Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Aik Kiyal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Aik Kiyal

    Aik Kiyal
    Attached Files

  • #2
    Re: Aik Kiyal

    action speaks louder than words...hamein aisi baatein kerne se ziada practicle ki taraf tawajo deni chahiye...we ppl say many good things but when it comes to implement on ourselves, we simply ignore it...hope u wouldn't mind
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Aik Kiyal

      nice............one

      Bhai khuram yeh batian to sab ko pata hain per as amir said k humain es per ammal bee karna chayee....ALLAH sab ky rizak main ezafa kary amen

      Comment

      • #4
        Re: Aik Kiyal

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        App Dua Kero Allah sab ko Amal ki Tufeeq Day Ameen Likha es liye Jata Hai ta-kay Mazeeed Logoon ko Pata Chalay or wo Amal kerain :)

        Comment

        • #5
          Re: Aik Kiyal

          Originally posted by Khalil View Post
          nice............one

          Bhai khuram yeh batian to sab ko pata hain per as amir said k humain es per ammal bee karna chayee....ALLAH sab ky rizak main ezafa kary amen
          Koi Shak Nahe Amal b kerna chaye ...........

          Amal say Banti Hai Zindagi Jant b Jahunum B
          Yeh Khaki Apne Fitrat may Na-Noori Hai Na-Nari Hai.....

          Kuch Pata Hoga to Amal hoga Likha b Aik Amal hai es say oroon ko Achi ki Targeeb de jati hai esay ignore nahe kia ja-sakta or Practical ker kay Dhekana wo bohat umda bat hai Allah hum sab ko Tufeeq Day Ameen

          Comment

          • #6
            Re: Aik Kiyal

            Originally posted by TheMask View Post
            App Dua Kero Allah sab ko Amal ki Tufeeq Day Ameen Likha es liye Jata Hai ta-kay Mazeeed Logoon ko Pata Chalay or wo Amal kerain :)
            ofcourse bro...i am more than willing to indulge myself in these activities...Allah dillon ke baid khoob janta he, aur Allah sub ke diloon ko is tarah ka bana de ke sub loog insaan aur insaaniyat ka ehtaraam ker sakein :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Aik Kiyal

              inshAllah :thmbup:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Aik Kiyal

                Originally posted by TheMask View Post
                Aik Kiyal
                Bohat achay indaz say zati aihtisaab ka dars diya hai.Isi khud aihtisaabi ki hamaray haan kami hai.Bohat khubsurat baat kahi hai khurram bhai.Very nice.:rose :rose
                Mind Sciences

                Comment

                • #9
                  Re: Aik Kiyal

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  action speaks louder than words...hamein aisi baatein kerne se ziada practicle ki taraf tawajo deni chahiye...we ppl say many good things but when it comes to implement on ourselves, we simply ignore it...hope u wouldn't mind
                  shaaid AMAL ka aghaz soch or niyyat se hoota hai.....
                  her kaam ki base yahi hai k pehle hum sochte hain....phir niyyat kerte hain n finally we do the practical task....:)

                  so thiz is the base.....which must b encouraged if it is right 4om our hearts!
                  the pure Niyyat:thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: TAJZIYA: Aik Kiyal

                    Walikum Assalam!

                    Well very nice tehreer
                    thx 4 providing us the platform so that we can just visualize the reality....
                    bus ALLAH TAALA hamari soch ko naik or farma bardaar banae or humin HIDAYAT or AMAL ka rasta dikhae AMEEN!:thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: TAJZIYA: Aik Kiyal

                      ji sahi baat hai humaye is taraf souchna chaye :)
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik Kiyal

                        Originally posted by Me Here View Post
                        shaaid AMAL ka aghaz soch or niyyat se hoota hai.....
                        her kaam ki base yahi hai k pehle hum sochte hain....phir niyyat kerte hain n finally we do the practical task....:)

                        so thiz is the base.....which must b encouraged if it is right 4om our hearts!
                        the pure Niyyat:thmbup:
                        I agree with you...lekin mein apna point of view aik separate thread mein detail ke saath beyaan karon ga :)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik Kiyal

                          Originally posted by TheMask View Post
                          Koi Shak Nahe Amal b kerna chaye ...........

                          Amal say Banti Hai Zindagi Jant b Jahunum B
                          Yeh Khaki Apne Fitrat may Na-Noori Hai Na-Nari Hai.....

                          Kuch Pata Hoga to Amal hoga Likha b Aik Amal hai es say oroon ko Achi ki Targeeb de jati hai esay ignore nahe kia ja-sakta or Practical ker kay Dhekana wo bohat umda bat hai Allah hum sab ko Tufeeq Day Ameen
                          thanks bro

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik Kiyal

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            I agree with you...lekin mein apna point of view aik separate thread mein detail ke saath beyaan karon ga :)

                            :insha: zaroor :)
                            KHUSH RAHYYE!

                            Comment

                            Working...
                            X