Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Pkaistan 1947 to 2007

    Originally posted by jia View Post
    i agree wid u
    100% ais hi hona chahiy:ghug:
    Thanks shweeto :phool:

    Comment


    • #62
      Re: Pkaistan 1947 to 2007

      Originally posted by rena_satyal View Post
      :lpop: Behas karoo:lpop:
      kiya app pakistan ko india say elada hony par happy huuu....................:shh:
      1947 kay baad mai pakistan mai kiya howah hia!:shh:
      jub 1947 may india aur pakistan aazaad hue tho her woh cheez jo uss waqth angraizon key qabzey may thihn woh donon mulkon may barabar taqseem honi thihn,aur woh ilaaqey jahaan musalmaanon ki aabaadi thih woh pakistan aur jahaan hinduoaon ki aksariat thih woh india ki malkiat honi thih.laikin hindustan ney kashmir,karansi aur aslaha ki jagah sandooqon may patther rakhh kar dey diye,isskey ilaawa pakistan may kaaghaz key sanaat aur kaaghaz ki qillaat thih.
      aaj pakistan allah key fazal sey aik atomic power honey keysaath saath mazbooth foaji taaqath aur zaraai paidaawaar may khudkafeel hai.jahan tak androon-i-mulk key haalaath ka taaluq hai woh abb bhi dunya key hawaaley sey aur compare to india sey achchhey hain.agar dehshath gardi key hawaley sey daikha jaaye tho aaj puri dunya even keh dunya ki sub sey ziadah taraqqiyaafta mulk amrika bhi dehshath gardi kaa shikaar hai.

      Comment


      • #63
        Re: Pkaistan 1947 to 2007

        i m going to lock thiz thread:)

        plz ap sab ALHAMDULILLAH Muslims hain to ye jo boundries hain country ki inhe mat compare kijiye.......or apas mai MOHABBAT rakhye.......n show to the whole world the U R THE BEST COZ U R MUSLIMZ.......

        mujeh buhat bura lgta hai jab MUSLIMS apas mai lerte hain..:)
        KHUSH RAHYEE!

        Comment


        • #64
          Re: Pkaistan 1947 to 2007

          i ve opened this thread bcoz sum members r intrested to define their view point

          But Members........!

          i m trusting in u
          so u ll ve to maintain the dicipline
          Both Pakistanis n Indians:)
          KHUSH RAHYYE!

          Comment


          • #65
            Re: Pkaistan 1947 to 2007

            Originally posted by Me Here View Post
            i ve opened this thread bcoz sum members r intrested to define their view point

            But Members........!

            i m trusting in u
            so u ll ve to maintain the dicipline
            Both Pakistanis n Indians:)
            KHUSH RAHYYE!
            dear ....... yeh topic hi aesa hai jis mai insan discipline sai bahir nikal jata hai ......wat can i say .....................carry on

            Comment


            • #66
              Re: Pkaistan 1947 to 2007

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              Ur welcome chanda :)
              ye humara sab k a forum hay aur sab yahan ek doosray ki respect kertay hain:) , so bolnay walay ko munasib lafzon ka istemal kar k hee bolna chahieey ....aaj khasay arsay baad aey online.............aur aatay hee is discussion per nazar paree to rokna, samjhana humnay farz samjha :)


              Humein bhi boht saree batein kerni hain aap se InshaAllah elk do roz mein normal routine se online aaen gay hum to phir baat hogi
              Thanxx...
              and for sure.. hume bauaht si baatein karni hai aur fari ko jealous karna hai...:khi:

              Comment


              • #67
                Re: Pkaistan 1947 to 2007

                Originally posted by Shaheeen View Post
                Well said shweeto :phool:
                @
                Leave it

                thanxx bro..:)

                Comment


                • #68
                  Re: Pkaistan 1947 to 2007

                  Originally posted by sensible View Post
                  jub 1947 may india aur pakistan aazaad hue tho her woh cheez jo uss waqth angraizon key qabzey may thihn woh donon mulkon may barabar taqseem honi thihn,aur woh ilaaqey jahaan musalmaanon ki aabaadi thih woh pakistan aur jahaan hinduoaon ki aksariat thih woh india ki malkiat honi thih.laikin hindustan ney kashmir,karansi aur aslaha ki jagah sandooqon may patther rakhh kar dey diye,isskey ilaawa pakistan may kaaghaz key sanaat aur kaaghaz ki qillaat thih.
                  aaj pakistan allah key fazal sey aik atomic power honey keysaath saath mazbooth foaji taaqath aur zaraai paidaawaar may khudkafeel hai.jahan tak androon-i-mulk key haalaath ka taaluq hai woh abb bhi dunya key hawaaley sey aur compare to india sey achchhey hain.agar dehshath gardi key hawaley sey daikha jaaye tho aaj puri dunya even keh dunya ki sub sey ziadah taraqqiyaafta mulk amrika bhi dehshath gardi kaa shikaar hai.
                  bauaht acchi baat hai ke paak taraqee ki raho'n per gamzan hai...:thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Pkaistan 1947 to 2007

                    Originally posted by Me Here View Post
                    i ve opened this thread bcoz sum members r intrested to define their view point

                    But Members........!

                    i m trusting in u
                    so u ll ve to maintain the dicipline
                    Both Pakistanis n Indians:)
                    KHUSH RAHYYE!
                    thanxx....
                    khush raho...:rose

                    Comment


                    • #70
                      Re: Pkaistan 1947 to 2007

                      Originally posted by ummid View Post

                      thanxx bro..:)
                      :phool:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Pkaistan 1947 to 2007

                        I think we must have a deep study in international relations before having our final say...pakistan separate hua yeh acha hua, yeh kisi toor pe ghalat nahi...do mukhtalif nazriyaat ke haami loogon ko aik saath aik ser zameen per nahi rehna chahiye :)
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: Pkaistan 1947 to 2007

                          Originally posted by Me Here View Post
                          i ve opened this thread bcoz sum members r intrested to define their view point

                          But Members........!

                          i m trusting in u
                          so u ll ve to maintain the dicipline
                          Both Pakistanis n Indians:)
                          KHUSH RAHYYE!
                          Mee Jee Thread ka title theek kar dain
                          Pkaistan ?????
                          plz correct it Pakistan

                          Comment


                          • #73
                            Re: Pkaistan 1947 to 2007

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            I think we must have a deep study in international relations before having our final say...pakistan separate hua yeh acha hua, yeh kisi toor pe ghalat nahi...do mukhtalif nazriyaat ke haami loogon ko aik saath aik ser zameen per nahi rehna chahiye :)
                            Agree...:thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: MUBAHISA: Pakistan 1947 to 2007

                              Pakistan Hasil kerne ka maqsad sirf aik tha ... jahan per musalmano ko mukamal azadi ho ... apne mazhab ki ... apne nazriyat ki ... aur wo unhi ki bina per taraqi ker sakain .... Ham yeh nahien kah sakte k ham nay kuch nahien paya ... laikin yeh zaroor hai k ham nay jo paya hai us say kahien ziyada khoya bhi hai ... laikin agar aaj pakistan na hota tu shayad ham wo bhi na Pa sakte jo aaj hamare pass hai....tu is lihaz say Pakistan sirf barisagheer k muslims k liey hi nahien dunia k kaee aur muslim mulkon k liey bhi mufeed sabit hoowa hai....jaise Iran, Saudi Arab, aur doosre Islami mumalik....aaj agar koee baat bhi almi satha per uthaee jati hai tu tumam Islami dunya Pakistan ki Taraf daikhti hai ..... Aaj Pakistan ko Islam ka qila kaha jata hai ... Yeh alag baat hai k Yeh mulk Ghalat haton main chala gya hai laikin aaj bhi is ko aik aur Qaid e Azam Mil jaey tu daikhain k Yeh waqi Islam ka qila sabit hota hai ya nahien...
                              sigpic

                              Comment


                              • #75
                                Re: Pkaistan 1947 to 2007

                                Originally posted by Shaheeen View Post
                                dear ....... yeh topic hi aesa hai jis mai insan discipline sai bahir nikal jata hai ......wat can i say .....................carry on
                                apna view point deny se pehly ik bar bus ye soch lain k hum MUSLIMS hain hamara way of talking sabse alag n impressive hoona chahye then :insha: there wud b np.com :blush:
                                so carry on shon :D

                                Comment

                                Working...
                                X