Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yom E Mazdooran

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Yom E Mazdooran

    Dunya Bhar main aaj mazdooron ka Almi din Mnaya ja raha hai main poochna yeh chata hoon k Kia is din k mnane ka koee faida hai mazdoor tabqay ko??
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: Yom E Mazdooran

    nahi koi bhi faida nahi hay
    wasalaam...

    Comment

    • #3
      Re: Yom E Mazdooran

      hmmm...
      per hum child labour ko aik certain age ke baad sahi sumjhte hain...:lpop:

      Comment

      • #4
        Re: Yom E Mazdooran

        Originally posted by ummid View Post
        hmmm...
        per hum child labour ko aik certain age ke baad sahi sumjhte hain...:lpop:
        kia matlab
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Yom E Mazdooran

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          kia matlab
          matlab ke hum child labour ke khilaaf nahi hai...:lpop: but.......... aik had tak.... I mean aik hud tak hum child labour ko sahi sumjhte hain...

          Comment

          • #6
            Re: Yom E Mazdooran

            Originally posted by ummid View Post
            matlab ke hum child labour ke khilaaf nahi hai...:lpop: but.......... aik had tak.... I mean aik hud tak hum child labour ko sahi sumjhte hain...
            kia aap wazahat kerain gee k kiun????????
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Yom E Mazdooran

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              kia aap wazahat kerain gee k kiun????????
              haan... kyun nahi dear....Child labour aik had tak sahi hai:) ....cause is se bacche easy money ki taraf nahi raghib hote.... chori.. dhoka.. aisi harkaton se paise kamane se accha hai ke baccha mazdoori kare aur paise kamaye.... aur raha sawal education ka tu night schools hain... wahan taleem hasil ki jaasakti hai...even jo mehanti bacche hote hain woh aisa hi karte hain.. aur aaj aik kamyaab zindagi guzar rahe hain...:alhamd: ....... aur ager child labour ko ban karna hai tu I think TV daily soaps, Advertisements, etc etc mein kaam karne waale baccho ko bhi allow nahi karna chahiye... :lpop:

              Comment

              • #8

                hmmmm theek ab point clear ho gya

                ab doosra swal yeh hai...jo k is thread ka lagane ka maqsad tha k kia is almi dinn ka kisi mazdoor ko koee faida hai?????????????
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Yom E Mazdooran

                  Originally posted by sccorpion81 View Post
                  hmmmm theek ab point clear ho gya

                  ab doosra swal yeh hai...jo k is thread ka lagane ka maqsad tha k kia is almi dinn ka kisi mazdoor ko koee faida hai?????????????
                  hmmm...

                  I dont think ke aisa kuch ho:lpop: ... mazdoor ki zindgi aisi hoti hai ke roz konwa khodo.. aur roz paani peeyo.. I mean roz mehnat karo...aur roz paise kamao... tub jaa ker un ke gher chulha jalta hai... ab hukomat kaun sa aaj ke roz saare mazdooron ko muft roti baat rahi hai... so kuch nahi hona... aur na hota hai...baaqi Allah sub per reham kare(Aameen)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Yom E Mazdooran

                    @ Ummid

                    regarding child labour

                    certain age sey kaun si age hai ??
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Yom E Mazdooran

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      @ Ummid

                      regarding child labour

                      certain age sey kaun si age hai ??
                      After 11-12... :lpop: yahan 16(18 )years tak ban hai child labour...
                      Last edited by ummid; 1 May 2007, 11:46.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Yom E Mazdooran

                        Originally posted by ummid View Post
                        After 11-12... :lpop: yahan 16(18 )years tak ban hai child labour...
                        16 + you are no more a kid....

                        leykin India mey to mey ney suna hai (aap theek ker dein if its wrong ......
                        ) key child labour bohot ziada hai ........even in Pakistan bhi ......

                        mey sirf ye jan'na chah rahi hun key ban honey key bawajood log iss cheeze ka khyal rakhtey hein?
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Yom E Mazdooran

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          16 + you are no more a kid....

                          leykin India mey to mey ney suna hai (aap theek ker dein if its wrong ......
                          ) key child labour bohot ziada hai ........even in Pakistan bhi ......

                          mey sirf ye jan'na chah rahi hun key ban honey key bawajood log iss cheeze ka khyal rakhtey hein?
                          yups... India mein child labour bauaht hai... is ke khilaaf govt. bauaht kuch kar rahi hai... per faydah kuch nahi:donno: ... baache bheek mange tu kuch nahi per mehnat karte hain tu unhe utha ker juvenile jail mein daal diya jata hai... kyun bei??????? humari sumjh se tu yeh baher hai.....
                          Last edited by ummid; 1 May 2007, 13:24.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Yom E Mazdooran

                            Hamarray haan yehh Hotaa haii kehh 1 may koo ham yom e mazdooran too mannaa letee hainn aoor iss silselay main sarkare chutee bhee hotte hainn Jalsay jaloos nikalay jattay hainn aaorr aaj kall Media kaa door haiii to hamray Politicians TV channels parr aa karr mukhtalif bianaatt bhee dee detee hainn kehh yehh honaa chahieyy wohh honaa chahieyyy............... aorr aglay din sabb kuch bhool karr apnaay kammon main uljh jatay hainn aoor hamaray siasatdann bhee sabb kuch bhool jatay hainnnn .........
                            iss liey meree khial main hamain iss dinn koo mananay kee bajayy amlee aqdammat kee zaroorat haiiiii takahh inn mazdooron kayy haqooq kee hifaazzat kee jaa sakay
                            aaj hamaray eik wzeer TV parr aa ker yehh farmaa rahhay thayy kehh hamaree eik NGO Mzdooroon kayy haqooq kay liey kaam karr rahee haii waghairaa waghairaa magar sawaal yehh paidaa hotaa haii kehh kia eik NGO iss baree kaam kayy lieyy kafee haiiiii........
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            Working...
                            X