Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi Ki Haqeeqat.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi Ki Haqeeqat.

    zindagi.........
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

    well n gud bohat achi tarhan ap nay bataya hai kafe lamba hai thora sa hi parh saki main zaror parhon ge apnay pass save kar lia hai phir say parh k reply karon ge :jazak:

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

      aap ney yaqenan bahut achi baatay kahi hay
      bahut shukriya aap ka
      wasalaam...

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

        to pher kia hakeekat hay zindgee kee.????

        ap ka mazmoon chala kaheen aur to akher main kaheen aur puhanch gia hay.

        aur dear aap ny kaha k zindgee kia hay to sab ny apny taee behtreen jawabat diy hian jo k main samjta hun k bilkul aisa hy...
        aur mery khiyal main ager aap sirf zindgi ka pochna hy to pher os main hindo muslim ya christan ka ziker nahi ana chayee
        siraf as Insaan ana chayee taka k paata chal skay k sab insaan zindgee k bary main kia sochty hian..
        waisy aaap kee kawish achi thee...main ap k mazmoon main bajay zindgee k akal aur eshak kee baat samaj gia hun thanks for tht:em:

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

          aap nay likhaa to bohht acchha haii magar main aap kee bbat see ziada Khalil bhai see agree kartaa hoo
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

            jitna samjh liya wohi buhat hai.:jazak:
            is per amal karain zindagi aap ki samajh main aa jay gi.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

              han sahi kaha ham apni tarjihat ko darust nahi kar pate to zindagi me ulhaj jate hen

              Comment


              • #8
                Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                :jazak:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                  Originally posted by Khalil View Post
                  to pher kia hakeekat hay zindgee kee.????

                  ap ka mazmoon chala kaheen aur to akher main kaheen aur puhanch gia hay.

                  aur dear aap ny kaha k zindgee kia hay to sab ny apny taee behtreen jawabat diy hian jo k main samjta hun k bilkul aisa hy...
                  aur mery khiyal main ager aap sirf zindgi ka pochna hy to pher os main hindo muslim ya christan ka ziker nahi ana chayee
                  siraf as Insaan ana chayee taka k paata chal skay k sab insaan zindgee k bary main kia sochty hian..
                  waisy aaap kee kawish achi thee...main ap k mazmoon main bajay zindgee k akal aur eshak kee baat samaj gia hun thanks for tht:em:
                  Aap nahi samajtey hein key Insaan ko insaaniyat ka darja hi Islam ney diya hai??

                  Agar aap deen ko aik taraf rakh dein to phir Insaan ki ehmiyat kaisey aur kahan sey seekheiN gey?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                    Originally posted by suffard View Post
                    jitna samjh liya wohi buhat hai.:jazak:
                    is per amal karain zindagi aap ki samajh main aa jay gi.
                    :phool: thanks inshaALLAH

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      Aap nahi samajtey hein key Insaan ko insaaniyat ka darja hi Islam ney diya hai??

                      Agar aap deen ko aik taraf rakh dein to phir Insaan ki ehmiyat kaisey aur kahan sey seekheiN gey?
                      jab aisy mozon per baat huti hay jo halat e hazra k bary main to pher jo baat kahee jati hay wo bee present situation main jo ho wo kee jati hay.

                      es k door k muslim wo nahi hay jo 1400 baras pehly k thay

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                        Originally posted by Khalil View Post
                        jab aisy mozon per baat huti hay jo halat e hazra k bary main to pher jo baat kahee jati hay wo bee present situation main jo ho wo kee jati hay.

                        es k door k muslim wo nahi hay jo 1400 baras pehly k thay
                        ye meyrey sawal ka jawab to na hua....
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zindagi Ki Haqeeqat.

                          inshallah
                          :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                          Comment

                          Working...