Re: ARTICLE: Choraha...!!
itne dino se es article ka naam dekh rahey thay lakin humain maloom nahi tha k ye hamare fav Hasan Nisar sahib ka column Choraha hai :). thankooo ham ney kitne dino baad un ki tehreer parrhi aap ki badolat.
Ham Hasan Nisar k die hard fan hain esp jab se ham ne un ko PU mein old student k hesiyat se bolte suna tha. kitney khubsurat alfaz hote hain un k!!:) he said" Punjab Uni meri nojwani ki wo qaber hai jis mein bhot se khubsurat lamhey bhot si yadon, awazon aur chehron k sath dafan hain" aur hamin aaj bhi un k woh lafz ussi tarah yad hain k ham bhi esa he feel kertey hain:)
ab aatey hain es column ki taraf..
**kash ham log es jumley mein chuppi sachaae ko accept ker len k "kisi aik ka gunah ya jurm kisi doosrey gunah ya jurm ka jawaz nahi ban sakta.aur es tarah ka rawaya satyanas se sawa satyanaas ki taraf jata hai"
**"hi meri takhtyan aur sirkandey k qalam" what a way to cherish memories na :)
**what an observant man he is. kitni mazey ki description hai na CHAIN SMOKER ki ungliyun ki
**aur what to say on his comment on "OMEGA's" being "KHANDANI"
Rulz ham waquii aap ki bhot thankful hain. aik arsey k baad hamare ander URDU ka maza leney ki hiss poori tarah bedaar hoi hai apne fav columnist ko perrh ker.
thankooo
jeetey rahye :rose

Comment