Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

UPDATES: Itna inteyhai Qadam???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: UPDATES: Itna inteyhai Qadam???

    kis se related aayat?
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: UPDATES: Itna inteyhai Qadam???

      Originally posted by yellowsky View Post
      @ Me here

      acc. to my knowledge Islam family planing ki ijazat deyta hai kuch reasons ki base pey

      now if you consider RIZQ as only reason to not have a child, is totally wrong and it is not Permissible in Islam coz Raziq is ALlah T'ala aur her bacha is dunya mey apney sath Rizq ley ker aata hai

      now @ topic

      mujhey abhi tak nahi samaj aai key is saari situation mey ghalti pey kaun hai....

      Nopes sis.....u couldnt get me
      Mera kehne ka matlab ye tha k ager unhe aisa tak kerne ki nobat a jae k apne ikhrajaat poory kerne k lye unhe apna blood ( baby) sell kerna pary.....as u said Intihae Qadam to ager ye intihae qadam uthana ho to behter hai ap baby ko birth na dain q k is tarah us baby ka haqq bhi chin jata hai or pata nahi k phir usko zindagi ki kitni sakhtiaan jheelni parin......q k phir uski zindagi totally chance per hai ager wo sold ho chuka to......

      or as in the news,,,,,it is mentioned k baby is lye sell kiya gya taky hopital billz pay kiye ja sakin not bcoz they felt him a burden in providinh him RIZK

      Hope u ve got me now:)
      koi bat nahi samajh ai to u can ask......me here:)
      KHUSH RAHYYE!
      n well said her insaan apna RIZK apne sath lata hai:)
      :clap:

      Comment

      • #18
        Re: Itna inteyhai Qadam???

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Mehere sister

        Got ur point...i know ke muflasi mein insaan se koi baeed nahi...choori mein haath kaatnay ki saza he, lekin us soorat mein jub moaashray mein muflasi na ho, aur insaan jub bhooka ho aur us ke liye koi option na bachay to wo haram janwar ka goost tak bhi kha sakta he...its all understandable..but but but

        kuch cheezein Allah Taalah ne insaan ke haath mein bhi rakhi hui he, isi liye to wo saza -o- jaza ki kasooti pe parkha jata he. Chand din pehlay BBC mein India mein buchon ki neelami ki khabar perhi, aur neelam honay walay buchay haath mein poster uthay thay...yeh dil dehla dene wali soorat-e-haal he atleast mere liye. Dekho insaan ko apni istataat ke mutabik kadam uthana chahiye, ager wo ziada buchon ka pait nahi paal sakta to ziada buchay paida na karay...her baat ka ilzaam Allah pe dhar dena...akalmandi nahi...Allah ne insaan ko Aqal bana ke baija he aur us pe kuch zumadaariyaan aaid ki hein, jin ka wo paband he. still mere point wohi he, jo loog buchay paal nahi saktay mut paida karein

        yupz ye news maine bhi suni thi
        yupz i too agree wid that even kuch months pehle our driver had twin babies after 5 babies means now he is having 7 babies
        these r twin baby galz n he wanted to give up his babies to those who havent any baby means they wanted to adopt n he agreed......
        then his Father forbid him to do so
        n i was just shocked by listening to the whole story.......
        n i also said that Uncle how can u think to do so.....they r ur blood....
        now he is happy wid 7 kids:)
        but i dont know ager afford nahi ho sakta to phir q log birth dete hain?
        jab apko apk blood ki qadar bhi nahi?
        i think RELATIONS dunya mai sabse imp hain offcourse after ur CREATOR N DEEN.......per i m seeing k ab RISHTOON ki qadar nahi rahi......
        we r diverting to prefer money/glamour n material over the relations.......which is really bad or mera dum ghut'ta hai if i start to think k ab aisa hai

        Comment

        • #19
          Re: Itna inteyhai Qadam???

          Originally posted by Me Here View Post

          sis, yeh cheezein mujay bohat irritate kerti hein aur mein bohat jaldi boil ho jata hoon...infact muj se koi ziadti karay to mein easily bardasht ker leta hon, lekin mooashray ke aisay nasooron ke baray mein jaan ker bohat khoon khoolta he, u kuch loog aisay hotay hein ke koi jiye maray unhein koi faraq nahi perta, lekin mere saath aisa nahi he, mein insaan aur insaaniyat ki kadar kerta hoon, mere nazdeed her insaan ko aik he rutbay se zindagi guzarnay ka haq hasil hona chahiye, her insaan ko us ke buniyadi hakook milnay chahiyein. Allah Taalah ne insaan ko bilkul be-buss nahi banaya, Us zaat ne insaan ko kai kaamon mein ba-ekhteyaar banaya he, sari sooch ki baat he, hamari koom practicle sooch nahi rakhti, kahawaton aur suni sunai baaton se dil behla leti he...ghareeb bunda yeh to aasani se keh deta he, family planning ka kia, jitni kismat mein hon ge utnay buchay to aanay he aanay he, how non-sense...yeh to gair zumadarana behaviour he...we need to be practicle...billi ko dekh ke aankhein bund kerne se kia hasil...we better creat awareness among the masses so that they could understand the outcome.
          :thmbup:

          Comment

          • #20

            A Salute 2 u that u pay respect 2 HUMANITY:salam:
            well maine apni surroundings mai jo dekha hai k log buhat be-hiss hain....rishtoon ki koi qadar ya ehsaas nahi kerte or INSAAN se bhi INSAAN ka ik INSAANI rishta hai or beshak iski resoect humin hooni chahye.....dosroon k dukh baant ker ik thandi chaaon ka ehsaaas hoota hai......ik aise rahat milti hai jese kise thaky haary person ko taweel safar k baad apne bed per milti hai:)
            anyhow....
            family planning k bary mai main kuch keh nahi sakti........but apne halaat dekh ker jaqb ap afford nahi ker sako to masoom bachon ka dhair nahi lagana chahye....i dont know SHARYAAT in proper medicated ways ko allow kerti hai ya nahi per i think insaan khud samajhdaar hoota hai to think upon the situations n to walk according to them

            KHUSH RAHYYE!
            :)

            Comment

            Working...
            X