Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insan or Chand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insan or Chand

    Asalam o Alikum
    Mein Aik Uljan May Mubtila Hoon Kia App Muje es Uljan say Nikal Saktey Hain Mera Sawal Asan Hai wo Yeh Kay

    Question Chand per Giya hai ? Ager Giya Hai To 1059,60 May Giya Tha Ajj Q Nahe jata ? Ager Gora Us Waqt Chand per Ja Sakta Hai To Aj Q Nahe ? Phir Aik sawal or wo Yeh Kay Poori Dunya ka Kul Fasla Yani 1st Point say Last Point Tak Kitna Hai ? Or Zameen ka Chand say Kitna Fasla Hai ? Aik Rokect kitna Fule zaida say Zaida Bhara ja sakta Hai ?

  • #2
    Re: Insan or Chand

    Zameen ka Chand say Fasla Taqrebaan 30 x Earth Diameter Banta Hai

    Earth's Diameter = 12,742km x 30 = 3,82,260 km

    Yani Zameen or Chand ka approximately ( Taqreeban Taqreeban ) Fasla 3,82,260 KM Banta Hai Ager yeh Fasla 1960 May Teh kia ja sakta tha tho aj q nahe ? Kia Gora Jhoot Nahe Bolta ?

    Comment


    • #3
      Re: Insan or Chand

      Walikum Assalam

      Jhooty hain goory
      jhoot bolte hain :blush:

      Comment


      • #4
        Re: Insan or Chand

        Originally posted by TheMask View Post
        Zameen ka Chand say Fasla Taqrebaan 30 x Earth Diameter Banta Hai

        Earth's Diameter = 12,742km x 30 = 3,82,260 km

        Yani Zameen or Chand ka approximately ( Taqreeban Taqreeban ) Fasla 3,82,260 KM Banta Hai Ager yeh Fasla 1960 May Teh kia ja sakta tha tho aj q nahe ? Kia Gora Jhoot Nahe Bolta ?
        yaar dobara un ko keeon bejtay hoo, muslims ka khon choos ker hi wo fuel dobara bareen gay un key pesay sey and fly kerain gay

        wasey chand per visit swayeh waste of engergy kuch bi naeen
        pehlay in logon ka kheal tha key shayed chand per esa mahool mil jaey jis ko thori bohat madad key sath wahan zindagi kaiam ki ja sakey lakin wahan esa kuch bi naeen

        kuda key liya un ko dobara esa mashwara na deen
        marey muslim countries hi jaeen gay
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #5
          Re: Insan or Chand

          wasey rockets mostly zameen ki kahsish sey nikalney key liya fuel use kertay haan us key baad shattles normally shamsi tawanai per agey berti haan
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment


          • #6
            Re: Insan or Chand

            Originally posted by filbahere View Post
            wasey rockets mostly zameen ki kahsish sey nikalney key liya fuel use kertay haan us key baad shattles normally shamsi tawanai per agey berti haan
            ofcourse u r right:thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Insan or Chand

              jaaa oo mask aur me here



              mujy to taras aany laga ap kee post reply dekh ker....

              Comment


              • #8
                Re: Insan or Chand

                Originally posted by Khalil View Post
                jaaa oo mask aur me here



                mujy to taras aany laga ap kee post reply dekh ker....
                wo kyun?? :khi:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Insan or Chand

                  Originally posted by Khalil View Post
                  jaaa oo mask aur me here



                  mujy to taras aany laga ap kee post reply dekh ker....

                  :budhu: :budhu:
                  wo q?
                  kharyat?:mm:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Insan or Chand

                    hmmmmmmmmmmmmmm
                    :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                    Comment

                    Working...
                    X