Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

    Shayed Dr. Sahab kay Nazareay say meri koi baat wazeh ho sakay....!!
    Attached Files
    Last edited by RulzZ; 23 April 2007, 11:55.
    That's Enough...!!

  • #2
    Re: Lal Masjid: Dr. Israr Ahmed's View...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    Shayed Dr. Sahab kay Nazareay say meri koi baat wazeh ho sakay....!!
    Well balanced aur bahtareen tabsra hai.:thmbup:
    Mind Sciences

    Comment


    • #3
      Re: Lal Masjid: Dr. Israr Ahmed's View...!!

      Nice very nice Dr. Sahib nay jo batain bhi ki hain koee shak nahien in ki sachaee main..really nice thanx rullz
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Lal Masjid: Dr. Israr Ahmed's View...!!

        Originally posted by zapk7 View Post
        Well balanced aur bahtareen tabsra hai.:thmbup:
        jee haan, is waqt josh nahi hosh ki zarorat hai, aur Dr. sahab nay jo baat ki hai us par ghoor-o-fikar ki zarorat hai...!!

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Nice very nice Dr. Sahib nay jo batain bhi ki hain koee shak nahien in ki sachaee main..really nice thanx rullz
        jee, maiN nay aaj he jang maiN in ka column paRha to soch kay aakar share karonga aur pehli fursat maiN yeh kaam kia...
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: Lal Masjid: Dr. Israr Ahmed's View...!!

          very nice........waiys Dr. sahib kee aik baat pasand hay mujy
          en ka end Iqbal per hee huta hay
          Jazak ALLAH
          great man dr esrar.

          Comment


          • #6
            Re: ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

            Read ker k reply karoon gi:)

            Comment


            • #7
              Re: Lal Masjid: Dr. Israr Ahmed's View...!!

              Originally posted by Khalil View Post
              very nice........waiys Dr. sahib kee aik baat pasand hay mujy
              en ka end Iqbal per hee huta hay
              Jazak ALLAH
              great man dr esrar.
              jee haan aur jazbat say hat kar mantaqi baat bhi ki hai, jesa kay unhoN nay kaha hai kay abhi is jusbay ko mazeed sambhalnay ki zarorat hai.... :thmbup:
              That's Enough...!!

              Comment


              • #8
                Re: ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

                bohht hee acchhaa likhaa Dr Israr ahmad sahib nayy i 100 persent agree it kehh Jamiaa waloon kayy Mutalibaat ghlatt nahee balkehh unn koo akhtiaar karnaay kaa andaazz ghlatt haii
                meree Duaa haiikehh yehh Mamlaa khoosh asloobee aorr fareeqain kee razaamandee see hall hoo jaii
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #9
                  "Tars gaye hein kisi mard ra'h da'N key liye"
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

                    bahut shukriya share karney ka
                    wasalaam...

                    Comment


                    • #11
                      Re: ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

                      Dr sahib k words her Sensible Pakistani ki soch ko represent ker rahe hain.inn logon k mojooda rawaye aik achhi cause ko tabah ker rahe hain. bunyadi zaroorat soch ki tabdeeli hai aur soch mein tabdeeli zore zaberdasti se kabhi nahi aa sakti
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."




                      Comment


                      • #12
                        Re: ARTICLE: Lal Masjid;Dr. Israr Ahmed's View...!!

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        bohht hee acchhaa likhaa Dr Israr ahmad sahib nayy i 100 persent agree it kehh Jamiaa waloon kayy Mutalibaat ghlatt nahee balkehh unn koo akhtiaar karnaay kaa andaazz ghlatt haii meree Duaa haiikehh yehh Mamlaa khoosh asloobee aorr fareeqain kee razaamandee see hall hoo jaii
                        yaqinan brother, Dr. sahab nay bhi isi taraf ishara kia hai, magar jazbat ki ro maiN behek janay walay is baat ko samajhnay say qasir haiN, is moqay par agar unhaiN is ki wazahat aur tareqa-e-kaar samjhao gaiy to woh mazeed jazbati hongaiy.. isleay waqt ka intezar karo :thmbup:

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Hakoomat bhi extreme hai aur Mazhabi jamateiN bhi .....jab key Islam hamein Miyana rawi ki taleem deyta hai .....

                        aur Shai'r ka ye missra to bohot khoob jachta hai hamari aaj ki halat per ....

                        "Tars gaye hein kisi mard ra'h da'N key liye"
                        bilkul theek :thmbup:, maiN apni wohi baat repeat karonga kay hum donoN taraf say inteha'pasandi ka shikar haiN, humara mas'ala he yeh hai kay hum us baat ko mas'ala bana laytay haiN jo mas'ala nahi hoti...!! matlab Fed. Minister ka parachute say jump karna mas'la nahi tha, albat'ta aik na'mehram say galay milna aik mas'la banta tha.. laikin hum nay jump ko he mas'la bana kar sari dunia kayleay hansnay ka saman mohiya kardia...??

                        Originally posted by Nisa* View Post
                        bahut shukriya share karney ka
                        wasalaam...
                        :rose

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        Dr sahib k words her Sensible Pakistani ki soch ko represent ker rahe hain.inn logon k mojooda rawaye aik achhi cause ko tabah ker rahe hain. bunyadi zaroorat soch ki tabdeeli hai aur soch mein tabdeeli zore zaberdasti se kabhi nahi aa sakti
                        yaqinan aur Dr. sahab nay Khaaksaar Tehreek kay baray maiN bhi yahi likha hai kay hum nay jazbati andaz maiN yeh tehreek shoro ki jis ka koi natija nahi nikla aur Irani awam nay munaz'zam tareeqay say 100 sa'la baadshahat ka khatma kardia....!! jab tak humaray josh ko khirad ki lagam nahi lagay gi tab tak kuch hasil nahi hoga sivaiy DEALZ kay....!!
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        Working...
                        X