Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Watniat?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Watniat?

    Asalam alaikum,

    Kya Islam mey watniat ka koi tasswur hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Watniat?

    Originally posted by yellowsky View Post
    Asalam alaikum,

    Kya Islam mey watniat ka koi tasswur hai?
    watniat?

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

    Comment

    • #3
      Re: Watniat?

      Originally posted by champion_pakistani View Post
      watniat?
      watniat = Nationalism

      jaisey being muslims we are one thats wat we believe in and wats we read magar ye hum deykhtey nahi hein ...

      aik kehta hai key m proud to be paksitani ...other would say im proud to be iranian?

      is it something to do with boundries or something to do with Faith`????
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Watniat?

        Pehly yeh batain k ap ny yeh sawal kiun kia hay?

        Comment

        • #5
          Re: Watniat?

          Originally posted by Khalil View Post
          Pehly yeh batain k ap ny yeh sawal kiun kia hay?
          Aap ney perha ho ga news mey Afghanistan aur Pakistan key troops key darmayan jharpoN mey jo log maarey gaye hein ......

          dono kya sabit kerna chah rahey ehin?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Watniat?

            hummm that y u asked this...

            simply es ka jawab yeh hay k islam mulkeeyat ka kail nahi hay

            Comment

            • #7
              Re: Watniat?

              :cc:

              reply later

              Comment

              • #8
                Re: Watniat?

                Originally posted by Khalil View Post
                hummm that y u asked this...

                simply es ka jawab yeh hay k islam mulkeeyat ka kail nahi hay
                bohot general Q hai ....iss liye mey ney koi reference nahi diya hai.....Aaj hamari islamic world mey waisey hi barhey massley hein ....ye halaat aap ko aur bhi kai jaga nazar ayeiN gey......to bohot saari iss type ki cheezein perh key meyrey zeyhan mey ye sawal aya tha key

                Islam kya kehta hai .....ya simply Islamic concept kya hai nationalism key hawaley sey
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Watniat?

                  kindly is wakat yeh masla na uttain
                  keeon key is wakat hmm ko pakistan ki zarorat hay

                  yeh masla is wakat pakistan ko torney waloon ka hosla barhayeh ga

                  ----------------------
                  forum is being watched seriously by ............
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #10
                    Re: Watniat?

                    Originally posted by tauruskhan View Post
                    kindly is wakat yeh masla na uttain
                    keeon key is wakat hmm ko pakistan ki zarorat hay

                    yeh masla is wakat pakistan ko torney waloon ka hosla barhayeh ga

                    ----------------------
                    forum is being watched seriously by ............
                    well,

                    mey phir sey kahun gi key mey ney reference diya hi issi liye nahi kisi baat ka iss Q key sath....

                    leykin agar aap ko lagta hai iss topic ka end kuch inhi khayalaat pey ho ga jo aap ney mention kiye hein to phir mey Mods sey kahun gi key issey close ker dein ... I wont mind inshAllah
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Watniat?

                      yehi watniat hi asli fasaad ki jarh hay
                      agar musulmaan kay darmiyan yeh na ho tho sab teek taak hojai ga
                      wasalaam...

                      Comment

                      • #12
                        Re: Watniat?

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Asalam alaikum,

                        Kya Islam mey watniat ka koi tasswur hai?
                        jawab to log day dain gaiy main to sirf itna kahonga kay sab jawab sun'nay kay baad idhar udhar jhank kar bhi daikh lena kay kia yeh reality hai ya nahi...!! matlab jazbati naray hain ya qabil-e-amal bhi...?? :thmbup:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Watniat?

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          Asalam alaikum,

                          Kya Islam mey watniat ka koi tasswur hai?
                          agar aap yeh sawaal kuchh iss andaaz say puchhtin tho zara achchah hota,keh
                          islaam may maal-u-zar ki koi ahmiat hai?agar hai tho kiss hud tuk hai?
                          kiunkeh issi liye hum aik doosrey ko maarney marwaaney par tuley hue hain.
                          hadees hai keh her musalmaan doosrey musalmaan ka bhi hai,tho 2 bhaaiun key darmian maamuli ranjish kaa faaidah kon uttah raha hai,aur hum kiun maa-l-uzar keyliye apney bhai ka khoon aik ghair shakhs key kehney par kar detey hain

                          Comment

                          • #14
                            Re: Watniat?

                            Originally posted by sensible View Post

                            hum aap ki is baat sey bahut itifaaq kartey hay
                            wasalaam...
                            Last edited by Nisa*; 17 May 2007, 17:10.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Watniat?

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              well,

                              mey phir sey kahun gi key mey ney reference diya hi issi liye nahi kisi baat ka iss Q key sath....

                              leykin agar aap ko lagta hai iss topic ka end kuch inhi khayalaat pey ho ga jo aap ney mention kiye hein to phir mey Mods sey kahun gi key issey close ker dein ... I wont mind inshAllah
                              No need to close......:)
                              jahan itne tension se bhary threads hain wahan ye thread ik change hai BM N HH k enviroment mai.......
                              sort of relaxation..........jisko main kahan nahi dhoonti:)

                              so carry on:)
                              KHUSH RAHYYE!

                              Comment

                              Working...
                              X