Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

    1
    Attached Files

  • #2
    Re: Siyasat or Siyasat Dan

    Walikum Assalam:)

    well accha likha hai
    per kiya SIYASAT DAAN aise hi hooty hain?
    koi AWAM k lye q nahi sochta jab usko responsibility bhi di jaati hai?
    seats sambhalne ka sabko shok........or output sabki zero?:)
    mujeh nahi samajh aata k koi Pak k sath q mukhlis n honest nahi?

    anyhow.....hamari DUAIN to PAKISTAN n statemen k sath hain:)
    KHUSH RAHYEE
    Thx 4 Sharing:)

    Comment

    • #3
      Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

      ALLAH kary jo aap k dil main pakistan k liy acha khawab hay wo pora ho amen

      Comment

      • #4
        Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

        Originally posted by Khalil View Post
        ALLAH kary jo aap k dil main pakistan k liy acha khawab hay wo pora ho amen
        AMEEEEEEEEEEEEEEEEEN:blush:

        Comment

        • #5
          Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

          Bohat khoob.Bohat acha tajzea kiya hai.Well done:thmbup:
          Mind Sciences

          Comment

          • #6
            Re: Siyasat or Siyasat Dan

            Originally posted by Me Here View Post
            Walikum Assalam:)

            well accha likha hai
            per kiya SIYASAT DAAN aise hi hooty hain?
            koi AWAM k lye q nahi sochta jab usko responsibility bhi di jaati hai?
            seats sambhalne ka sabko shok........or output sabki zero?:)
            mujeh nahi samajh aata k koi Pak k sath q mukhlis n honest nahi?

            anyhow.....hamari DUAIN to PAKISTAN n statemen k sath hain:)
            KHUSH RAHYEE
            Thx 4 Sharing:)
            Siasatdaan har jaga aisay nahin hotay sirf wahan aisay politicians parwaan chartay hain jahan awam unka aihtisaab nahin kartay.Jahan logon ki yaddash kharab hoti hai aur woh apnay leaders kay karnamay bhula daitay hain;isi liyay yeh leaders logon ko bewaqoof banatay rahtay hain.:D
            Mind Sciences

            Comment

            • #7
              Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

              Siasat daan mutual benificial association ke tehat chal rahay hein, aur is association mein zahir he awam bilkul nahi...ohdoon ki bandar-baant hoti he, roothay sanam ko mananay ke liye be'dareekh mara'aat di jaati hein. Aik doosray ko khush kerne ki takoo do ki ja rahi he, jub ki mukhaalfeen ki taang kese khainchi jaye is ki mansooba bandi hoti he. Is saaray scenario mein awaam aur us ke tahafuzaat kahin bhi nahi hein. political leaders ke apnay roolay mukein to awam ki taraf dehaan karein
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

                thanks 2 all

                Comment

                • #9
                  Re: Siyasat or Siyasat Dan

                  Originally posted by Me Here View Post
                  Walikum Assalam:)

                  well accha likha hai
                  per kiya SIYASAT DAAN aise hi hooty hain?
                  koi AWAM k lye q nahi sochta jab usko responsibility bhi di jaati hai?
                  seats sambhalne ka sabko shok........or output sabki zero?:)
                  mujeh nahi samajh aata k koi Pak k sath q mukhlis n honest nahi?

                  anyhow.....hamari DUAIN to PAKISTAN n statemen k sath hain:)
                  KHUSH RAHYEE
                  Thx 4 Sharing:)
                  aaik cheeze ki taraf aur tawaju dialoon
                  app ney kabi tv like GEO , ARY, AAJ wagera per wo programs dehkay haan
                  jin main siasat danoon ki nakaleen uttari jati haan

                  lakin sochany ki baat hay key aj tak kabi bi Altaf Hussain ya kisi bi MQM key leader ki naqal naeen uttari gai
                  kia kabi kisi ney socha keeon
                  akhir in ki naqal keeon naeen uttari jati
                  kia yeh log farishtay haan

                  media ko bohat acchi tarah istamal ker rahey haan yeh MQM waley
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #10
                    Re: Siyasat or Siyasat Dan

                    Originally posted by filbahere View Post
                    aaik cheeze ki taraf aur tawaju dialoon
                    app ney kabi tv like GEO , ARY, AAJ wagera per wo programs dehkay haan
                    jin main siasat danoon ki nakaleen uttari jati haan

                    lakin sochany ki baat hay key aj tak kabi bi Altaf Hussain ya kisi bi MQM key leader ki naqal naeen uttari gai
                    kia kabi kisi ney socha keeon
                    akhir in ki naqal keeon naeen uttari jati
                    kia yeh log farishtay haan

                    media ko bohat acchi tarah istamal ker rahey haan yeh MQM waley
                    No Doubht About It

                    Comment

                    • #11

                      ji sahee
                      her koi MQM se darta hai.......
                      main ik special report likhi thi us per jab main last time karachi gae thi

                      http://pegham.com/showthread.php?t=16894

                      Comment

                      • #12
                        Re: TAJZIYA: Siyasat or Siyasat Dan

                        Originally posted by TheMask View Post
                        1
                        bohat acha likha hy app ny...:thmbup:

                        humko to siyasat aur siyastdanoo say he nafrat hy...:hathora

                        jahan tak sabqa-wazzer-e-azaams ki baat hy to
                        hamein bari hayrat hoti hy jab wo kehty hain k
                        hum iqtadar main any ky bad qaoom ki khidmat kareein gay and so on...:slap:

                        koi in say ye pochay k

                        jab inky pass iqtadaar tha tab inhoon ny kya marky mary thay...
                        bus apnay payt(stomach) per he hath rekha inhoon ny..:hathora :hathora :hathora

                        ab bhe to aakar yehe karein gay na...:a stick:

                        Comment

                        Working...
                        X