Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: aorat.
Collapse
X
-
Re: aorat.
Originally posted by yellowsky View PostStop It Please!
we have had ENOUGH on this topic .....so please STOP IT!!!!!
Mey ney pehley bhi sirf likha tha NO COMMENTS us ki waja hi yahi thi/hai key ye mehaz aik behass rahey gi ......aur ye bhi key iss sec. mey pehley bhi aik member ney same topic per apni bohot saari saari posts lagai thieN....
search the forum and you will have the threads on same topic...aap wahan iss topic pey sabhi members key views perh saktey hein mazeed iss pey kuch kehney ki (aik hi tarz ki baat) koi zaroorat nahi hai ...:thmbup:
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by munda_sialkoty View Postaap ka ishara kis ki taraf he???
anyhow..........poory PG ko unki baatin buri n ghalat lgti thiin per mujeh nahi......unk words harsh hooty the jin per unko mana kiya tha per nazarya or baatin thiik hoti thiin:)
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by Me Here View Postex member the.....or ab wapis ja chuky hain:)
anyhow..........poory PG ko unki baatin buri n ghalat lgti thiin per mujeh nahi......unk words harsh hooty the jin per unko mana kiya tha per nazarya or baatin thiik hoti thiin:)
khud gay ya nikal diyae gay.sigpic

Jahan tak mujhey yaad hai i have told him once that watever he wants to say is right but the way he is conveying his msg is wrong.....
aur ye cheez bohot count kerti hai larki......
Rasool ALlah (s.a.w) ney khud farmaya hai key deen ko iss tarhan pesh karo key log is ki taraf ayeiN, na key is tarhaN key log iss sey door jayein
aur ye bhi key Deen ko asaan ker key pesh karo
hum log kya kertey hein??? bilkul is key contrary!!!
aur hamara yahi andaaz islam pesh kerney ka bilkul ghalt hai aur kam sey kam mey to iss key strickly khilaaf hun....
Khush raho" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by suffard View Postandazbuhat kuch keh jata hay,:na:
Jis andaz mey aap ney aorat ko critise kiya hai agar issi andaz mey aik mard ko critise karein to wo bhi meyrey liye acceptable nahi ho ga
Aik massley ka sirf aik pehlu deykh ker kabhi bhi ussey hal nahi kiya ja sakta hai, aap deykhein society mey jitni burayiaN hein un ki bhot saari wajoohaat hein, in sab key liye aap hargiz hargiz aik aurat ko Ilzaam nahi dey saktey hein, apni nazar ko agar aap wusat dein gey to yaqeenan aap ko kafi cheezein nazar aayein gi......(Please note that my point is not at all that women are angels, they are also a part of society as men are so both of them are equally responsible kyun key aik Muashra in dono sey hi mil key banta hai)
Originally posted by suffard View Postager lhja un ka sakht tha too phir woh gay kion?
khud gay ya nikal diyae gay." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: aorat.
@ Me here
aik baat mey add kerna bhool gai
take your time to check this link again (or just the ending)
Islam aur ham
ye topic mey ney sirf shuru hi iss liye kiya tha key hum ney islam ko kitna ziada sara mushkil bana diya hai......Last edited by Z.; 26 April 2007, 19:07." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by Aanchal View Post100% right ...
beshak yeh batain such hain lekan aik khas or mehdood tabqa is main involve hai ....deehat main koon sa media hai jahan aurtoo ki halat buhat bori hai ..:)
So ab mein is se zayada kia kahoon
Comment
-
Re: aorat.
[QUOTE=yellowsky;408950]Respected bro. in Islam
Jis andaz mey aap ney aorat ko critise kiya hai agar issi andaz mey aik mard ko critise karein to wo bhi meyrey liye acceptable nahi ho ga
Aik massley ka sirf aik pehlu deykh ker kabhi bhi ussey hal nahi kiya ja sakta hai, aap deykhein society mey jitni burayiaN hein un ki bhot saari wajoohaat hein, in sab key liye aap hargiz hargiz aik aurat ko Ilzaam nahi dey saktey hein, apni nazar ko agar aap wusat dein gey to yaqeenan aap ko kafi cheezein nazar aayein gi......(Please note that my point is not at all that women are angels, they are also a part of society as men are so both of them are equally responsible kyun key aik Muashra in dono sey hi mil key banta hai)
dhaikin baat sunaion.
baat main nay ki hai media kay lihaz say,aur main is ka zikar 10 dafa ker chuka hon lkakin aap ki aqal hay keh is bat ko samjah nahi rahi too mera koi qasoor nhi hai.
main phir keh raha hon keh
media hum ko yeh nahi dekha raha keh haqeeqat kiya hy.
us nay bas aik hee rat lga rakhi hy keh
aorat mazloom mard zalim..........
aor koshish kiya karain keh apni zuban main baat kya krain main angraizi say nafrat kerta hon lakin mujhy perhni perhti hy kiyon keh majboori hai.sigpic
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by suffard View Post
dhaikin baat sunaion.
baat main nay ki hai media kay lihaz say,aur main is ka zikar 10 dafa ker chuka hon lkakin aap ki aqal hay keh is bat ko samjah nahi rahi too mera koi qasoor nhi hai.
main phir keh raha hon keh
media hum ko yeh nahi dekha raha keh haqeeqat kiya hy.
us nay bas aik hee rat lga rakhi hy keh
aorat mazloom mard zalim..........
aor koshish kiya karain keh apni zuban main baat kya krain main angraizi say nafrat kerta hon lakin mujhy perhni perhti hy kiyon keh majboori hai.
Aap issey phir sey perheiN gey
Originally posted by suffard View Postchahay koi deehat ho ya city
jis mard ki bunyad hee islam per na rakhi gai ho woh mard zalim ho ga .
aur miss mard ki bunyad maan rakhti hai maan jo keh khud aik aorat hai.
mager kiya hai keh aaj ki maon ko indian daramas say hee fursat nahi hai,too islami terbiyyat kya khak karay gee??" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by Me Here View Postex member the.....or ab wapis ja chuky hain:)
anyhow..........poory PG ko unki baatin buri n ghalat lgti thiin per mujeh nahi......unk words harsh hooty the jin per unko mana kiya tha per nazarya or baatin thiik hoti thiin:)Originally posted by yellowsky View PostMujhey exact nam nahi yaad magar Abdul something....
Rasool ALlah (s.a.w) ney khud farmaya hai key deen ko iss tarhan pesh karo key log is ki taraf ayeiN, na key is tarhaN key log iss sey door jayein
Yellowsky tum ne achi quote pesh ki :thmbup::thmbup:
Comment
Comment