Bangla desh ki hizb-e-ikhtalaf ki rahnuma hakoomati pabandion kay bawajood itwar ko laondon say rawana ho kar peer ko Dhaka pohanch jain gi.Apnay aik interview main unhon nay kaha:
"Main zaroor jaon gi,maira desh hai aur mujhay janta ki puri himayat hai."
Aap nay daikha jinhain maloom hota hai kay woh fair hain aur awam unsay muhabat karti hai woh bairoon-e-mulk baith kar wapas anay ki khali kholi dhamkian nahin lagatay.Awam kay paas kisi intizaar kay bina pohanch jatay hain.
Kiya hamaray jila watan rahnumaon main yeh ikhlaqi jurat hai?

Comment