Re: Pakistani aman foj ki samgling ???
bahi meray meri bat ka gussa nahi karna
app nay bat ki hay kay kisi par ilzam lagnay say pahlay sochna chie kay kitna sach hay yahi na
tu aiik bat batain.
DR.AQKhan par jab app nay ilzam lagya tha tab kitna socha tha???
jab USA nay Pakistan par Taleban ki maded ka ilzam laga tha tab kitna socha tha app nay??
jab USA nay iraq par attack karnay ka plan keya tha tab kitna socha tha kay kia sach hay aur keya sirf ilzam???
batna zara muj ko please
Originally posted by sarfraz_qamar
View Post

Comment