bechari aorat..
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: aorat.
Collapse
X
-
Re: aorat.
Originally posted by suffard View Postbechari aorat..
wasalaam....
Comment
-
Re: aorat.
janaab suffard saab aapki saari baaten bilkul thheek hain aur aapney waaqai bohot achchhi tehreer ki hai,main aik baat aap ko muaazirat sey kehna chahunga keh aap auraton ko nishaana bana ker mardon ko kiun gumraah kerna chahtey hain ,aap zara apni baat ko tafseel aur waazeh andaaz main likhkhha karen,
merey keney ka mutlub yeh hai agar aurat key liye pardey ka hukum hai tho mardon key liye bhi hukum hai
aur woh yeh hai keh,
mard apni nazron ko bacha ker chalen aur humeshah nazren jhuka key chalen,main ney sirf aur sirf aap ki tehreer ko aagey badrah dia hai,aur agar murd nazren jhuka ker chalengey tho unhain aurat ki bepardagi nazar nahi aayegi.Last edited by Mujahid Khan; 24 April 2007, 00:03.
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by suffard View Postbechari aorat..
ham 100% mutfiq hain k bhot si ikhlaqi burayan bay-perdgi ki waja se hain lakin bro ye na kahen k kuli taur per aik sinf es ki zimadar hai. baat ye hai k min hais ul kaum ham log deterioration ki taraf ja rahey hain aur es main mard aurat dono he qasoor waar hain.
ham sirf itna kehtey hain k ISLAM Miyana-rawi ka sabq deta hai. kisi bhi rawaye mein EXTREMISM muaamla khrab kerta hai sudharta nahin hai.
"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by Gul-e-Lala View PostBraather aap k kaha baja k auraton ka aik tabqa ikhlaqyaat k standard derje se bhot neeche guzer chuka hai lakin bhyya zara thandey dil o damagh se ghore kerye k MEDIA ko chalnay wala kon hai? , ghair ikhlaqi CDs hun ya films hun recording kon kerta hai Mard he na. chalen Aurat to gumrah ho chuki lakin MARD kahan tak IKHLAKYAT k daman ko thamey huwe hai. koi bhi Gunah kerney wala es base per bakhsha nahi jaye ga k Dawat e Gunah k samaan bhot tha. ager esa hota tou Roz e Mehshir ka tasawar nahi hota. Iblees ki mojoodgi kisi insan ki es excuse ko BARGAH E KHUDAWANDI mein kabil kabool nahi bana sakti k kyun k shaitaan ney bhatkaya tha so main gunah ker betha..
ham 100% mutfiq hain k bhot si ikhlaqi burayan bay-perdgi ki waja se hain lakin bro ye na kahen k kuli taur per aik sinf es ki zimadar hai. baat ye hai k min hais ul kaum ham log deterioration ki taraf ja rahey hain aur es main mard aurat dono he qasoor waar hain.
ham sirf itna kehtey hain k ISLAM Miyana-rawi ka sabq deta hai. kisi bhi rawaye mein EXTREMISM muaamla khrab kerta hai sudharta nahin hai.
beshak yeh batain such hain lekan aik khas or mehdood tabqa is main involve hai ....deehat main koon sa media hai jahan aurtoo ki halat buhat bori hai ..:)
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by Aanchal View Post100% right ...
beshak yeh batain such hain lekan aik khas or mehdood tabqa is main involve hai ....deehat main koon sa media hai jahan aurtoo ki halat buhat bori hai ..:)
jis mard ki bunyad hee islam per na rakhi gai ho woh mard zalim ho ga .
aur miss mard ki bunyad maan rakhti hai maan jo keh khud aik aorat hai.
mager kiya hai keh aaj ki maon ko indian daramas say hee fursat nahi hai,too islami terbiyyat kya khak karay gee??sigpic
Comment
-
Re: aorat.
Originally posted by suffard View Postchahay koi deehat ho ya city
jis mard ki bunyad hee islam per na rakhi gai ho woh mard zalim ho ga .
aur miss mard ki bunyad maan rakhti hai maan jo keh khud aik aorat hai.
mager kiya hai keh aaj ki maon ko indian daramas say hee fursat nahi hai,too islami terbiyyat kya khak karay gee??
we have had ENOUGH on this topic .....so please STOP IT!!!!!
Mey ney pehley bhi sirf likha tha NO COMMENTS us ki waja hi yahi thi/hai key ye mehaz aik behass rahey gi ......aur ye bhi key iss sec. mey pehley bhi aik member ney same topic per apni bohot saari saari posts lagai thieN....
search the forum and you will have the threads on same topic...aap wahan iss topic pey sabhi members key views perh saktey hein mazeed iss pey kuch kehney ki (aik hi tarz ki baat) koi zaroorat nahi hai ..." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment