---
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Pani kay Bulbulay...!!
Collapse
X
-
Re: Pani kay Bulbulay...!!
:)...........Nice Tehreer!:clap:
ap hamesha hi mushkil baatin kerty hain per is baar mujeh kuch baatin to apki samajh a hi gayin:lpop:
article writing ka style kaafi impressive hai :thmbup:
PG per or is section mai logoon ki tehreerin kaafi impressive ho rahi hain:blush: Nice to c that:salam:
KHUSH RAHYYE!
Comment
-
Re: ARTICLE: Pani kay Bulbulay...!!
Buhat Umda Taheerer hayتیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
تو لہریں شور مچاتی ہیں،
لو آج سمندر ڈوب گیا ۔
~Mujay Vote Dain~
پاکستانی کا خواب
Comment
-
Re: ARTICLE: Pani kay Bulbulay...!!
hmmm...yehi tou hamara almiya hai k bulbulay uth'te hain...khatam ho jate hain... aur inb ul waqt uss zara se der se faida utha ker bajane k liye basuri hasil ker lete hain... aap k bansuri k ziker se aur uss se phle bayan kerda "aman-o-sakoon" ki description se na jane kyun "Rome k Nero ki bansuri" ka khyal aa gaya... ab samjh aae k es ka matlab kiya hai..
bhot achha aur bhot khub likha aap ne..Allah kare zor e qalam aur zayada
jeetey rehye aur khush rahye bhot sara"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: ARTICLE: Pani kay Bulbulay...!!
Originally posted by yellowsky View PostGhaass charney ki baat bhi aap ney theek kahi :khi:
Originally posted by Me Here View Post:)...........Nice Tehreer!:clap:
ap hamesha hi mushkil baatin kerty hain per is baar mujeh kuch baatin to apki samajh a hi gayin:lpop:
article writing ka style kaafi impressive hai :thmbup:
PG per or is section mai logoon ki tehreerin kaafi impressive ho rahi hain:blush: Nice to c that:salam:
KHUSH RAHYYE!
meer kia sada haiN, beemar howay jis kay sabab,
usi perfumer kay kid say dawa letay hain :lpop:
Originally posted by sarfraz_qamar View Postnice jee
Originally posted by Abdul Qudoos View PostBuhat Umda Taheerer hay
Originally posted by Gul-e-Lala View Posthmmm...yehi tou hamara almiya hai k bulbulay uth'te hain...khatam ho jate hain... aur inb ul waqt uss zara se der se faida utha ker bajane k liye basuri hasil ker lete hain... aap k bansuri k ziker se aur uss se phle bayan kerda "aman-o-sakoon" ki description se na jane kyun "Rome k Nero ki bansuri" ka khyal aa gaya... ab samjh aae k es ka matlab kiya hai..
bhot achha aur bhot khub likha aap ne..Allah kare zor e qalam aur zayada
jeetey rehye aur khush rahye bhot saraThat's Enough...!!
Comment
Comment