya farq hoota hai?
            individual ki hakoomat apni zaat tak ya ird gird k loogon tak (5%) hooti hai per aggregate level per jab ap PRESIDENT hooty ho apk law n orders apki country k her tabqy per chalty hain........her haal mai chahy koi chahy ya nahi

            AWAM qasoorwaar hai main is cheez se inkaari nahi hoon
            main sirf ye kehna chahti hoon k jink hath mai ye mulk sonpa gya hai......unho ne BURAE ko AAM kiya hai

            is govt se pehly.......na hi gals itni open thiin......na hi fashions itne vulgar......na hi TV itna fahaash........
            ye zarye open kiye gae.........to hum govt ko ziada qasoorwaar kahin ge......q k unho ne hi open kara hai na?
            wo chahty to ISLAMI NIZAAM bhi la sakte thy
            per wo laye???
            Nopez na?

            or khushi......:)
            ye ik Dua hai.....sab k liye.....q k halaat kese bhi hoon ALLAH TAALA apny bandy ko Dua se nahi rokta
            so KHUSH RAHYYE :)

            Comment

            • #7
              Re: Masail-e-Pakistan

              Originally posted by Me Here View Post

              dhaikian g her burai kuch nahi hoti balkeh us ki bunyad hee sab kuch hoti hai ,musharaf burai ker raha hai lakin is burai ki wajah hum hain hum,woh kaisay?woh aisay keh jaisay hum hain waisa hee hum per hukmaran ho ga.na hum buray hotay na musharaf hum per hukmaran masalat hota,
              2...aap nay kaha keh tv per fahashi ho gai hai,kabhi aap nay ya hum sab nay soocha keh kion na hum tv hee ghar main say khatam kar dain???
              na tv ho ga na fahashi ho gi,
              bunyaad her chez ki bunyad sab kuch hai woh chez khud kuch nahi hai.

              dua her koi ker sacta hai lakin khush her koi nahi reh sacta.
              sigpic

              Comment

              • #8

                ok sahee apki 1st baat se agree
                per ap mujeh batain kiya mush govt se pehly hamary halaat aise thy jese k aj hain?
                or jahan tak baat rahi TV ki........:)
                to zaroor rakhye......per updates k lye +ve purpose k lye
                phir is mai koi mazaiqa nahi....

                Ummeed per dunya qaim hai.....so Dua se ummed nahi uthain INSHALLAH everything ll b right soon:)

                KHUSH RAHYYE

                Comment

                • #9

                  g g kion nahi lakin hamari pechli nasal apni mothers ki na farman buhat kam thi lakin aaj.......
                  govermnent ko ilzam mat dain,main nay kaha na keh hm jaisay hon gay waisa hee hukmaran hum per ho ga,musharaf kion islami nizam laye ga kabhi nahi kion keh hum khud islami nahi hain isi liyae woh hum per hukmaran hai,

                  umeed bechari buhat purani chez hai ,zang lag giya hai umeed ko.
                  meri umeed bhee kaisi umeed nikli
                  bechari khud hee na..umeed nikli..
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: TAJZIYA: Masail-e-Pakistan

                    hmmmmm...

                    Comment

                    • #11

                      hum qasoor waar hain main maanti hoon
                      per govt humse bhi ziada......
                      apka view hai k jese hum wase hi humin govt mili......ye baat HADITH mai ai hain is lye main is se bhi agree hoon......per meri observation kehti hai k mush govt intihae darjy ki stupid govt hai.,....

                      hum bhi acchy nahi.....lakin apni zaat tak
                      govt buhat buri hai collective zaatoon tak

                      n @ shair.......:tauba :khi:

                      KHUSH RAHYYE!

                      Comment

                      • #12
                        Re: TAJZIYA: Masail-e-Pakistan

                        Originally posted by ummid View Post
                        hmmmmm...

                        buhat acha jawab hai.
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Masail-e-Pakistan

                          Originally posted by Me Here View Post
                          hum qasoor waar hain main maanti hoon
                          per govt humse bhi ziada......
                          apka view hai k jese hum wase hi humin govt mili......ye baat HADITH mai ai hain is lye main is se bhi agree hoon......per meri observation kehti hai k mush govt intihae darjy ki stupid govt hai.,....

                          hum bhi acchy nahi.....lakin apni zaat tak
                          govt buhat buri hai collective zaatoon tak

                          n @ shair.......:tauba :khi:

                          KHUSH RAHYYE!
                          musharaf bilkul galat hai lakin hamari wajah say hee hum per aya hai.
                          meray sher per zaroor hanyae lakin plz thora sa ghoor bhee karain aap kay liyae buhat kuch hai main nay kahin say suna tha keh aap buhat ghooor_o_fikar karti hain.
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: TAJZIYA: Masail-e-Pakistan

                            Originally posted by suffard View Post
                            buhat acha jawab hai.
                            :mm: :na:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Masail-e-Pakistan

                              Originally posted by suffard View Post
                              musharaf bilkul galat hai lakin hamari wajah say hee hum per aya hai.
                              meray sher per zaroor hanyae lakin plz thora sa ghoor bhee karain aap kay liyae buhat kuch hai main nay kahin say suna tha keh aap buhat ghooor_o_fikar karti hain.
                              ji i agree.......lakin wo buhat bura hai
                              shair buhat accha hai.....main hansi nahi.......mujeh accha laga tha sach main :)

                              ji kis se suna tha?

                              Comment

                              Working...
                              X