Special Thanks to Daily Jinnah
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Collapse
X
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
aik kaRwa sach.....ya aik bhayanak haqeeqat.........
(if you dont mind mujhey is tehreer key writer ka naam chahiye aur juz let me know the source)
:jazak: khair" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
-
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postaorat mazloom nahi hai zalim hai." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postmeri behna main nay yeh sab kuch baray sooch samajh ker bola hai aap kay liyae yeh buhat acha ho ga keh aap mera thread ''aorat mazllom nahi hai'' ko per lain
aap ko sab kuch pata chalk jay ga." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postaap ka ksoor nahi aap aorat hain ,apnay aap ko dermiyaan main rakh ker socho
sirf aik baat kahun gi key haqeeqat sey nazrein mat pheyra karein kha makha doosron per ilzaam mat diya karein
Aap ki nazar mey aik muashrey mey kuch bhi ghalt ho raha hai to us ki saari ki saari responsibility Aik Aurat pey aati hai
aur abhi aap mujhey keh rahey hein (halankey abhi to mey ney kuch bhi nahi kaha hai) "aap ka ksoor nahi aap aorat hain"
" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
aap say bahas hee fazool hai ,
aik baat yaad rakhna meri behna aur is per pura ghor aur fiker kerna
''woh building kabhi bhi ziada arsah nahi khari reh sacti jis ki bunyaad hee tekh na ho hum sab ki bunyaad aik aorat hai yani maan hum main alim bhee hai,zalim bhee hai,wadairah bhee hai,zalim husband bhee hai''
aik sher hai aaj ki aorat aur khaas ker maan per pura fit ata hai .sun sako too suno
woh maan aur thi yeh maan aur hai
woh purana door tha yeh nia door hai.:salam:Last edited by abdulwahab; 10 March 2007, 22:17.Fight for Khilafah
:insha:
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postaorat mazloom nahi hai zalim hai.
is thread main isi thread kay baray main bataye ..dosray thread jo hain un ka topic pay unhi thread main reply kejey ...filhaal jo is topic main kaha gia hai us kay baray main baat kejey .....!
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postaik sher hai aaj ki aorat aur khaas ker maan per pura fit ata hai .sun sako too suno
woh maan aur thi yeh maan aur hai
woh purana door tha yeh nia door hai.:salam:
Comment
-
Re: Women Day Special - Aurat Aur Musalman
Originally posted by abdulwahab View Postaap say bahas hee fazool hai ,
aik baat yaad rakhna meri behna aur is per pura ghor aur fiker kerna
''woh building kabhi bhi ziada arsah nahi khari reh sacti jis ki bunyaad hee tekh na ho hum sab ki bunyaad aik aorat hai yani maan hum main alim bhee hai,zalim bhee hai,wadairah bhee hai,zalim husband bhee hai''
aik sher hai aaj ki aorat aur khaas ker maan per pura fit ata hai .sun sako too suno
woh maan aur thi yeh maan aur hai
woh purana door tha yeh nia door hai.:salam:
2- Aap mujhey sirf Yellowsky keh saktey hein
3- Ab mey chahun gi key her cheez clear ker dun
Aap key bohot saarey threads, bohot saari posts bas "aurat aurat aurat aurat aur aurat"
Aap ki baat theek hai bilkul key "Aik Maa ka role in bringing up her kids"
leykin the way you are coveying your msg is totally wrong
aur yahan to aap ney had ker di hai key
aorat mazloom nahi hai zalim hai.
aap kis base pey ye sab keh rahey hein ???
Islamic society mey do logon ka role hai Aik mard ka aur aik aurat ka,
As a mother yes she has this responsibility of bringing up her kids in an islamic way
(keep in mind key aik bachey ki tarbiyat mey sirf us ki Maa ka hath nahi hota hai Maa aur baap dono responsible hein, ye aap bilkul nahi deny ker saktey hein)
Leykin aik aurat achi Maa kab aur kaisey ban sakti hai ? sawal ye hona chahiye.....aap ka nahi khayal?
in just two lines:
Aik aurat aik achi Maa tabhi ban sakti hai jab wo taleema yaafta ho (worldly plus islamicly)
aur Meyrey khayal mey aik aurat ki education aik mard ki education kaheen ziada imp. hai kyun key aagey us ney aik poori generation nikaalni hoti hai
is key sath sath her Role in a society:
Aik muslim woman ka bohot constructive role hai apni society mey
Islam aik aurat ko poori permission deyta hai key wo job karey, wo financially independent ho
ab aap agar kehtey hein key aik muslim woman key liye key
''ab main farag hoon aur mujhay job bhee kerni chahiyae''
(from your other thread)
ye baat aap ki bilkul ghalt hai, Aik aurat ko time nikalna chahiye key wo apni society mey aik constructive role bhi play karey
kya hamein female doctors ki zaroorat nahi hai?
kya hamein female teachers ki zaroorat nahi hai?
kya hamein female scholars ki zaroorat nahi hai?
etc
hai aur bilkul hai!!
Agar hamari so called society aik aurat ko wo saari freedom deyti hai jo ussey islam ney di hai aur us ko taleem key zewar sey araasta kiya jata hai ...and then if she does not fulfil her responsibility as a Mother and as a part of society to phir aap ko tab poora haq hai key ussey criticise karein ya ussey Zalim kahein i wont mind!Last edited by Z.; 11 March 2007, 12:33." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment