Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Taleem Yafta vs Degree Yafta

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Taleem Yafta vs Degree Yafta

    Asalam-0-Alikum
    kia koi bata sakta hay key
    hmm kis tarah bata saktey haan
    key kon
    taleem yafta hay and kon degree yafta

    kia bagair kisi degree leya bi koi taleem yafta ho sakta hay ya naeen
    ya pir taleem ka miar sirf o sirf degree hay

    app ki rahey darkar hay
    Last edited by tauruskhan; 28 April 2007, 03:10. Reason: words galat ho gay they
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

    pata nahi lakin insaan ko tarbiyat yafta hona chahiyee
    wasalaam...

    Comment

    • #3
      Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

      taleem yafta + degree

      Comment

      • #4
        Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

        Dr.Shahid Masood apne Program main Hidden Truth main kahte hain k Aaj ka dor jis main lakhon aur keroron lafz aik min aur sec main likhay ja rahe hain. Insan chand aur na jane kon kon say syaron tak rasaaee hasil ker chuka hai ... insan dunia ko chand min main tabha ker sakta hai...itni traqi ho chuki hai k Insan ki awaz kahan say kahan tak aik pal main phnch jati hai...laikin main is ko Ilm ka dor nahien manta bal k yeh maloomat ka dor hai aur yeh sab maloomat hain jo insan ikathi ker rha hai...Ilm tu wo hai 1400 saal pahle aya tha jo bghair ki tahqeeq k such sabit hoowa bal k ab tak jtni bhi cheezain daryaft ki hain un main say ziyada tar ys ilm per hi tahqeeq ker k daryaft hoee hain...

        Tu mere khyal main Shahid masood sahi kahtay hain...main nay aise insan bhi daikhay hain jinhon nay na jane kon kon see digree lee hoti hain laikin un main perhay likhon wali koee baat nahien hoti...Insniat naam ki koee cheez nahein hoti...aur aaj kal tu degree lee jati hai sirf achi job k liey na k aik acha muashre k liey taleem insan ko insan bnati hai...na k machine...agar jo degree aap ko sirf paisa kamane wali machine bna day tu kia faida
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

          Taleem Yafta :
          Jis Kay Pas Iklak Hoon,Tameez Hoo,Bat kernay ka Salika Ho, Mohazib Ho,Ba-Adab Ho,

          Degree Yafta :
          Her Degree Yafta Educated Nahe Hota Ap kay Pas PHD ki Degree Hai Lakin Iklaq nahe to Ap say Bara Jahil koi Nahe......Degree he sab kuch nahe Hota

          Comment

          • #6
            Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

            mearay khayal mein taleem yafta hone kaliye degree ki zarorat nehi hoti

            Comment

            • #7
              Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

              Originally posted by sccorpion81 View Post

              hum bhi Dr.Shahid Masood ki in batao sey itifaq kartay hay
              wasalaam...:)

              Comment

              • #8
                Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                Originally posted by TheMask View Post
                Taleem Yafta :
                Jis Kay Pas Iklak Hoon,Tameez Hoo,Bat kernay ka Salika Ho, Mohazib Ho,Ba-Adab Ho,

                Degree Yafta :
                Her Degree Yafta Educated Nahe Hota Ap kay Pas PHD ki Degree Hai Lakin Iklaq nahe to Ap say Bara Jahil koi Nahe......Degree he sab kuch nahe Hota
                aap ney bilkul sahi kaha
                wasalaam...

                Comment

                • #9
                  Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                  Originally posted by TheMask View Post
                  Taleem Yafta :
                  Jis Kay Pas Iklak Hoon,Tameez Hoo,Bat kernay ka Salika Ho, Mohazib Ho,Ba-Adab Ho,

                  Degree Yafta :
                  Her Degree Yafta Educated Nahe Hota Ap kay Pas PHD ki Degree Hai Lakin Iklaq nahe to Ap say Bara Jahil koi Nahe......Degree he sab kuch nahe Hota
                  i agree with you:thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                    Originally posted by filbahere View Post
                    Asalam-0-Alikum
                    kia koi bata sakta hay key
                    hmm kis tarah bata saktey haan
                    key kon
                    taleem yafta hay and kon degree yafta

                    kia bagair kisi degree leya bi koi taleem yafta ho sakta hay ya naeen
                    ya pir taleem ka miar sirf o sirf degree hay

                    app ki rahey darkar hay
                    w/salam,
                    khariyat to hai chacha jee aaj kal baray zubardast sawal uth rahay hain dil o dimagh main :wk
                    wesay is qism kay muamlat par boltay howay masood ki kami mehsoos hoti hai :donno:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Dr.Shahid Masood apne Program main Hidden Truth main kahte hain k Aaj ka dor jis main lakhon aur keroron lafz aik min aur sec main likhay ja rahe hain. Insan chand aur na jane kon kon say syaron tak rasaaee hasil ker chuka hai ... insan dunia ko chand min main tabha ker sakta hai...itni traqi ho chuki hai k Insan ki awaz kahan say kahan tak aik pal main phnch jati hai...laikin main is ko Ilm ka dor nahien manta bal k yeh maloomat ka dor hai aur yeh sab maloomat hain jo insan ikathi ker rha hai...Ilm tu wo hai 1400 saal pahle aya tha jo bghair ki tahqeeq k such sabit hoowa bal k ab tak jtni bhi cheezain daryaft ki hain un main say ziyada tar ys ilm per hi tahqeeq ker k daryaft hoee hain...
                      :thmbup:, yaqinan Elm wohi tha ab us Elm kay haqaiq jaan kar insaan malomat hasil kar'rha hai, Elm "bayan" hai samajhna nahi... samajhna malomat hai Elm nahi..

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      aaj kal tu degree lee jati hai sirf achi job k liey na k aik acha muashre k liey taleem insan ko insan bnati hai...na k machine...agar jo degree aap ko sirf paisa kamane wali machine bna day tu kia faida
                      :thmbup:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                        Originally posted by sccorpion81 View Post
                        Dr.Shahid Masood apne Program main Hidden Truth main kahte hain k Aaj ka dor jis main lakhon aur keroron lafz aik min aur sec main likhay ja rahe hain. Insan chand aur na jane kon kon say syaron tak rasaaee hasil ker chuka hai ... insan dunia ko chand min main tabha ker sakta hai...itni traqi ho chuki hai k Insan ki awaz kahan say kahan tak aik pal main phnch jati hai...laikin main is ko Ilm ka dor nahien manta bal k yeh maloomat ka dor hai aur yeh sab maloomat hain jo insan ikathi ker rha hai...Ilm tu wo hai 1400 saal pahle aya tha jo bghair ki tahqeeq k such sabit hoowa bal k ab tak jtni bhi cheezain daryaft ki hain un main say ziyada tar ys ilm per hi tahqeeq ker k daryaft hoee hain...

                        Tu mere khyal main Shahid masood sahi kahtay hain...main nay aise insan bhi daikhay hain jinhon nay na jane kon kon see digree lee hoti hain laikin un main perhay likhon wali koee baat nahien hoti...Insniat naam ki koee cheez nahein hoti...aur aaj kal tu degree lee jati hai sirf achi job k liey na k aik acha muashre k liey taleem insan ko insan bnati hai...na k machine...agar jo degree aap ko sirf paisa kamane wali machine bna day tu kia faida

                        Baat tu sahi kahi hai Dr.Shahid Nay...aur tum bhi theek kahte ho

                        Comment

                        • #13

                          • #14
                            Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                            Ilm shao'or o aagahi ka doosra naam hai es ko Degrees k hasool k sath mashroot kerna ghalat baat hai. baat sirf itni si hai k zindagi mein shao'or hasil hota hai Tajerbey se. ab ye ham logon per depend kerta hai k ham ager Degree holder hain tou Knowledge ko Learning mein kesey tabdeel kerte hain aur jo shakhs Knowledge and Learning ka farq samjh ley wohi Taleem Yafta hai chahey woh degree le ker taleem yafta bana hai ya zindagi k tajerbe ne uss ko degree de hai.
                            punjabi mein kehte hai " ik honda aye parrya hoya tay ik honda aye gorrya hoya" tou hamare khyal mein jitna ILM "ghorrey hoye" insan k pass hota hai kisi aur k pass nahi hota.

                            wesey bhi ham ne tou un-perrh logon se esi esi danaee aur philosophy suni hai k suqrat kiya ma'ani rakhta hai un k samney. aur esa sirf es liye k unhon ne apne tajerbey se Learn kiya.
                            "All I have learned from Life is that I know nothing."

                            Comment

                            • #15
                              Re: Taleem Yafta vs Degree Yafta

                              I agree with you all,

                              bas aik cheez add karun gi

                              aap key bolney key, milney julney etc key andaaz sey ye nazar aana chahiye key aap Taleem yaftaTaleem yafta hain
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X