Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Pak Vs Ind

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Pak Vs Ind

    1-2
    Attached Files

  • #2
    Re: Pak Vs Ind

    Walikum Assalam


    Sach mai buhat nice likha.....
    hum hamesha hi follow kerte hain per sirf "GHALAT CHEEZ"
    kaash kabhi hum "ACCHI CHEEZ" ko bhi moqa dain or usko follow karin
    hum Pakistani kuch over confident bhi hain jiski wajah se humin museebat ka samna hoota hai.......
    or hamare politicians:)
    jo seriously kabhi is taraf aaty hi nahi.........hamare paas resources buhat hain per ALLOCATION WAY humin nahi pata.......ya shaid hum pata kerna nahi chahte:)

    Anyhow very nice description
    thx 4 sharing:thmbup:
    KHUSH RAHYYE!:)
    Allah Hafiz!:salam:

    Comment


    • #3
      Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

      Pakistan ry Pakistan teri konsi kall seedhe

      Comment


      • #4
        Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

        Originally posted by Khalil View Post
        Pakistan ry Pakistan teri konsi kall seedhe
        Pakistan nahi siyasatdaan

        Comment


        • #5
          Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

          aik hee baaaaaaaat hay piyary
          yehan gham k maary tarapty rahy hian tarapty rahingy

          Comment


          • #6
            Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

            :)

            Comment


            • #7
              Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

              bohat khooob likha khuram bhai meri taraf se itnay achay tareeky se talkh haqaiq ko bayan karny par mubarak bad wasool kijiye..:phool:
              Last edited by aabi2cool; 20 April 2007, 18:32.
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                Very nice.Bohat achay tareeqay say masail ki nishandahi ki hai.:rose
                Mind Sciences

                Comment


                • #9
                  Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                  boht achha aorr balikol sach likhaa haii aap nayy
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #10
                    Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                    very nice...
                    app ny bohat he acha likha hy .:thmbup:

                    aj kal her ghar main indian movies dekhi jati hain...:a stick:
                    jin main siwaiy bayhoodgi ky kuch bhe nhi hota...:hathora

                    aur pakistan main aj kal fahashi bohat aam ho gai hy...:pagal:
                    aur ye bohat fikar ki baat hy...:(

                    is aik burai ky honay say kitni dheer sari boraiyaan pada hoi hain...:pagal:

                    janay kya hoo ga pakistanioon ka...

                    Comment


                    • #11
                      Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                      Originally posted by ummid View Post
                      :)
                      say it ummid ....wat is behind this smile.....i would like to know .....seriously :thmbup: :D
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                        truth is bitter.............
                        boht sachhi baat hay.......
                        khoobsoorat andaaz-e- bayaan:)

                        hum to ARY k draamay daykh kr hee hayrat mien doob jaatay hien...baaqi sab to boht baad ki baat hy.....yeh hamaara pakistani channel hy...pata nhi hakoomat ko kya ho gya hy.....

                        Comment


                        • #13
                          Re: TAJZIYA: Pak Vs Ind

                          Originally posted by Khalil View Post
                          aik hee baaaaaaaat hay piyary
                          yehan gham k maary tarapty rahy hian tarapty rahingy

                          :budhu: :budhu: :budhu:

                          Pakistan iz nice:)
                          siyasatdaan nahi acche......

                          Comment

                          Working...
                          X