Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

    Originally posted by notorious gujjar View Post
    wot about musharraf?
    Hamare Be-Hisi ka Result Hai
    Hamare Soey Howe Qoom kaa Zaalim Hukamran
    Andoon May Kana Raja

    Comment

    • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

      to issay utha kay bahir nikalo na yaar deir kis baat ki hai
      :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

      Comment

      • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

        Originally posted by TheMask View Post
        Pakistan Q Taraqi Yafta ki Bajae Taraqi Pazeer Howa ????

        es Sab kay Zimidar Pakistani Awam Kud Hai Kiyoon Kay Us nay Kud Zalimoon ko Vote Cast Kia or unhoon nay in kay Jism say kon ka katra katra b Chus lia or ab in kay Jism per Lagi Hadiyoon say Ghost b Noch rahay hain or yeh tab tak jari rahey ga jab tak yeh Qoom Jag nahe jati yeh aik sowe howe qoom hai aik be-his qoom yeh wo qoom hai jis nay apne aba-o-ajdad ki Hakayat ko chor ker apne dushmanoon ko apna hum-nasheen samaj lia hai

        bhai Iqtedar ka nasha aik aisi cheez hai.. jo jis per cherh jaye tu utrta hi nahi :donno: .... election ke paihle kya yeh log aise hi hote hain? yeh sirf paak ka maslah tu nahi her taraqee pazeer mulk mein including India yeh problem hai ke hum jin ko vote cast karte hain woh baad mein na-aihal sabit hote.... aap ke khayal mein vote cast karte waqt kin baato'n ka dhyaan mein rakhna chahiye???? kyun ke wade aur irade tu sub hi aik se zahir karte hain...:mm:

        Comment

        • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

          hamesha aisay insan ka intahab karo jo election say pehlay koi kaam karay
          :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

          Comment

          • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

            Originally posted by notorious gujjar View Post
            hamesha aisay insan ka intahab karo jo election say pehlay koi kaam karay
            kaam??? maslan?? :mm:

            Comment

            • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

              Originally posted by ummid View Post
              bhai Iqtedar ka nasha aik aisi cheez hai.. jo jis per cherh jaye tu utrta hi nahi :donno: .... election ke paihle kya yeh log aise hi hote hain? yeh sirf paak ka maslah tu nahi her taraqee pazeer mulk mein including India yeh problem hai ke hum jin ko vote cast karte hain woh baad mein na-aihal sabit hote.... aap ke khayal mein vote cast karte waqt kin baato'n ka dhyaan mein rakhna chahiye???? kyun ke wade aur irade tu sub hi aik se zahir karte hain...:mm:
              AC kay Room say Nikal ker Ac ki Car May or Phir Ac walay Office May Bhetnay walay kia Janay kay ( June,July ) ki Garmi Kiya Hai ? Aisa he Ameer kabi b Gareeb ki Takleef nahe samaj sakta Gareeb ka Leader b Gareeb Hona Chaye Yani Her Taraqi Pazeer County ka Leader Ghareeboon say Hona Chaye aj her wo Taraqi pazeer Mulk Taraqi Yafta ho chuka hai jis ka Leader aik Gareeb tha q kay wo Gareeb ki takleef samajta tha

              Comment

              • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                Originally posted by TheMask View Post
                AC kay Room say Nikal ker Ac ki Car May or Phir Ac walay Office May Bhetnay walay kia Janay kay ( June,July ) ki Garmi Kiya Hai ? Aisa he Ameer kabi b Gareeb ki Takleef nahe samaj sakta Gareeb ka Leader b Gareeb Hona Chaye Yani Her Taraqi Pazeer County ka Leader Ghareeboon say Hona Chaye aj her wo Taraqi pazeer Mulk Taraqi Yafta ho chuka hai jis ka Leader aik Gareeb tha q kay wo Gareeb ki takleef samajta tha
                well... aap se kisi hud tak hum agree nahi karte... i dont think ke kisi ghareeb shaks ko kursi per bithane se humare masleh hul ho sakte hain :donno: ... is waqt taraqee pazeer mulkon ko nai soch ki zarorat hai... curraption se paak soch.... tabhi taraqee ke koi chances nazar aate hain... otherwise jo jaisa chal raha hai waisa hi chalta rahe shaid... aur kya kaih sakte hain hum...

                Comment

                • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                  Originally posted by ummid View Post
                  well... aap se kisi hud tak hum agree nahi karte... i dont think ke kisi ghareeb shaks ko kursi per bithane se humare masleh hul ho sakte hain :donno: ... is waqt taraqee pazeer mulkon ko nai soch ki zarorat hai... curraption se paak soch.... tabhi taraqee ke koi chances nazar aate hain... otherwise jo jaisa chal raha hai waisa hi chalta rahe shaid... aur kya kaih sakte hain hum...
                  Muslims ko New Soch ki Zaroorat nahe un ko Islamic way of life ki zaroorat hai simple

                  Curraption he aik Be-mari Nahe Hai
                  Na-Insafi sab say bari be-mari hai
                  Jin Mumalik may Insaf milta hai Wahaan koi be-mari janam nahe layti hai

                  Comment

                  • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                    Originally posted by champion_pakistani View Post
                    acha ab khayal rakana gujjar bahi................par sis app rana sis ki bateen b dekooo na:lpop:
                    i m seeing......ab unka koi rude reply hoa to i ll take action:)
                    KHUSH RAHYYE!

                    Comment

                    • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                      Originally posted by Me Here View Post
                      i m seeing......ab unka koi rude reply hoa to i ll take action:)
                      KHUSH RAHYYE!
                      tussi waikhday hee reh jana aye,
                      meray khial main too is thread ko banddd ho jana chahiyae.
                      sigpic

                      Comment

                      • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                        Originally posted by TheMask View Post
                        Muslims ko New Soch ki Zaroorat nahe un ko Islamic way of life ki zaroorat hai simple

                        Curraption he aik Be-mari Nahe Hai
                        Na-Insafi sab say bari be-mari hai
                        Jin Mumalik may Insaf milta hai Wahaan koi be-mari janam nahe layti hai
                        hum Muslim country mein nahi rehte hain bhai... isi liye aik general baat ki thi.. aur raha sawal islamic way of life ka tu isey aaj ke doar specially non-Islamic countreis mein ise "nai" soch hi kaheinge..
                        raha sawal curraption aur dosri beemariyon ka tu In se hume personaly niptna hai... kisi bare paimaane per nahi.. apne level per.. hum bribe nahi deinge tu koi lega kaise.... recently hi humari aik frnd ko airport per custon officers ko 500 bucks dene pare jub ke sub clear tha... hum sub baithe usi per baat ker rahe the ke humare aik uncle ne kaha.. its not a curraption beta.. yeh ab SYSTEM hai... khair.... hum kaihna cha rahe hain ke aisi beemariyon se paihle low level per nipat'tna chahiye... na hume bribe deni hai.. aur na hi leni hai... na na-insaafi kerni hai.. na hi kerwani hai... na kisi ka haq marna hai.. aur na hi khud ka huq chorna hai... ager hum self monitor bun jayen tubhi kuch ho sakta hai... :thmbup: thats what I think...:donno:
                        Last edited by ummid; 18 May 2007, 07:43.

                        Comment

                        • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                          pakistan and india may dosti kyoun naheen hoo sakte?
                          Pagal may howah teray piyar main

                            App kay points sab thik hain lakin mein low level or big level kuch nahe samajta sab aik hain balke sab say low level wo hain jo ( bribe ) letay or detay hain chaye wo ( billioner ) he q na hoo System usi waqt thik hoga jab INSAF Hoga or jab insaf hoga to koi b ghalt kam nahe keray ga q kay wo janta hoga kay es country may INSAF hota hai or INSAF May wo Mara jay ga Lihaza wo koi Ghalt kam nahe keray ga

                            Comment

                            • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                              Originally posted by arman007 View Post
                              pakistan and india may dosti kyoun naheen hoo sakte?
                              aap ne kya karna hai Indo-paak mein dosti kara ke??? :mm:

                              Comment

                              • Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                                Originally posted by arman007 View Post
                                pakistan and india may dosti kyoun naheen hoo sakte?
                                Pakistan & India ki Dosti Nahe Ho sakti Haan Neabougher-Hood Zaroor Bhetreen honi chaye

                                Comment

                                Working...
                                X