Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Bakwas...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bakwas...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    :blush:
    :blush: :blush: :blush:

    Comment

    • #32
      Re: Bakwas...!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      woh to woh hai jo us ka unwan hai :shh: aur jo tum nay kaha hai woh us say bhi siva hoti hai :khi:
      ???????????????????????:cc:
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Bakwas...!!

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        abhi opar kaha thaa :blush:, dar'asl hum logoN kay zehen maiN yeh baat beTh chuki hai kay haq mangnay ki cheez hai....!! humaiN yeh samajhna hoga kay haq ada kia jata hai....!! agar har shaks apna haq ada karay to phir mang'nay ki nobat he kioN aaiy gi :wk
        yani logon ki soch hi badal daalni hai...right? aur aeysa kab mumkin ho sakta hai?

        mey aik do haftoN sey aik tehreer likhney ki na kaam koshish ker rahi hun :D....jis mey sara emphasis lafz "Mey" per hai....
        agar aik insaan ko apna pata chal jaye ya wo simply "Mey" ko jaan ley to kafi kuch sahih ho jaye ga....thats wat i think.......
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #34
          Re: Bakwas...!!

          Originally posted by yellowsky View Post

          xeni maiN samajhta hooN kay hum loog buniadi tour par inteha pasand haiN... hum har cheez danday kay zaur par karna chahtay haiN (tumhari terhaa :khi:) chahay woh nifaz-e-islam ho ya nifaz-e-roshan khayali... har jagah danda hai. ab aisay mua'shray maiN soch badalnay kayleay bhi shayed danda he chalana paRay ga :khi:. agar sanjeedgi say dekha jaiy to mery khayal maiN aihsaas-e-zimay'dari he is ka hal hai matlab wohi :blush: kay har shaks apna haq ada karay.

          reh gai baat maiN ki to yeh bhi wohi baat hai, yaqinan aik "maiN" say pora mu'ashra theek ho sakta hai. mujhay is say gharz nahee honi chaheay kay mu'ashra kis teraf ja raha hai, aur yeh mayosi kay maiN akela kuch nahee karsakta bohot ghalat hai. humaiN yeh he samajhna hoga kay maiN bohot kuch karsakta hoon, mujhay apna farz ada karna hai.
          That's Enough...!!

          Comment

          • #35

            mey soch rahi hun key apni na mukammal tehreer aap sey hi likhwa lun :D

            btw mey ney kab danda chalaya hai

            :hehe:
            Last edited by Z.; 12 April 2007, 16:41.
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #36
              Re: Bakwas...!!

              Originally posted by yellowsky View Post
              mey soch rahi hun key apni na mukammal tehreer aap sey hi likhwa lun :D

              btw mey ney kab danda chalaya hai

              :hehe:
              maiN pehlay he maiN pay likh likh kar thak chuka hoon :pagal:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #37
                Re: Bakwas...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                maiN pehlay he maiN pay likh likh kar thak chuka hoon :pagal:
                no Ze se wakam :P

                aik aur bhi likh lein....balkey ab to aap expert ho gaye hon gey :khi:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #38
                  Re: Bakwas...!!

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  no Ze se wakam :P

                  aik aur bhi likh lein....balkey ab to aap expert ho gaye hon gey :khi:
                  http://www.pegham.com/attachment.php...1&d=1153128861 yeh aik thread maiN fari ko jawab dia thaa
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #39
                    Re: Bakwas...!!

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    :kr: :kr: :kr:
                    :tauba koi haal nai tera

                    :kr: :kr: :kr:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Bakwas...!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      aap yeh baat inteqaman to nahee keh rheeN :lpop:

                      nahi ji hum nay aap ka ARTICLE perrh ker ye baat kahi hai. tareef k muamle mein ham bhi aap ki tarah BAY-MARAWAT hain. es liye INTQAMAN tareef___ no way :lol
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • #41
                        Re: ARTICLE: Bakwas...!!

                        haqeeqat hamaysha bakwaas ki soorat hee dikhti hay shayad...magar haqeeqat to yeh he hay k hum sab aysay hee hien...qool-o-fail k tazaad k saath...apni 'main' ko liay huay.....
                        apki tehreer boht achhi lagi
                        :)

                        Comment

                        Working...
                        X