Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: ek sawal?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: ek sawal?

    Assalaam-o-Alaikum,
    aaj kal Salahuddin Ayoubi jesy log kiu paida nahi hotay agar hotay hay tho bahut bahut kam aaj kal ki mothers kiu Salahuddin Ayoubi ki tara awlaad paida nahi karsakthi?
    kia un ki tarbiyat sahi nahi?
    kia un ka khud ka kirdaar mazbot nahi hay ya Islam sey doori ki waja sey?
    agar aisa hay tho iss ka kia koi hal hay aur agar aisa nahi hay tho aur kia wajohaat hay?
    shayd yeh sawal kuch fazol sa lagey tho us kay lia hum muzratkhwa hay
    wasalaam...:)

  • #2
    Re: ek sawal?

    Originally posted by Nisa* View Post

    hotey haan lakin wo degrees letay letay borey ho jatay haan and kisi kam key naeen rehtay

    us zamaney main 16 saal ki ummer main log mulk fatah kertay pirtay they and yahan 16 saal main abi metric ker rahey hotey haan and koi un ko kisi kabil naeen samjta
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment

    • #3
      Re: ek sawal?

      Originally posted by filbahere View Post

      aap ki baat sahi hay lakin iss ka koi hal?
      wasalaam....

      Comment

      • #4
        Re: ek sawal?

        Originally posted by Nisa* View Post
        aap ki baat sahi hay lakin iss ka koi hal?
        wasalaam....
        is ka asan hal koi naeen
        quantity ki jaga quality per tawjoo , yeh Pakistan main momkin filhal naeen hay
        for example with my own experience
        metric level per bohat zeada subjects perhay jatey haan
        when i was in metric 1996 there were almost 12 or more subjects

        and last year in MS/Mfill we had only taken 3 subjects per semister

        on comparison
        there i was getting plus 88 % marks in board
        and now with only 3 subjects still i am getting 66 to 70% marks

        still i feel key exams in thoes days were more tricky then now

        i had more learning and understanding power then now

        jo kuch aj kal pertay haan , is sey 100 times zeada accha per sakta tha us wakat

        us wakat meri general knowledge ab sey 100 % zeada hoti thee

        ager ajj wali perhaian us wakat ker raha hota to shayed main zeada accha kerta

        but still we are stuck key 10 years kham kha ki cheezain perha ker bachon ka time zaya karoo balkey fsc ko bi time wasting main shamil kareen

        jub proper subjects and cheezain shorow hoti haan , to us wakat tak insan ka decline shorow ho jata hay , yahi wo teen cross ker jata hay
        halankey jitna potential hmm ko teen age main milta hay baad main naeen milta

        ---------------

        yeh sub fsc tak , bachoon ko waste kertay haan
        Last edited by tauruskhan; 6 May 2007, 23:19.
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment

        • #5

          :tauba is pe insha'Allah hum kal baat karengay agar zidagi rahi tho
          wasalaam....

          Comment

          • #6
            Re: ek sawal?

            Originally posted by Nisa* View Post
            :tauba is pe insha'Allah hum kal baat karengay agar zidagi rahi tho
            wasalaam....
            yaar khuda key liya yeh "Hum Hum" na kia karo
            yeh ghalat urdu hay
            Hum is for plural means jama
            "Main" is for singular

            wasey yeh word apney liya mostly "film actress + pro.....tes" use kerti haan
            app to mashallah peri likhi and acchay giraney sey hoon geen , mujeh umeed hay is ghalat adat sey jald chutkara hasil ker lain geen

            -------------
            and i hope key app ney bora naeen manaya ho ga
            aik barey bahi ki tarah dant ker samjha raha hoon
            Last edited by tauruskhan; 6 May 2007, 23:48.
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment

            • #7
              Re: ek sawal?

              Huty hian kiun nahi huty...........

              Comment

              • #8
                Re: ek sawal?

                Asslam u Alikum
                app say kiss nay kaha hay bachay pada nahi hotay
                ary ajj b Salhudin Ayobi, Sultan Tepo, Muhammad Ali aur Sadam jasy Bachay pada hotay hain, aur kam kartay hay app kay molak kay liay apnay molak kay liay, hamry molak kay liay
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment

                • #9
                  Re: ek sawal?
                  Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim Jesoon ki Histroy Dhekain or Un Kay waldain ki Tarbiyat ko Dhekain or Aj kay No-Jawan ka Mazi,Hall dono Dhekaain aj kay Waldain ki History ko Hall Dhekain Kaheen b koi b Point un say milta Nazar nahe Ata Hai....Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim Jesay Log Us waqt Paida Hotey Hain Jab waldain ko Apne Aulad ka Mustaqbil ya Un kay marnay kay Bad ki Fikar Nahe Bakle Unhain Fikar Hoti Hai Kay Hamare Ulad kay marnay k Bad us ka Kia Banay Ga to Wahaan Per Aisay Alam-Bardar Paida Hotey Hain Aj kal ka Muslim Bacha Disco Sun ker No-jawan Ho Raha Hai us waqt kay Bachey (Quran Suna) per No-Jawan Hotey They us waqt kay Walidain ( Haqiqi Education ) Detay They or Kud ( Namuna ) kay Tour per Hotey They or aj kal nay Walidain ( Fani Education ) Delanay per Zoor Detay Hain or Kud b ( Fani Education k Namuna ) Hotey Hain.......es sab ka Hall Sirf Yehi Hai Kay Hamain Islamic Iqdar ko Apne Zindagioon may Rachana Basana Hoga Tabi Hamare Ander Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim jesay loog Paida Hoon Gay

                  Comment

                  • #10
                    Re: ek sawal?

                    Originally posted by filbahere View Post
                    yaar khuda key liya yeh "Hum Hum" na kia karo
                    yeh ghalat urdu hay
                    Hum is for plural means jama
                    "Main" is for singular

                    wasey yeh word apney liya mostly "film actress + pro.....tes" use kerti haan
                    app to mashallah peri likhi and acchay giraney sey hoon geen , mujeh umeed hay is ghalat adat sey jald chutkara hasil ker lain geen

                    -------------
                    and i hope key app ney bora naeen manaya ho ga
                    aik barey bahi ki tarah dant ker samjha raha hoon
                    aisi baat nahi hay humay bora nahi laga yeh humari adat hay itni jaldi is sey chutkara tora mushkil hay lakin insha'Allah main koshish karongi insha'Allah
                    ok bahut shukriya aap ka brother :)
                    wasalaam...

                    Comment

                    • #11
                      Re: ek sawal?

                      Originally posted by Khalil View Post
                      Huty hian kiun nahi huty...........
                      hotay hay lakin bahut bahut kam khaas kar aaj kal
                      wasalaam...

                      Comment

                      • #12
                        Re: ek sawal?

                        Originally posted by Nisa* View Post
                        aisi baat nahi hay humay bora nahi laga yeh humari adat hay itni jaldi is sey chutkara tora mushkil hay lakin insha'Allah main koshish karongi insha'Allah
                        ok bahut shukriya aap ka brother :)
                        wasalaam...
                        np.com
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment

                        • #13
                          Re: ek sawal?

                          Originally posted by Nisa* View Post
                          hotay hay lakin bahut bahut kam khaas kar aaj kal
                          wasalaam...
                          hotey haan lakin un ko polish naeen honey dia jata
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #14
                            Re: ek sawal?

                            Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                            Asslam u Alikum
                            app say kiss nay kaha hay bachay pada nahi hotay
                            ary ajj b Salhudin Ayobi, Sultan Tepo, Muhammad Ali aur Sadam jasy Bachay pada hotay hain, aur kam kartay hay app kay molak kay liay apnay molak kay liay, hamry molak kay liay
                            w.salaam
                            nahi aisa bahut kam hay mulk ki baat nahi hay uno ney mulk kay lia nahi balkay Islam kay lia kia watan parast log achay hotay hay lakin Islam watan sab sey barh kay hay jo log Islam kay lia kuch kartay hay aisey log bahut kam hay ek Al Zarqawi thy ya un ki tara kay kuch gumnaam log lakin humry haa tho bahut kam hi hay
                            wasalaam...

                            Comment

                            • #15
                              Re: ek sawal?

                              Originally posted by TheMask View Post
                              Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim Jesoon ki Histroy Dhekain or Un Kay waldain ki Tarbiyat ko Dhekain or Aj kay No-Jawan ka Mazi,Hall dono Dhekaain aj kay Waldain ki History ko Hall Dhekain Kaheen b koi b Point un say milta Nazar nahe Ata Hai....Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim Jesay Log Us waqt Paida Hotey Hain Jab waldain ko Apne Aulad ka Mustaqbil ya Un kay marnay kay Bad ki Fikar Nahe Bakle Unhain Fikar Hoti Hai Kay Hamare Ulad kay marnay k Bad us ka Kia Banay Ga to Wahaan Per Aisay Alam-Bardar Paida Hotey Hain Aj kal ka Muslim Bacha Disco Sun ker No-jawan Ho Raha Hai us waqt kay Bachey (Quran Suna) per No-Jawan Hotey They us waqt kay Walidain ( Haqiqi Education ) Detay They or Kud ( Namuna ) kay Tour per Hotey They or aj kal nay Walidain ( Fani Education ) Delanay per Zoor Detay Hain or Kud b ( Fani Education k Namuna ) Hotey Hain.......es sab ka Hall Sirf Yehi Hai Kay Hamain Islamic Iqdar ko Apne Zindagioon may Rachana Basana Hoga Tabi Hamare Ander Sala-Hud-Din Ayubi + Mohammad Bin Qasim jesay loog Paida Hoon Gay
                              Brother bahut khobsurat aur mukamal jawab dia hay aap ney aur iss ka hal bhi beeshak yehi wajohaat hi hay Allah swt sey dua hay kay humry Emaan salamat rahay aur Allah swt humay Hidayat dey Ameen
                              bahut shukriya
                              wasalaam....

                              Comment

                              Working...
                              X