main kal aik site it dunya ka visite ker raha tha keh main nay aik acha thread dhaikha soocha aap sab say bhee share karoon.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ghulam qoom
Collapse
X
-
Re: ghulam qoom
janab suffard saab main aap ki baat sey ittifaaq karta hun,magar aik baat main aap ko zarur karunga keh hum sub sey pehley apney nafs key ghulaam hain aur ussi ney hamain dusron ka ghulam banaya hai,jahan tuk paint aur shirt ka sawal hai tho woh musalmanon ka eejaad hai aur yeh khaalid bin waleed ney apni foaj ko chaak-u-chaoband rehney keyliye yeh eejaad kia thah aur tub sub eesaai iss sey sukht nafrat kartey thhey,aaj unhon ney uss ko aur hamaari bohot see achchih aadaat-u-atwaar aur ilm-u-fanoon ko apna liya hai,jahan tuk angraizi zubaan ka taalluq hai tho aap apney bachchon ko sirf aur sirf iss gharaz sey angraizy sikhhain keh kal angraizon ko un ki zubaan main unn ko tubleegh kar saken,issi tarah angraizi zubaan main hum ney abhi unn sey bohot sey raaz leney hain bohot sey unn ki badri aqal main daalney bhi hain.issi liye yeh waqt ki ashad zarurat hai,keh hum unn sey baakhabar bhi reh saken,kia khayal hai aap ka?
Comment
-
Re: ghulam qoom
Originally posted by sensible View Postjanab suffard saab main aap ki baat sey ittifaaq karta hun,magar aik baat main aap ko zarur karunga keh hum sub sey pehley apney nafs key ghulaam hain aur ussi ney hamain dusron ka ghulam banaya hai,jahan tuk paint aur shirt ka sawal hai tho woh musalmanon ka eejaad hai aur yeh khaalid bin waleed ney apni foaj ko chaak-u-chaoband rehney keyliye yeh eejaad kia thah aur tub sub eesaai iss sey sukht nafrat kartey thhey,aaj unhon ney uss ko aur hamaari bohot see achchih aadaat-u-atwaar aur ilm-u-fanoon ko apna liya hai,jahan tuk angraizi zubaan ka taalluq hai tho aap apney bachchon ko sirf aur sirf iss gharaz sey angraizy sikhhain keh kal angraizon ko un ki zubaan main unn ko tubleegh kar saken,issi tarah angraizi zubaan main hum ney abhi unn sey bohot sey raaz leney hain bohot sey unn ki badri aqal main daalney bhi hain.issi liye yeh waqt ki ashad zarurat hai,keh hum unn sey baakhabar bhi reh saken,kia khayal hai aap ka?
pent shirt ka jahan tak mujhay maloom hai yeh angraizon ka libas hai mager jaisa keh aap nay kaha keh khalid bin waleed nay eejad ki baray meharbai mujhay us kitab ka ya riwayat kay mutalak bata dain jahan likha hay keh yeh khalid bin waleed nay banai????????
aur janab english seekhnay say mana nahi kiya gya balkeh yeh bataya giya hay keh english sekhnay kay liyae ''taaee'' laganay ki kia zaroorat hai.
hum apni chez ko choor kar dosroon ki chezain lay rahay hain why?????
aap kia kehtay hain???sigpic
Comment
Comment